| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | Kabhi Tum Chaahat Se Bulaa LoUdaas Bahut HooN Paas Bithaa Lo...
 
 Mujhse Door Rehke Royee Bahut Ho
 Chalo Ab Aankh Me Kaajal Lagaa Lo...
 
 Acchaa Nahi Lagtaa Khafaa Rehna
 Roothaa Hoon Aake Zara Manaa Lo...
 
 Dar Lagta Hai Jaati BahaaroN Se
 Kahin Tum Haath Naa ChhuDaa Lo...
 
 Zamaane Ka Chehraa Gar Buraa Hai
 Toh Apne Saamne Se Aaina Hataa Lo...
 
 Jab Jeenaa-Marnaa Hai Saath Tum Ko
 Le Ke "Naresh" Se Sindoor Lagaa Lo...
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
			|  | 
	| 
			| 
					
						| KOYAL46 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #1 on: August 29, 2010, 07:47:54 PM »  |  | 
 Achhi nazm hai aapki....naresh ji.......       Zamaane Ka Chehraa Gar Buraa Hai Toh Apne Saamne Se Aaina Hataa Lo... Par is sher mai aap kya kehna chahte hain nahi samajh aaya........? Kabhi Tum Chaahat Se Bulaa LoUdaas Bahut HooN Paas Bithaa Lo...
 
 Mujhse Door Rehke Royee Bahut Ho
 Chalo Ab Aankh Me Kaajal Lagaa Lo...
 
 Acchaa Nahi Lagtaa Khafaa Rehna
 Roothaa Hoon Aake Zara Manaa Lo...
 
 Dar Lagta Hai Jaati BahaaroN Se
 Kahin Tum Haath Naa ChhuDaa Lo...
 
 Zamaane Ka Chehraa Gar Buraa Hai
 Toh Apne Saamne Se Aaina Hataa Lo...
 
 Jab Jeenaa-Marnaa Hai Saath Tum Ko
 Le Ke "Naresh" Se Sindoor Lagaa Lo...
 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| ParwaaZ 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #2 on: August 29, 2010, 11:04:29 PM »  |  | 
 Naresh Jee aadaab!
 Aapki nayi koshish acchi lagi hume.....
 Sabhi ashaar sidhe se lafzoN meiN gehrai liye hai....
 
 Chaliye aapke asharoN per aate hai...
 Kabhi Tum Chaahat Se Bulaa LoNaresh Jee aapki yeh creation achchi rahi.... Daad janab.....Udaas Bahut HooN Paas Bithaa Lo...
 
 Kia baat hai masoom sa matla kah diya aapne
 
 
 Mujhse Door Rehke Royee Bahut Ho
 Chalo Ab Aankh Me Kaajal Lagaa Lo...
 
 Naresh Jee eh sher kuch ajeeb sa laga hume, ek nazar meiN kajal ka rabta banta hai ek nazar meiN nahi banta nazar aa raha hai... Khair bante hua ko pakad lete hai.
 
 
 Acchaa Nahi Lagtaa Khafaa Rehna
 Roothaa Hoon Aake Zara Manaa Lo...
 
 Bahut sadaa sa hai per behad asardaar.. Daar janab.. Dil ke kareeb raha ..
 
 
 Dar Lagta Hai Jaati BahaaroN Se
 Kahin Tum Haath Naa ChhuDaa Lo...
 
 Bahut umdaa ek dum perfect sher hua hai yeh... Dil se daad...
 
 
 Zamaane Ka Chehraa Gar Buraa Hai
 Toh Apne Saamne Se Aaina Hataa Lo...
 
 Kia baat hai janab..... aapka anubhav hai jo aapne sach aise khoob lafzoN meiN bayaaN kiya bahut umdaa.... Dil se daad
 
 
 Jab Jeenaa-Marnaa Hai Saath Tum Ko
 Le Ke "Naresh" Se Sindoor Lagaa Lo...
 
 hhhmmmm Achcha kaha hai ....
 
 
 
 Likhate rahiye......
 Khush rahiye....
 Khuda Hafez ......
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| ~Hriday~ 
								Poetic Patrol 
								Mashhur Shayar
								     
								Rau: 115
								  Offline 
								Gender:   Waqt Bitaya: 101 days, 3 hours and 51 minutes.
								 
								kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
								 
								Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
			 
			 
								
								
								
								
								     | 
                                                                    |  |   «Reply #3 on: August 29, 2010, 11:39:35 PM »  |  | 
 bahut bahut khoob likha hai aapne Naresh ji... bahut achcha laga padh ke.... !!!
 
      |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| dead heart 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #4 on: August 29, 2010, 11:47:46 PM »  |  | 
 Bahaut bahaut khoob Naresh jee.! |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Rajesh Harish 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #5 on: August 31, 2010, 07:12:54 AM »  |  | 
 Kabhi Tum Chaahat Se Bulaa LoUdaas Bahut HooN Paas Bithaa Lo...
 
 Mujhse Door Rehke Royee Bahut Ho
 Chalo Ab Aankh Me Kaajal Lagaa Lo...
 
 Acchaa Nahi Lagtaa Khafaa Rehna
 Roothaa Hoon Aake Zara Manaa Lo...
 
 Dar Lagta Hai Jaati BahaaroN Se
 Kahin Tum Haath Naa ChhuDaa Lo...
 
 Zamaane Ka Chehraa Gar Buraa Hai
 Toh Apne Saamne Se Aaina Hataa Lo...
 
 Jab Jeenaa-Marnaa Hai Saath Tum Ko
 Le Ke "Naresh" Se Sindoor Lagaa Lo...
 
 Good one Naresh Ji |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| mamta bajpai 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #6 on: August 31, 2010, 07:19:47 PM »  |  | 
 NARESH JEE BAHUT UMDAH PESHKASH HAI AAPKEE.......BEHAD SAADAA OR MASOOMIYAT SE BHAREE HUI...AAP KEE OR SE PRVEZ JEE KO 2END SHER KE BAARE ME KUCH KAHNA CHAAHOONGEE.....ISE ANYATHA NA LEN......IS SHAIR ME RABT BANTA DIKHAYEE DETAA HAI MUJHE .....YE MERI RAI HAI.......OR MERAA ANUBHAV BHEE.....RONE KE BAAD, AANKHON KEE SOOJAN KO KAJAL LAGA KAR KAFI HAD TAK CHUPAANE KEE KOSHISH KEE JATEE HAI...OR YE SOONI AANKHON KO PHIR SE SAJAANE SE MUTALLIQ BHEE HAI.....SHINGAAR KHUSHEE KA DHYOTAK (IDENTIFICATION) BHEE HAI....BADTAR HAALAAT SE BEHTAREE KI OR LE JANE KA BHAV BHEE....
 YE SIRF MERA NAZARIYA HAI OR MAI IS PAR AAP KEE RAI BHEE JAN-NA CHAAHOONGEE.
 MAMTA BAJPAI
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| sbechain 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #7 on: September 01, 2010, 12:07:56 AM »  |  | 
 Kabhi Tum Chaahat Se Bulaa LoUdaas Bahut HooN Paas Bithaa Lo...
 
 Mujhse Door Rehke Royee Bahut Ho
 Chalo Ab Aankh Me Kaajal Lagaa Lo...
 
 Acchaa Nahi Lagtaa Khafaa Rehna
 Roothaa Hoon Aake Zara Manaa Lo...
 
 Dar Lagta Hai Jaati BahaaroN Se
 Kahin Tum Haath Naa ChhuDaa Lo...
 
 Zamaane Ka Chehraa Gar Buraa Hai
 Toh Apne Saamne Se Aaina Hataa Lo...
 
 Jab Jeenaa-Marnaa Hai Saath Tum Ko
 Le Ke "Naresh" Se Sindoor Lagaa Lo...
 
 BAHUT KHOOB ANSHMALI SAHAB KYA ZINDADIL ESRAAR HAI...IS KALAAM MEIN....DAAD HAZIR HAI JANAB |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| ParwaaZ 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #8 on: September 01, 2010, 02:23:06 AM »  |  | 
 NARESH JEE BAHUT UMDAH PESHKASH HAI AAPKEE.......BEHAD SAADAA OR MASOOMIYAT SE BHAREE HUI...AAP KEE OR SE PRVEZ JEE KO 2END SHER KE BAARE ME KUCH KAHNA CHAAHOONGEE.....ISE ANYATHA NA LEN......Jee Mamtaa Jee aapki baat aur rai ekdum durust hai..... Aur aapne jaise samjhaya hum achche se samjh gaye..... Us waqt humare zahen meiN aisi rabt nahi ban payi thi isliye i kahe hum.......IS SHAIR ME RABT BANTA DIKHAYEE DETAA HAI MUJHE .....YE MERI RAI HAI.......OR MERAA ANUBHAV BHEE.....RONE KE BAAD, AANKHON KEE SOOJAN KO KAJAL LAGA KAR KAFI HAD TAK CHUPAANE KEE KOSHISH KEE JATEE HAI...OR YE SOONI AANKHON KO PHIR SE SAJAANE SE MUTALLIQ BHEE HAI.....SHINGAAR KHUSHEE KA DHYOTAK (IDENTIFICATION) BHEE HAI....BADTAR HAALAAT SE BEHTAREE KI OR LE JANE KA BHAV BHEE....
 YE SIRF MERA NAZARIYA HAI OR MAI IS PAR AAP KEE RAI BHEE JAN-NA CHAAHOONGEE.
 MAMTA BAJPAI
 
 
 Humare zahen meiN aisi rabt bani ke.....
 Rone se kajal bah gaya hai isliye shayar shaab kah rahe hai, bahut roi ho chalo ab kajal laga lo...
 
 Khair rabta to bana hai.... Us waqt na banne ki surat samne thi humare abi woh surat yaad nahi aa rahi hai...
   |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #9 on: September 02, 2010, 10:15:14 PM »  |  | 
 Achhi nazm hai aapki....naresh ji.......       Zamaane Ka Chehraa Gar Buraa Hai Toh Apne Saamne Se Aaina Hataa Lo... Par is sher mai aap kya kehna chahte hain nahi samajh aaya........?koyal Ji aapki pasandegi aur daad ka bahut bahut shukriya... aur rahi sher ki baat hai... agar tumhe zamaane ki koi baat pasand nahi hai... toh apna dhiyaan waha se hataa lo....aisa maine kehne ki koshish ki hai.....khush rahen... apna khayal rakheN... duaaon ke saath.... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| KOYAL46 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #10 on: September 03, 2010, 04:06:17 PM »  |  | 
 Thanks for explaining....Nareshji Mujhe "Aaina"(mirror) shabd ne confuse kiya....aam touur par hum aaina apni shakl dekhne ko estemaal karte hain....esliye ajeeb laga...aap soch kar dekhiye.....apna chera nahi dekhne se kya hoga ?Zamaane ka chehra agar buraa hai Tou apni nazar kahin aur ghuma lo
 ye jayada sahi rahega... koyal Ji aapki pasandegi aur daad ka bahut bahut shukriya... aur rahi sher ki baat hai... agar tumhe zamaane ki koi baat pasand nahi hai... toh apna dhiyaan waha se hataa lo....aisa maine kehne ki koshish ki hai.....khush rahen...
 apna khayal rakheN...
 duaaon ke saath....
 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #11 on: September 04, 2010, 09:29:46 AM »  |  | 
 Naresh Jee aadaab!
 Aapki nayi koshish acchi lagi hume.....
 Sabhi ashaar sidhe se lafzoN meiN gehrai liye hai....
 
 Chaliye aapke asharoN per aate hai...
 
 
 Naresh Jee aapki yeh creation achchi rahi.... Daad janab.....
 
 Likhate rahiye......
 Khush rahiye....
 Khuda Hafez ......
 
 
 Sameer Ji .... Aapki purkhuloos taareef aur khaas daad ka bahut bahut shukriya..... aise hi huasla badhaate rahen aur apna saath nibhaate rahe ...aage bhii .....khush rahen... duaaon ke saath... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #12 on: September 05, 2010, 02:55:55 PM »  |  | 
 bahut bahut khoob likha hai aapne Naresh ji... bahut achcha laga padh ke.... !!!
 
      Aapki pasandegi aur khaas daad ka bahut bahtu shukriya ... Klaskar Ji ...aise hi hausla badhaate rahen aage bhii... khush rahen... duaaon ke saath.... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Pooja 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #13 on: September 05, 2010, 03:03:52 PM »  |  | 
 god one Anshumali ji!! |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Radhika_2 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #14 on: September 06, 2010, 08:58:39 AM »  |  | 
 Kabhi Tum Chaahat Se Bulaa LoUdaas Bahut HooN Paas Bithaa Lo...
 
 Mujhse Door Rehke Royee Bahut Ho
 Chalo Ab Aankh Me Kaajal Lagaa Lo...
 
 Acchaa Nahi Lagtaa Khafaa Rehna
 Roothaa Hoon Aake Zara Manaa Lo...
 
 Dar Lagta Hai Jaati BahaaroN Se
 Kahin Tum Haath Naa ChhuDaa Lo...
 
 Zamaane Ka Chehraa Gar Buraa Hai
 Toh Apne Saamne Se Aaina Hataa Lo...
 
 Jab Jeenaa-Marnaa Hai Saath Tum Ko
 Le Ke "Naresh" Se Sindoor Lagaa Lo...
 
 Ji ... Very Nice ... Very Sweet ... Very Touching... dil se daad |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	|  |