Yaadon mein guzaari hui

by husain52 on March 31, 2005, 01:15:58 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 797 times)
husain52
Guest
Yaadon mein guzaari hui har shaam tere naam.
meri is bematlab zindagi ka jaam tere naam.
tere deedaar ko tarasti hui pyaasi yeh nigaahein,
dil mein dehakti aag ka paigaam tere naam.
tu zindagi mein aaya tab se chhaayi hai bechaini,
tujhse pehle jo mayassar tha woh aaraam tere naam.
andheron mein bhi saath chalta tha tera saaya,
is baar meri tanhai ka kalaam tere naam.
aaya karta tha tere chahne waalon ki fehrist mein,
khubsoorat maaina rakhne waala mera naam tere naam.
meri nazar, meri umar, meri jaan, mera jigar,
mohabbat ki ibtidaa aur anjaam tere naam.
aye jaan-e-jigar meri har ek khata ho maaf,
duniya se jaate jaate mera salaam tere naam(NM)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
yaadon ki rah guzer mein by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
Yaadon mein ho tum.... by Namkeen in Shayri for Dard -e- Judai
Yaadon Mein Aap Hi Rahoge by Devdas_online in Shayri-E-Dard
TERE HIJHR MEIN RAAT JAAG KAR GUZAARI HAI by M.ASGHAR MIRPURI in Shayri for Khumar -e- Ishq
TERE HIJHR MEIN RAAT JAAG KAR GUZAARI HAI by Asghr in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 12:32:20 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer