wo ban gaye hai kisi aur ke..........................soudagar

by soudagar on August 22, 2012, 03:29:22 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 6366 times)
soudagar
Guest
wo ban gaya hai kisi aur ke dil ki dhadkan
dil ko yeh samjhane mein badi der lagi

kabhi mai ka sahara liya hai kabhi mehfil ka
uski yadon ko bhulane mein badi der lagi

badi shidat se chahta hoon tumhe ae sanam
dil ki baat zuban pr lane mein badi der lagi

muskrate huye karna tha khud se  dur usko
aakhon ke ashko ko chhupane mein badi der lagi

wo khush hai apni dunia mein to kyun udas hai  dil
dil ko uski khushi ka vishwas dilane mein badi der lagi

wada kiya tha usse na rahunga kabhi tanha
khud se tanhai ko dur bhagane mein badi der lagi

uske sang zindgi bitane ke sab arman tut gaye "Soudagar"
dil ke armano ki arthi sazane mein badi der lagi

Karan
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 41 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010

View Profile
«Reply #1 on: August 22, 2012, 03:32:20 AM »
NICE

suman59
Guest
«Reply #2 on: August 22, 2012, 03:32:26 AM »
 Applause Applause Applause

bahut khoob beta  Usual Smile
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 41 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010

View Profile
«Reply #3 on: August 22, 2012, 03:35:06 AM »
jara si us tak pahuchane mei.n kya hui der
jindgi mei.n  meri to manoj cha gaya andher
wo ban gaya hai kisi aur ke dil ki dhadkan
dil ko yeh samjhane mein badi der lagi

kabhi mai ka sahara liya hai kabhi mehfil ka
uski yadon ko bhulane mein badi der lagi

badi shidat se chahta hoon tumhe ae sanam
dil ki baat zuban pr lane mein badi der lagi

muskrate huye karna tha khud se  dur usko
aakhon ke ashko ko chhupane mein badi der lagi

wo khush hai apni dunia mein to kyun udas hai  dil
dil ko uski khushi ka vishwas dilane mein badi der lagi

wada kiya tha usse na rahunga kabhi tanha
khud se tanhai ko dur bhagane mein badi der lagi

uske sang zindgi bitane ke sab arman tut gaye "Soudagar"
dil ke armano ki arthi sazane mein badi der lagi

Karan
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011

View Profile
«Reply #4 on: August 22, 2012, 03:42:09 AM »
bahut khub soudagarji

 Applause Applause Applause
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 24 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011

View Profile
«Reply #5 on: August 22, 2012, 05:22:40 AM »
bahut khoob saudagar ji, dhero dad
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #6 on: August 22, 2012, 08:22:49 AM »
wo ban gaya hai kisi aur ke dil ki dhadkan
dil ko yeh samjhane mein badi der lagi

kabhi mai ka sahara liya hai kabhi mehfil ka
uski yadon ko bhulane mein badi der lagi

badi shidat se chahta hoon tumhe ae sanam
dil ki baat zuban pr lane mein badi der lagi

muskrate huye karna tha khud se  dur usko
aakhon ke ashko ko chhupane mein badi der lagi

wo khush hai apni dunia mein to kyun udas hai  dil
dil ko uski khushi ka vishwas dilane mein badi der lagi

wada kiya tha usse na rahunga kabhi tanha
khud se tanhai ko dur bhagane mein badi der lagi

uske sang zindgi bitane ke sab arman tut gaye "Soudagar"
dil ke armano ki arthi sazane mein badi der lagi

Karan

bahut bahut khoob  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #7 on: August 22, 2012, 08:24:56 AM »
wo ban gaya hai kisi aur ke dil ki dhadkan
dil ko yeh samjhane mein badi der lagi

kabhi mai ka sahara liya hai kabhi mehfil ka
uski yadon ko bhulane mein badi der lagi

badi shidat se chahta hoon tumhe ae sanam
dil ki baat zuban pr lane mein badi der lagi

muskrate huye karna tha khud se  dur usko
aakhon ke ashko ko chhupane mein badi der lagi

wo khush hai apni dunia mein to kyun udas hai  dil
dil ko uski khushi ka vishwas dilane mein badi der lagi

wada kiya tha usse na rahunga kabhi tanha
khud se tanhai ko dur bhagane mein badi der lagi

uske sang zindgi bitane ke sab arman tut gaye "Soudagar"
dil ke armano ki arthi sazane mein badi der lagi

Karan

                naaaaaaaaaaaaaaaice
Logged
sbechain
Guest
«Reply #8 on: August 22, 2012, 10:14:37 AM »
wo ban gaya hai kisi aur ke dil ki dhadkan
dil ko yeh samjhane mein badi der lagi
chal jhoote, tune hi saath choad diya mera to kya karti main bolo. icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent
kabhi mai ka sahara liya hai kabhi mehfil ka
uski yadon ko bhulane mein badi der lagi
acha hi hai bhool gaye . per peena chora ke nahin Is it SO! Is it SO! Is it SO! Is it SO!
badi shidat se chahta hoon tumhe ae sanam
dil ki baat zuban pr lane mein badi der lagi
ye to saraa sur tumhaari ghalti hai. ladki kabhi nahin kahti ye baat aur tum to bikul anaadi tahre.kahaa to hota muh se ek baar. manaa hi to kar deti maar nahin daalti. icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch
muskrate huye karna tha khud se  dur usko
aakhon ke ashko ko chhupane mein badi der lagi
ab to ye tumhari problem hai. main kya karoo.n Embarrased Embarrased Embarrased
wo khush hai apni dunia mein to kyun udas hai  dil
dil ko uski khushi ka vishwas dilane mein badi der lagi
dil kisi ka sunta nahin acha hai tumhaare dil ne sunn li baat tumhari icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent
wada kiya tha usse na rahunga kabhi tanha
khud se tanhai ko dur bhagane mein badi der lagi
achi khabar hai. Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
uske sang zindgi bitane ke sab arman tut gaye "Soudagar"
dil ke armano ki arthi sazane mein badi der lagi

maayoos nahin ho zindagi mein aur bhi kayi bahaar aaye gi. dil chota mat karo Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Karan

bahut khoob..........!
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #9 on: August 22, 2012, 10:50:26 AM »
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut bahut khoob Soudagar ji... dard me doobi apki daastaan humein bahut pasand aayi...!!!
Logged
laaiba
Guest
«Reply #10 on: August 22, 2012, 11:14:23 AM »
bohat oomda khayalat....bohat c daad....
Logged
kamlesh.yadav001
Guest
«Reply #11 on: August 22, 2012, 12:59:59 PM »
bahut khoob
Logged
mkv
Guest
«Reply #12 on: August 22, 2012, 04:10:29 PM »
Bahut shandaar likha hai Karan jee
mai thoda late ho gaya.
kuch kahne ko baaki hi nahi choda ..sab ne khoob tareef kee aapki.
Logged
soudagar
Guest
«Reply #13 on: August 22, 2012, 05:35:45 PM »
Shukriya manoj ji
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #14 on: August 23, 2012, 01:28:20 AM »
bahut khoob wonderful
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 09:14:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer