Ye Shehar Kaisa Hai,.

by Jaanasheen on January 20, 2009, 08:58:44 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2088 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #15 on: January 20, 2009, 10:19:41 AM »
Hay Hay Kya Kahoon,.
Bohat Hi Badhiya Hai,.
Nice One Shally,.
Bohat Achche,.

Bas Meri Jaan Ek Baar, Kehde Ki Tu Meri Hai,.
Tujhe Manaane Ki Koi Zarurat Nahi,.

Tera Saath Mere Liye Sabse Anmol Hai "Jaana,.
Mujhe Is Zamaane Ki KOi Zarurat Nahi..

_______________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Yeh shehar ..... by HumTum in Shayri-E-Dard
Ek Shehar Unka Ek Shehar Apna,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Kaisa nasha kaisa ye khumar hai by poem143s in Shayri for Dard -e- Judai
Yeh Kaisa Shehar Hai by Roja in Miscellaneous Shayri
Jane Kaisa Shehar Tha by Roja in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
jasbirsingh
Guest
«Reply #16 on: January 20, 2009, 10:22:06 AM »
azeem bhai i m reading it twice still i can feel it  Clapping Smiley

bahut der se aaye hum musafir thak gaya hoga
chalo jara dekh aaye hum shayad woh so gaya hoga

nahi chhedenge hum isko aaj ji bahr k sone do
kii bahut jaaga hai yeh, ashqon ko dekh maloom hota hai
kii hum chhod aaye thay aashiaane iske liye
toh phir yeh viraano main aakar kyun basar karta hai

wah Salil. very nice

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #17 on: January 20, 2009, 10:22:52 AM »
Waah Shally Partner, Kya Khoob Nehle pe Dehle Phenka Hai Nice One yaara,.

Har Gham Mujhse Kareeb Hai,.
Shayad Yahi Mera Naseeb Hai,.

Door Raho Tum,Warna Jal Jaaoge,.
Humse Rishta Jordkar Patchtaaoge,.

_________________-Jaanasheen-

oye hoye, ki gal jahanasheen, kya khoob kaha

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #18 on: January 20, 2009, 10:24:18 AM »
Shukriya Bhai,.
And Nice One,.

Musaafir Hoon Main Bhi, Tanhaai Ki Manzil Ka,.
Aa Saath Milkar Hum Safar Karein,.

Yun To Tanhaa Tha Pehle Main, Ab Tu Milaa Hai,.
Aa Is Jahaan Mein, Apna Guzar Karein,.

Tu Bhi Hai, Gham Ka Maara, Mere Bhi Dard Kam Nahi,.
Chal Rabse Duaa Kare, Aur Sabar Karein,.

___________________________-Jaanasheen-

wah wah wah, very very nice

Jasbir Singh
Logged
k.shael
Guest
«Reply #19 on: January 20, 2009, 10:35:27 AM »
Hay Hay Kya Kahoon,.
Bohat Hi Badhiya Hai,.
Nice One Shally,.
Bohat Achche,.

Bas Meri Jaan Ek Baar, Kehde Ki Tu Meri Hai,.
Tujhe Manaane Ki Koi Zarurat Nahi,.

Tera Saath Mere Liye Sabse Anmol Hai "Jaana,.
Mujhe Is Zamaane Ki KOi Zarurat Nahi..

_______________________-Jaanasheen-

 Applause  Applause
Bahut aacha likha hai Azeem,

Bass ek baar tu khud kehde ki tu bewafa nahi,
Mujhe aur kisi gawaah ki zaroorat nahi hai,

Tu Ek baar batata to sahi mujhe ki kya kami hai tujhe,
Are bawle tere samne to mujhe zindagi ki bhi zaroorat nahi hai,

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #20 on: January 20, 2009, 10:37:39 AM »
Shukriya Jasbir Bhaiya,.
Bas Bade Bhaiyon Ka Hath sar Par rahe,.
Yahi Aarzoo Hai,.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #21 on: January 20, 2009, 10:45:01 AM »
Shukriya Bhai,.
And Nice One,.

Musaafir Hoon Main Bhi, Tanhaai Ki Manzil Ka,.
Aa Saath Milkar Hum Safar Karein,.

Yun To Tanhaa Tha Pehle Main, Ab Tu Milaa Hai,.
Aa Is Jahaan Mein, Apna Guzar Karein,.

Tu Bhi Hai, Gham Ka Maara, Mere Bhi Dard Kam Nahi,.
Chal Rabse Duaa Kare, Aur Sabar Karein,.

___________________________-Jaanasheen-
thanks jasbir bhai and azeem

kii har shehar se hokar gujra main
kii har jagah mohabbat ka pata dhoond aaya

likha dekha jahan bhi mohabbat
wahan nafrat ka gharonda paaya

jab laut kar aa kar dekha maine
mere aks mein phir woh nazar aaya

chhod aaya tha jise bheed main
woh mujhe dil k andar najar aaya
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #22 on: January 20, 2009, 10:47:48 AM »
Applause  Applause
Bahut aacha likha hai Azeem,

Bass ek baar tu khud kehde ki tu bewafa nahi,
Mujhe aur kisi gawaah ki zaroorat nahi hai,

Tu Ek baar batata to sahi mujhe ki kya kami hai tujhe,
Are bawle tere samne to mujhe zindagi ki bhi zaroorat nahi hai,

Shally.

WAH SHALLY

BEWAFA KEHNEY SEY PEHLEY YEH BAAT POOCH LETEY
EK BAAR AAKEY HUMSEY KUCH BAAT TOH KAR LETEY

AAJ INN BATOH SEY KU DIL BEHLA RAHEY HO
GUSSEY PEH APNEY, YEH PARDA DAAL RAHEY HO

SHANT HO AAJ TOH YEH SOCH RAHEY HO
HUM BEWAFA NAHI THEY, YEH KHUDD BHI MAAN RAHEY HO

JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #23 on: January 20, 2009, 10:48:44 AM »
thanks jasbir bhai and azeem

kii har shehar se hokar gujra main
kii har jagah mohabbat ka pata dhoond aaya

likha dekha jahan bhi mohabbat
wahan nafrat ka gharonda paaya

jab laut kar aa kar dekha maine
mere aks mein phir woh nazar aaya

chhod aaya tha jise bheed main
woh mujhe dil k andar najar aaya

WAH SALIL WAH, BAHUT PYARA KAHA HAI AAP NEH

JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #24 on: January 20, 2009, 10:49:51 AM »
Applause  Applause
Bahut aacha likha hai Azeem,

Bass ek baar tu khud kehde ki tu bewafa nahi,
Mujhe aur kisi gawaah ki zaroorat nahi hai,

Tu Ek baar batata to sahi mujhe ki kya kami hai tujhe,
Are bawle tere samne to mujhe zindagi ki bhi zaroorat nahi hai,

Shally.

Hay Hay, Kya Kahoon Shally Partner,.
Kya Jawaab Hai Yaar Nice One,..

Kaise Bataaon Tumhe Ke Main Bewafaa Nahi,.
Dard Ki Wajah Se Chup Hoon, Magar Khafaa Nahi,.

Kaun Kehta Hai, Ke Tum Mujhse Door Ho "Jaana,.
Nazron Se Door Ho Magar Dil Se Judaa Nahi,.

Mujhe Bhi Aarzoo Nahi Zindagi Ki "Jaana,.
Bas Tumhaare Saath Do Pal Bitaane Ki Tamanna Hai,.

___________________________-Jaanasheen

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #25 on: January 20, 2009, 10:50:34 AM »
thanks jasbir bhai and azeem

kii har shehar se hokar gujra main
kii har jagah mohabbat ka pata dhoond aaya

likha dekha jahan bhi mohabbat
wahan nafrat ka gharonda paaya

jab laut kar aa kar dekha maine
mere aks mein phir woh nazar aaya

chhod aaya tha jise bheed main
woh mujhe dil k andar najar aaya

Nice One Salil Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #26 on: January 20, 2009, 10:52:02 AM »
WAH SHALLY

WAH SHALLY

BEWAFA KEHNEY SEY PEHLEY YEH BAAT POOCH LETEY
EK BAAR AAKEY HUMSEY KUCH BAAT TOH KAR LETEY

AAJ INN BATOH SEY KU DIL BEHLA RAHEY HO
GUSSEY PEH APNEY, YEH PARDA DAAL RAHEY HO

SHANT HO AAJ TOH YEH SOCH RAHEY HO
HUM BEWAFA NAHI THEY, YEH KHUDD BHI MAAN RAHEY HO

JASBIR SINGH

Nice One Jasbir Bhaiya,.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #27 on: January 20, 2009, 10:55:19 AM »
WAH SALIL WAH, BAHUT PYARA KAHA HAI AAP NEH

JASBIR SINGH

thanks jasbir bhai,, nice one shally and azeem bhai

koi dekho ,koi dhoondo shayad kissii ko nazar aaye
mera dil yahin par hai shayad kaahin kadmo se na kuchal jaaye
Logged
k.shael
Guest
«Reply #28 on: January 20, 2009, 11:08:09 AM »
Hay Hay, Kya Kahoon Shally Partner,.
Kya Jawaab Hai Yaar Nice One,..

Kaise Bataaon Tumhe Ke Main Bewafaa Nahi,.
Dard Ki Wajah Se Chup Hoon, Magar Khafaa Nahi,.

Kaun Kehta Hai, Ke Tum Mujhse Door Ho "Jaana,.
Nazron Se Door Ho Magar Dil Se Judaa Nahi,.

Mujhe Bhi Aarzoo Nahi Zindagi Ki "Jaana,.
Bas Tumhaare Saath Do Pal Bitaane Ki Tamanna Hai,.

___________________________-Jaanasheen

Bahut Bhadiya Azeem,

Tu khafa hota to manati mein laakh baar,
Tu judaa hi ho gaya mujhse to kya mein karo,

Tu poochta jo swaal mein jawab deti laakh baar,
Tujhe gila hi ho gaya mujhse to kya mein karo,

Tu ek baar mangta mein jaan deti laakh baar,
Tu Bewafa hi ho gaya mujhse to kya mein karo.

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #29 on: January 20, 2009, 11:12:18 AM »

Bahut Bhadiya Azeem,

Tu khafa hota to manati mein laakh baar,
Tu judaa hi ho gaya mujhse to kya mein karo,

Tu poochta jo swaal mein jawab deti laakh baar,
Tujhe gila hi ho gaya mujhse to kya mein karo,

Tu ek baar mangta mein jaan deti laakh baar,
Tu Bewafa hi ho gaya mujhse to kya mein karo.

Shally.

Nice One Again Shally Partner,.
Yunhi Lkhte raho,.
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 10:29:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer