"ye farebo.n ki hai duniya"

by aaina on August 15, 2009, 06:13:39 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1162 times)
aaina
Guest
Ye farebo.n ki hai duniya thokaro ne batlya
 raah mai aur bhi patthar hain ye bhi samjhaya

Meine lamho mai sadiyo.n ka karb daikha hai
Wqt e zaroorat jo kabhi apno ko aazmaaya

Ye khudaai hai jo mehfooz hai insaa.n warna
Zamee.n ke shaitaano ne to bhut qehr dhayaa

Wo meri aasteen mai rehta tha araam tha
Pada dabaao to phir bhut balkhaayaa

Qareeb jaao na ke duri hi rakho janaab
Wo sirf ek dhoka hai jo tumko nazaraaya

Agr yahi hai bulandi jo kisi ke par kaate
to aisi udaano ke khyaalo se bhi ghabraaya

tere khayaal ki chadar rhi hamesha lipti
fitratan sarphiri hawaao.n ne bhut behkayaa
[/size]

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Chain game b/w "guys" & "gals" by bnasir in The forum only for "Forum Gaming" « 1 2 ... 205 206 »
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
""Hamein Jab Alwida Kehne Lago"" by angel4u in Shayri-E-Dard
"Guna Zayada Hoe Ta Duniya May" -Sky- by SkykiTears in Shayri for Khumar -e- Ishq
"Duniya K Piche Kun Pare Hai.?" -SKY- by SkykiTears in Shairi - E - Zindagi
Talat
Guest
«Reply #1 on: August 15, 2009, 06:56:06 PM »
Ye farebo.n ki hai duniya thokaro ne batlya
 raah mai aur bhi patthar hain ye bhi samjhaya

Meine lamho mai sadiyo.n ka karb daikha hai
Wqt e zaroorat jo kabhi apno ko aazmaaya

Ye khudaai hai jo mehfooz hai insaa.n warna
Zamee.n ke shaitaano ne to bhut qehr dhayaa

Wo meri aasteen mai rehta tha araam tha
Pada dabaao to phir bhut balkhaayaa

Qareeb jaao na ke duri hi rakho janaab
Wo sirf ek dhoka hai jo tumko nazaraaya

Agr yahi hai bulandi jo kisi ke par kaate
to aisi udaano ke khyaalo se bhi ghabraaya

tere khayaal ki chadar rhi hamesha lipti
fitratan sarphiri hawaao.n ne bhut behkayaa
[/size]



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Mashallah....Bohot hi Khoob Aslam Ji...humesha ki tarah lajawab.....  icon_thumleft
Logged
angel4u
Guest
«Reply #2 on: August 16, 2009, 01:54:21 PM »
wah bahut bahut khoob aslam ji...

Clapping Smiley
Logged
Roja
Guest
«Reply #3 on: August 16, 2009, 04:16:49 PM »
Quote
Agr yahi hai bulandi jo kisi ke par kaate
to aisi udaano ke khyaalo se bhi ghabraaya

tere khayaal ki chadar rhi hamesha lipti
fitratan sarphiri hawaao.n ne bhut behkayaa

Wah wah... Bahut khoob dear Aslam  Thumbs UP
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #4 on: August 16, 2009, 04:18:01 PM »
AAINA JI, BAHUT HI KHOOB, WAH

JASBIR SINGH
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #5 on: August 16, 2009, 04:20:17 PM »
Kya baat hai Aslam ji.. Waakai Hamesha ki Tarah behtareen peshkash.. bahoot Bahoot Khoob!
Logged
thegrimreaper
Guest
«Reply #6 on: August 16, 2009, 04:26:07 PM »
pad ke accha laga aslam sahab
Logged
aaina
Guest
«Reply #7 on: August 17, 2009, 11:51:28 PM »
wah bahut bahut khoob aslam ji...

Clapping Smiley

thnxxx so much angel
Logged
aaina
Guest
«Reply #8 on: August 17, 2009, 11:52:14 PM »
Wah wah... Bahut khoob dear Aslam  Thumbs UP

shukriya roja dear
Logged
aaina
Guest
«Reply #9 on: August 17, 2009, 11:52:58 PM »
AAINA JI, BAHUT HI KHOOB, WAH

JASBIR SINGH

bhut bhut skukriya jasbir sahab
Logged
aaina
Guest
«Reply #10 on: August 17, 2009, 11:54:06 PM »
Kya baat hai Aslam ji.. Waakai Hamesha ki Tarah behtareen peshkash.. bahoot Bahoot Khoob!

thnxxx so much sophi aapka behad mamnoo hun ki apne itna pasnd kya
Logged
aaina
Guest
«Reply #11 on: August 17, 2009, 11:55:52 PM »
pad ke accha laga aslam sahab

bhut shukriya reaper ji ke aapne meri ghazal ko izzat bakhshi aapka the dil se shukriya ada karna chahta hun
Logged
aaina
Guest
«Reply #12 on: August 17, 2009, 11:56:54 PM »
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Mashallah....Bohot hi Khoob Aslam Ji...humesha ki tarah lajawab.....  icon_thumleft


nawazish talt thnxxx alot is hosla afzaai ke liyn
Logged
Pooja
Guest
«Reply #13 on: August 18, 2009, 01:49:20 AM »
Ye farebo.n ki hai duniya thokaro ne batlya
 raah mai aur bhi patthar hain ye bhi samjhaya

Meine lamho mai sadiyo.n ka karb daikha hai
Wqt e zaroorat jo kabhi apno ko aazmaaya

Ye khudaai hai jo mehfooz hai insaa.n warna
Zamee.n ke shaitaano ne to bhut qehr dhayaa

Wo meri aasteen mai rehta tha araam tha
Pada dabaao to phir bhut balkhaayaa

Qareeb jaao na ke duri hi rakho janaab
Wo sirf ek dhoka hai jo tumko nazaraaya

Agr yahi hai bulandi jo kisi ke par kaate
to aisi udaano ke khyaalo se bhi ghabraaya

tere khayaal ki chadar rhi hamesha lipti
fitratan sarphiri hawaao.n ne bhut behkayaa
[/size]



wah wah wah aaina... kaya kaale samaj ka aaina dikhaya hai apne... ek ek shabd suchbatlata hua.... aor kadvi such ka dard jhalkata hua...

Good work aaina!!!
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #14 on: August 18, 2009, 02:34:00 AM »
Wah wah bahut khoob Aslam ji,beautiful and really touching. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 04:58:02 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.183 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer