Zaroorat Padi Muskuraane Ki,..

by Jaanasheen on April 02, 2006, 09:40:59 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1939 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Kya Yahi Gardishein Hain Zamaane Ki,..
Surkhiyaan Mere Fasaane Ki,..
Phir Mila Ek Dard Dil Ko Tazaa,..
Phir Padi Zaroorat Muskuraane Ki,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: April 07, 2006, 12:45:27 PM »
Raaste Khud Tabaahi Ke Nikaale Humne,..
Kardiya Dil Kisi Pathar Ke Hawale Humne,..
Humko Maloom Hai Kya Shaai Hai Mohabat Yaaron,,
Ghar Apna Phoonk Ke Dekhe Hain Ujaale Humne,,,
                                                              {NM}
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #2 on: April 07, 2006, 06:59:50 PM »
Nice ones Janasheen,keep writing.
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #3 on: April 07, 2006, 08:02:18 PM »
Wah bahut khoob Janasheen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: April 09, 2006, 08:32:56 AM »
Shukriya Nidhi And BS Bhai,..

Mera Haal Dekhkar Sara Sheher Ro Utha,..
Magar Wo Naa Aya Jisne Ye Haal Banaya,..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #5 on: April 09, 2006, 08:43:56 AM »
wonderful  Jansheen...........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: April 09, 2006, 08:49:36 AM »
Quote from: "waheed_rose2004"
wonderful  Jansheen...........


Aaj Bhi Dukhta Hai Dil Poorane Zakhmon Par,..
Jo Zakham Unhone Pyaar Se Diye,..
Logged
Tosha
Guest
«Reply #7 on: April 09, 2006, 12:15:15 PM »
Beautiful ... Jaan!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: April 10, 2006, 10:06:32 AM »
Shukriya Tosha Ji,..

Aaj Bhi Ro Uth Ta Hai Dil Jab Yaad Kiya Poorane Zamaane Ko,..
Unhone Dil Bhi Hamara Torda Bas Duniya Ko Dikhaane Ko,..
Ye Shayad Mere Taqdeer Ka Khel Hai Jisne Ye Mere Sath Khela,..
Ab To Ghamon Mein Doobe Hain Hum Phir Bhi Dil Chata Hai Muskuraane Ko,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: April 14, 2006, 11:14:09 AM »
Dil Ko Mere Karaar Kahin Bhi Nahi Mila,..
Maine Dhoonda Mere Taqdeer Ke Sitaare Ko Darr Badar,..
Wo Bhi Choop Gaya Badalon Mein Mujhe Kabhi Nahi Mila,..
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #10 on: April 14, 2006, 11:17:09 AM »
Mashallaah Jansheen kya khoob likha hai......Just Keep it up Usual Smile

Kabhi Muskarane ki zarurat hame padi nahii.....
Dard se hee rishta bahut tha....
Uss Khuda ya iss Dunia se bhi koi Gila nahi......
Shayad mere liye khud ko sambhal pana hee bahut tha.......!!!!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: April 14, 2006, 11:21:42 AM »
Quote from: "badnaam_shayar"
Mashallaah Jansheen kya khoob likha hai......Just Keep it up Usual Smile

Kabhi Muskarane ki zarurat hame padi nahii.....
Dard se hee rishta bahut tha....
Uss Khuda ya iss Dunia se bhi koi Gila nahi......
Shayad mere liye khud ko sambhal pana hee bahut tha.......!!!!!!!

Bahoot ache Bhai,..

Waise Muskuraana Hume Bhi Pasand Nahi,..
Phir Bhi Is Liye Muskuraate Hain,..
Shayad Mere Rone Se Ye Zamana Matam Na Manaaye Kahin....
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #12 on: April 14, 2006, 11:29:08 AM »
Wah Jansheen bhai Ab ayega maza.......lets Start...... :wink:

Maatam me mere ek Sandesha use bhi dete aana.....
Keh dena Chal dia woh iss Jahan se aakhiri deedar chahta hai.....
Chehere pe Muskurahat par Aankhon me aansoon na lana....
Bas apni Mahobbat ko apne seene se laga ke chali aana.....
Intezaar me aankhein khole baitha hoon mein O meri Jaane Jaana.....
KOi aye na aye bas tum chali ana.......O Meri Jaane jaana........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: April 14, 2006, 11:33:45 AM »
Bahoot Ache Bhai,..

Tum Aaoge Mere Janaaze Par Is Ka Mujhe Yakheen Nahi,..
Agar Tu Aa Bhi Gayi To Ro Uthe Gi Mere Haal Sunkar,.Tere Chahne Walon Se,..
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #14 on: April 14, 2006, 11:38:19 AM »
Bahut khoob Janasheen

Mere Jaanaze par Khushion ka kaafile jal rahe honge.....
Mere Muskurate chehre ko dekh kar sab Dunia waale Ro rahe honge.....
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 19, 2024, 03:27:53 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]

[March 15, 2024, 11:35:58 AM]

[March 11, 2024, 08:59:40 AM]

[March 10, 2024, 12:12:34 PM]

[March 09, 2024, 07:45:27 PM]

[March 08, 2024, 07:01:53 PM]

[March 07, 2024, 08:07:55 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.147 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer