Miru;;;;
Guest
|
Mere khawon ki duniya ab bikharane bali hai, Jisne mujhe samjha hi nahi wo bichadane bali hai,
Qayamat ke lambe safar tak thi mohabbat meri, Bejaan jism se jaan bhi jane bali hai,
Har taraf dekho ghor udasi hai, Dil me dard or jism bhi pyaasi hai,
Rooh ki darmiya bhi bujhane bali hai, Oso ki narmiya bhi sulagane bali hai,
Mere khawon ki duniya ab bikharane bali hai, Jisne mujhe samjha hi nahi wo bichadane bali hai,
Kitani chahat thi uske liye meri muhabbat me, Meri shararat me,meri har ek muskurahat me,
aankhon ki chamak bhi aansuon me badalane bali hai, Jeet-e-safar kab tak saath deti,
Kisamat ke haantho sab bikharane bali hai, Jisne mujhe samjha hi nahi wo bichadane bali hai,
Kal tak purnmasi ka chand tha meri zindagi me, Ab aamabas ki kaali raat bhi aane bali hai,
Kise kahu apni dil ki baate,apni wo chahat ke jajbate, Matalab ki duniya hai,matali wo bhi banne bali hai,
sabarate sabarate kho di apni zindagi, zajbaton ke aayine bhi tutane bali hai,
kyu hota hai aesa koyi jiske bina raha na jaye, Kyu aata hai koyi zindagi me jiske bina jiya na jaye,
Ae khuda tu use kyu kyu kyu banata hai jise milata nahi, Nafarat si ho jaati hai zindagi se,
Khud ki aayina bhi pighalane bali hai, jism se saans bhi ab thamane bali hai,
Mere khawon ki duniya ab bikharane bali hai, Jisne mujhe samjha hi nahi wo bichadane bali hai..!!
IITian Miraj
|