~*~Teri Tasveer~*~

by pankshivam on March 04, 2009, 10:25:21 PM
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Author  (Read 2525 times)
Rajesh Harish
Guest
«Reply #15 on: March 09, 2009, 07:47:26 AM »
Kuch hum ne bhi likhne ki koshish hai ki
Shayad na ho ye aap logon ke istar ki



Na jaane kab se hun pade the behoshi mein
Hosh aai teri tasveer ko apne seene pe payaa
Phir ek kashak zor si uthi mere seene mein
Us dard ko dabakar apne seene ko sahlayaa

Teri tasveer na hoti to na hoti Jaan seene mein
Tere intezaar mein bahut samay hai gaywayaa
Ab to bilkul maza hi nahi aata hai  jeene mein
Agar tu na aai to maut ko hai hum ne bulayaa
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Tasveer by Alam Qazi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Teri tasveer... by isha_verma7 in Shayri-E-Dard
teri tasveer by majid in Shayri-E-Dard
teri tasveer......... by roshni246 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Teri Tasveer by Pooja in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 32 33 »
danish007
Guest
«Reply #16 on: March 09, 2009, 07:48:33 AM »
waah waah ...............bahut khub pank ji Applause Applause Applause

Logged
danish007
Guest
«Reply #17 on: March 09, 2009, 07:50:09 AM »
Kuch hum ne bhi likhne ki koshish hai ki
Shayad na ho ye aap logon ke istar ki



Na jaane kab se hum pade the behoshi mein
Hosh aai teri tasveer ko apne seene pe payaa
Phir ek kashak zor si uthi mere seene mein
Us dard ko dabakar apne seene ko sahlayaa

Teri tasveer na hoti to na hoti Jaan seene mein
Tere intezaar mein bahut samay hai gaywayaa
Ab to bilkul maza hi nahi aata hai  jeene mein
Agar tu na aai to maut ko hai hum ne bulayaa

Wah Bahoot Khoob Likha Rajesh Bhai Applause Applause Applause
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #18 on: March 09, 2009, 07:52:42 AM »
Shukriya Danish Ji
Logged
danish007
Guest
«Reply #19 on: March 09, 2009, 08:07:29 AM »
your welcome  rajesh ji   hello
Logged
salma786
Guest
«Reply #20 on: March 09, 2009, 08:11:42 AM »
Wah Salmaji Bahoot Khoob Applause Applause Applause
Aapke Liye reply jarur likhunga lekin Itni Achhi Shayari pe Reply Karne Ke liye Thoda waqt Toh Lagega

Shukriya Pank ji... Apne kuch zada hi sarah diya notworthy
Logged
salma786
Guest
«Reply #21 on: March 09, 2009, 08:12:36 AM »
Very nice Rajesh ji Applause Applause
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #22 on: March 09, 2009, 08:36:02 AM »
Shukriya Pank ji... Apne kuch zada hi sarah diya notworthy
Achhi Shayari Ko Toh Log sarahenge hi Salmaji  Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
salma786
Guest
«Reply #23 on: March 09, 2009, 08:49:28 AM »
Achhi Shayari Ko Toh Log sarahenge hi Salmaji  Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

Shukriya Usual Smile
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #24 on: March 10, 2009, 05:23:34 AM »
Kuch hum ne bhi likhne ki koshish hai ki
Shayad na ho ye aap logon ke istar ki



Na jaane kab se hun pade the behoshi mein
Hosh aai teri tasveer ko apne seene pe payaa
Phir ek kashak zor si uthi mere seene mein
Us dard ko dabakar apne seene ko sahlayaa

Teri tasveer na hoti to na hoti Jaan seene mein
Tere intezaar mein bahut samay hai gaywayaa
Ab to bilkul maza hi nahi aata hai  jeene mein
Agar tu na aai to maut ko hai hum ne bulayaa

Very Nice Rajeshji Applause Applause Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: March 30, 2009, 06:54:17 PM »
wow too Good pank ji, salma and Rajesh ji!!!
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #26 on: March 30, 2009, 07:53:15 PM »
Shukriya Poojaji

Logged
pankshivam
Guest
«Reply #27 on: March 30, 2009, 07:56:52 PM »

Rang Baki Nahi Ab Meri Muhabbat Me,
Teri Tasveer Mai Banau Kaise...

Tu Hai Khafa Aaj Mujhse,
Toh Mai Ab Muskurau Kaise...

Yaad Hai Mujhe Aaj Bhi Dard-e-Judai Ka Manzar,
Tu Na Bhool Payi, Toh Mai Bhool Jau Kaise...

Nahi Mila Aaj Mujhe Tera Ehsas Meri Sanso Me,
Tu Hi Bata Ab Mujhe, In Sanso Ko Rok Pau Kaise...

Tuta Hai Dil Aajane Hi Sahi,
Kahi Aur Dil Ab Lagau Kaise...

Aawaz Nahi Ab Dhadkano Ke Paas Meri,
Wafaon Ka Tarana Fir Se Gungunau Kaise..

Tu Kareeb Nahi Hai Ye Janta Hun Mai,
Toh Tu Hi Bata Zindagi, Tujhse Dur Jau Kaise....

~Pank~
Logged
Pooja
Guest
«Reply #28 on: March 30, 2009, 07:57:47 PM »
bahoot khoob pank ji
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #29 on: March 30, 2009, 08:00:24 PM »
bahoot khoob pank ji
SHUKRIYA POOJAJI
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 03, 2024, 06:28:42 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer