zindagi bhar yaad aaungi....

by nidhi_yadein on May 05, 2005, 11:42:52 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 13
Print
Author  (Read 12603 times)
HumTum
Guest
«Reply #105 on: June 22, 2005, 09:54:21 PM »
Quote from: "nikki"
aaj dil se kuch jalte hue armaan nikle hain
hum unhe na bhool payenge, yeh thaan nikle hain
kadam badh rahe hain, manzil ka pata nahi
chalti ja rahi hun rah se bekhabar...

woh konsi manzil hai jo mujhe paani hai
unhe khone ke baad,
woh kaisi ruswayi hai, jo milegi mujhe unhe yaad karke?

dil mein yeh chand sawaal uthe hain
jawaab ki talaash mein, khud hi kho rahi hun
fir bhi dil sochne par majboor hai
main kyun aaj itna ro rahi hun....

woh jinhe chaha tha, kyun pathar ke sanam nikle
unke dil se aaj beabro hoke hum nikle...

woh aise kyun hain jinhe meri chahat nazar nahi aati
kyun hain woh  mere dil ke chalon se bekhabar...Huh?

waah ....... bahoot khoob nikki !!!

kin uljhanoN meiN dil hai giraaftaar,dekhiye!
Humne to rakh diyaa sar-e-bazaar! dekhiye!

ik baar hii sahii,kabhi sarkaar dekhiye!
jazbaat se bhare mire aa'shaar dekhiye!

Waadaa kiyaa hai aane ka!,is baar dekhiye..
'Chaltaa hai yaar kaunsi raftaar dekhiye!'

hargiz nahii gawaara judaaii ka ik bhi lamha
kambhakt dil ! ho jaayega beemaar dekhiye!

khanjar nahii hai haath meiN,talwaar bhii nahi
NAZRON se karta qatl hai dildaar,dekhiye!

maasoomiyat jhalakti hai baatoN se uski kitni
kartaa hai kis adaa se WO guftaar dekhiye!

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Yaad aaungi mein... by Namkeen in Shayri-E-Dard
har pal tujhe yaad aaungi main......... by ranjana in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
~Zindagi Bhar Ka Saath~ by honeyrose in Shayri-E-Dard
*Yaad tujhe zindagi bhar tarpayegi* by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
Hamesha yaad aaungi main...........LLK by leena loves kamlesh in Shayri for Khumar -e- Ishq
nikki
Guest
«Reply #106 on: June 22, 2005, 10:10:22 PM »
thanx buddy............

brilliant ......bahut acha likha hai aapne......................
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #107 on: June 22, 2005, 10:27:05 PM »
Quote from: "nikki"
aaj dil se kuch jalte hue armaan nikle hain
hum unhe na bhool payenge, yeh thaan nikle hain
kadam badh rahe hain, manzil ka pata nahi
chalti ja rahi hun rah se bekhabar...

woh konsi manzil hai jo mujhe paani hai
unhe khone ke baad,
woh kaisi ruswayi hai, jo milegi mujhe unhe yaad karke?

dil mein yeh chand sawaal uthe hain
jawaab ki talaash mein, khud hi kho rahi hun
fir bhi dil sochne par majboor hai
main kyun aaj itna ro rahi hun....

woh jinhe chaha tha, kyun pathar ke sanam nikle
unke dil se aaj beabro hoke hum nikle...

woh aise kyun hain jinhe meri chahat nazar nahi aati
kyun hain woh  mere dil ke chalon se bekhabar...Huh?

Wah! Bohat khoob Nikki.....
HumTum, Waheed & Nidhi very nice.....
Logged
nikki
Guest
«Reply #108 on: June 22, 2005, 10:28:15 PM »
thanx Aryaan.......................................
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #109 on: June 23, 2005, 12:17:19 PM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "nikki"
arreee aisa nahi....tumne to kamaal likha hai sis....

mujhe acha laga ki tumhe pasand aya mera likha hua.......
wo to mujhe hamesha hi aata hai pasand aapka likhaa hua Usual Smile

Haan waheed,aaj mera to pata nahi ,nikki sis bohat ki gazab ki shayri kar rahi hain,waise tumne bhia cchi shuruaat kar di,lage raho tongue3

"Mere chehre pe uska naam likha hai,
  meri ankho me uski tasveer basi hai,
  duniya waale kehte hain mujhse,
 "nidhi" kisne teri takdeer likhi hai." Usual Smile

ur welcome  all  friends................thanx  nikki..........nidhi....aryan........

bahot khoob  nidhi...............nikki................hum  tum.........tongue3
Logged
amrita
Guest
«Reply #110 on: June 23, 2005, 02:12:02 PM »
Quote from: "nikki"
aaj dil se kuch jalte hue armaan nikle hain
hum unhe na bhool payenge, yeh thaan nikle hain
kadam badh rahe hain, manzil ka pata nahi
chalti ja rahi hun rah se bekhabar...

woh konsi manzil hai jo mujhe paani hai
unhe khone ke baad,
woh kaisi ruswayi hai, jo milegi mujhe unhe yaad karke?

dil mein yeh chand sawaal uthe hain
jawaab ki talaash mein, khud hi kho rahi hun
fir bhi dil sochne par majboor hai
main kyun aaj itna ro rahi hun....

woh jinhe chaha tha, kyun pathar ke sanam nikle
unke dil se aaj beabro hoke hum nikle...

woh aise kyun hain jinhe meri chahat nazar nahi aati
kyun hain woh  mere dil ke chalon se bekhabar...Huh?

tooo goood..
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #111 on: June 23, 2005, 04:43:59 PM »

wah nikki sis,bohat khoob Usual Smile
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #112 on: June 23, 2005, 04:53:22 PM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nikki"
aaj dil se kuch jalte hue armaan nikle hain
hum unhe na bhool payenge, yeh thaan nikle hain
kadam badh rahe hain, manzil ka pata nahi
chalti ja rahi hun rah se bekhabar...

woh konsi manzil hai jo mujhe paani hai
unhe khone ke baad,
woh kaisi ruswayi hai, jo milegi mujhe unhe yaad karke?

dil mein yeh chand sawaal uthe hain
jawaab ki talaash mein, khud hi kho rahi hun
fir bhi dil sochne par majboor hai
main kyun aaj itna ro rahi hun....

woh jinhe chaha tha, kyun pathar ke sanam nikle
unke dil se aaj beabro hoke hum nikle...

woh aise kyun hain jinhe meri chahat nazar nahi aati
kyun hain woh  mere dil ke chalon se bekhabar...Huh?

waah ....... bahoot khoob nikki !!!

kin uljhanoN meiN dil hai giraaftaar,dekhiye!
Humne to rakh diyaa sar-e-bazaar! dekhiye!

ik baar hii sahii,kabhi sarkaar dekhiye!
jazbaat se bhare mire aa'shaar dekhiye!

Waadaa kiyaa hai aane ka!,is baar dekhiye..
'Chaltaa hai yaar kaunsi raftaar dekhiye!'

hargiz nahii gawaara judaaii ka ik bhi lamha
kambhakt dil ! ho jaayega beemaar dekhiye!

khanjar nahii hai haath meiN,talwaar bhii nahi
NAZRON se karta qatl hai dildaar,dekhiye!

maasoomiyat jhalakti hai baatoN se uski kitni
kartaa hai kis adaa se WO guftaar dekhiye!

wah humtum,superbbbb.
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #113 on: June 24, 2005, 06:55:41 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
"Kyon tumne jhoot bola mujhse,
 tod diye jeevan ke woh sapne,
 kya yahi thhi tumhare pyar ki buniyaad,
 jispar tumhe thha bada aetbaar.........,
 dhikkarti hoon aaj main tere pyar ko,
 aur kahin na kahin apne nasamajh ehsaas ko,
 kitna pyar karne laga thha ye dil tumse,
 lagta thha pyar tumhe bhi hai hamse....,
 pehli baar yeh galti hui hai mujhse,
 samajh na payi main teri jhooti batein,
 har baat pe teri kiya maine aetbaar,
 khud se zyada bhi kabhi - kabhar....,
 mana main tumhe kabhi bhool na paungi,
 par kuch na kuch aisa zaroor karungi,
 ki tumhe ashkon k saath zindgi bhar yaad aungi."

maine na diya tujjhe dhoka ,....

kara tha tujhse pyar bus,....

bewafai ki batt jo tum keh rahi ho,....

wo to hai tumhari nazron ka dhoka bus,....

kiya tha thujhe pyar de nahi sakta tuje dhoka mai,....

hui jo galat famhi tujhe ,...

wo hai mere bigre hue halat bus,......
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #114 on: June 24, 2005, 02:14:56 PM »
very  nice  nidhi.........................tushar,,,,................
Logged
nikki
Guest
«Reply #115 on: June 25, 2005, 02:11:03 PM »
thanx Nidhi sis n Amrita.............gud one tushar.....
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #116 on: June 25, 2005, 05:52:19 PM »
All have done fantastic job ...
Keep it up all ...

Yaad aati hai wo baarish shaam ki,
Mitti ki khushbu laati hai gulfaam ki,
Hawaao ka rukh badal jaata hai ek pal mein,
Aur jalaa jaati hai thi shamaa tere naam ki ...
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #117 on: June 29, 2005, 05:55:19 PM »
Very nice Tushar and JHL,bohat khoob.

"Barish hai aaj yahan,dil me ek aag sulag rahi hai,
 deti thha jo dil ko sukoon,shama ban aaj jal rahi hai."
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #118 on: June 29, 2005, 07:02:45 PM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Very nice Tushar and JHL,bohat khoob.

"Barish hai aaj yahan,dil me ek aag sulag rahi hai,
 deti thha jo dil ko sukoon,shama ban aaj jal rahi hai."

hmmmmmmmmmm.  wah  nidhi ...................  wonderfullllllll...............tongue3
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #119 on: June 30, 2005, 05:13:31 PM »
Thanks very much Nidhi for appreciation ...
And your's too was a cool one ...
Keep it up ...

Taaro se sajaa lenge raah-e-sheher-e-tamanna,
Makdoor nahi subaah chalo shaam hi aaye,
Yaadon ki wafaao ke akido ke gumo ki,
Kaam aaye jo duniya meinto is naam hi aaye ...(nm)
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 13
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 17, 2024, 10:06:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer