~~~tu door hi rahe~~~

by Tosha on May 30, 2005, 08:08:51 AM
Pages: [1] 2 3 4 5 6
Print
Author  (Read 5555 times)
Tosha
Guest
Khwabon ki ek duniya main
Ek murat rachi thi
Nashili aakhen madhosh kardene wali
Wo katil hasi dekhi thi
Chand sa chera laherati zulfe
Wo is daard-e-dil ke dawa thi

Mohabbat main iskadar dube
Khud ko sambhalne ka hosh nahi tha
Ishq ka junoon hua sawar
Sochne samajhne ka wqth nahi tha
Unki deewangi ka aisa chadha khumar
Yeh pagalpan nahi to aur kya tha

Aakhe khuli to pata chala
Ek hasi khuwab-e-hakikat tah
Kaise kahe dun use bewafa main
Usne to dil se deedar kiya tha
Nahi main chata tute uska dil
Us dileuba se hi to maine pyaar kiya tha

Kasauti jindgi ke kahun ya anchahi baat
Mera dil bhi to bewafa nahi hai
Kor nahi sakta aab main use
Uspe aab mera koi haqu nahi hai
Aazad kiya tujhe aaj e jindgi
Ghav dil ke aab bharne walw nahi hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tamam Umr Tujhse Door Rahe (Neelu) by waheed_rose2004 in Shayri for Dard -e- Judai
Tamam Umar Zindagi Se Door Rahe by asgher in Shairi - E - Zindagi
~~~Door Rahe~~~ by Ravinder in Shayri-E-Dard
!!!!!!! Woh Mujhse Door Jaate Rahe !!!! by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Rahe khushyon se door...... by ishhh in Shayri for Khumar -e- Ishq
Talat
Guest
«Reply #1 on: May 30, 2005, 08:11:14 AM »
Bohot touching hai Tosha !!!! :-( :-( :-( ...................
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #2 on: May 30, 2005, 08:34:41 AM »
very nice Tosha.
sachi mein dil ko choo liya aapne to..............
Logged
Tosha
Guest
«Reply #3 on: May 30, 2005, 10:28:44 AM »
thanx a lot tanha n talat
...
lakin mera dil to tut gaya na!!!
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #4 on: May 30, 2005, 10:46:58 AM »
kisne toda hai aapka dil.

aawara hawa ka badal hoon aa nikla hoon pal do pal ke liye.
tum aaj to pathar barsa lo kal roege mujh pagal ke liye.
Logged
Tosha
Guest
«Reply #5 on: May 30, 2005, 10:58:56 AM »
pattahr se na maro mere is deewane ko
is masum ne kya mohabbat-e-gunha
dona ise saza iske khata ki
main bhi hun bhagedar is gunha main
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #6 on: May 30, 2005, 11:06:37 AM »
aaj dene lage hain woh mohobat ko gunah ka naam
socha bhi nahi unhone ke kya ho sakta hai iska anjaam.
Logged
Tosha
Guest
«Reply #7 on: May 30, 2005, 11:13:45 AM »
kya anjam hoga yeh to mohabbat karte waqt bhi na socha tha
kar bathe hai yeh khata aab uske bare main kya sochna
Logged
HumTum
Guest
«Reply #8 on: May 30, 2005, 11:31:42 AM »
Quote from: "Tosha"
Khwabon ki ek duniya main
Ek murat rachi thi
Nashili aakhen madhosh kardene wali
Wo katil hasi dekhi thi
Chand sa chera laherati zulfe
Wo is daard-e-dil ke dawa thi

Mohabbat main iskadar dube
Khud ko sambhalne ka hosh nahi tha
Ishq ka junoon hua sawar
Sochne samajhne ka wqth nahi tha
Unki deewangi ka aisa chadha khumar
Yeh pagalpan nahi to aur kya tha

Aakhe khuli to pata chala
Ek hasi khuwab-e-hakikat tah
Kaise kahe dun use bewafa main
Usne to dil se deedar kiya tha
Nahi main chata tute uska dil
Us dileuba se hi to maine pyaar kiya tha

Kasauti jindgi ke kahun ya anchahi baat
Mera dil bhi to bewafa nahi hai
Kor nahi sakta aab main use
Uspe aab mera koi haqu nahi hai
Aazad kiya tujhe aaj e jindgi
Ghav dil ke aab bharne walw nahi hai


nice work Tosha ..... very painful !!


na tumhari mehek mujhse juda ho pai
har raat ab main peeta hun
isi umeed mein ki tumhe bhula paunga
kambakht ishq bhi kya bala hai
bhul gaya hun ki main kyon zinda hun
kaun kehta hai ki pyaar hi khushi hai
mujhse pucch nadaan is chot ki koi dawa nahi hai
yehi mera charas hai
yehi jeene ka sahara hai
ae khuda meri tujhse ek hi dua hai
farishton se keh de ke aaj sone ka iraada hai

Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #9 on: May 30, 2005, 11:34:49 AM »
Quote from: "Tosha"
kya anjam hoga yeh to mohabbat karte waqt bhi na socha tha
kar bathe hai yeh khata aab uske bare main kya sochna


kabhi kehte ho khata to kabhi gunah ka naam dete ho
wah re teri mohobat wah re teri mohobat.
Logged
Meena
Guest
«Reply #10 on: May 30, 2005, 03:27:04 PM »
beautiful toshu sis!!!!!!!!!!!!!!!!! well done!!!!!

 :D
Logged
Tosha
Guest
«Reply #11 on: May 30, 2005, 03:44:19 PM »
thanx a lot meena ji
....
sabhi ko thanx
..............................
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #12 on: May 30, 2005, 07:37:22 PM »
Quote from: "Tosha"
Khwabon ki ek duniya main
Ek murat rachi thi
Nashili aakhen madhosh kardene wali
Wo katil hasi dekhi thi
Chand sa chera laherati zulfe
Wo is daard-e-dil ke dawa thi

Mohabbat main iskadar dube
Khud ko sambhalne ka hosh nahi tha
Ishq ka junoon hua sawar
Sochne samajhne ka wqth nahi tha
Unki deewangi ka aisa chadha khumar
Yeh pagalpan nahi to aur kya tha

Aakhe khuli to pata chala
Ek hasi khuwab-e-hakikat tah
Kaise kahe dun use bewafa main
Usne to dil se deedar kiya tha
Nahi main chata tute uska dil
Us dileuba se hi to maine pyaar kiya tha

Kasauti jindgi ke kahun ya anchahi baat
Mera dil bhi to bewafa nahi hai
Kor nahi sakta aab main use
Uspe aab mera koi haqu nahi hai
Aazad kiya tujhe aaj e jindgi
Ghav dil ke aab bharne walw nahi hai

Bohat hi khoob Tosha....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #13 on: May 30, 2005, 08:07:15 PM »
good one tosha ji.............................................


u cutieeeeeeeeeeeeee
Logged
Tosha
Guest
«Reply #14 on: May 31, 2005, 05:31:09 AM »
thanx ... Aryan n Naveed!!!
....
ro ro ke yeh dil kaheraha hai
chalaja tu is jindgi se
kise aur ke baho main tujhe
kaise dekh lun in tariste aakhon se

bhula de tune wo baathe
mita de maine wo sang bitaye hasi raate
mita dun yeh dinuya ya mit khud jayun
e khuda bewafi mujhe mile hai tu bewafi use bhei de
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 04:12:23 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer