zindagi

by shweta_coolest on December 17, 2004, 10:53:53 AM
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Author  (Read 2100 times)
myheart_ursonly
Guest
«Reply #30 on: January 04, 2005, 08:12:41 AM »
Thanks ShwetaJi... it was not written by me though!

and JHL,

If you are doing this, you are unfair to those people who like you, who are willing to enter your life. Dont liv behind closed doors. Jindagi mein khushi aur ghum dono hote hain... jo haar maante hain wo kayar kehlaate hain... if u want to be called so... its upto you!

No hard feelings JHL. Just think and change yourself
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zindagi by soniya shetti in Shayri for Khumar -e- Ishq
zindagi by sabreena in Shayri for Khumar -e- Ishq
Zindagi by Amit Janglan in Shayri-E-Dard
zindagi bhi by lovely_amez in Shayri for Khumar -e- Ishq
zindagi zindagi ho gayi by fakharenaveed in Shayri for Khumar -e- Ishq
Just_Hate_Love
Guest
Ok
«Reply #31 on: January 04, 2005, 08:27:35 AM »
Par kya kare Heart hum kisiko bhi man se nahi lagate,
sidha dil mein utar dete hai,
Aur phir usse juda nahi ho sakte.
aur juda hone par judai seh nahi sakte.
Logged
stalin
Guest
«Reply #32 on: January 04, 2005, 09:00:27 AM »
"jana pada raqeeb ke dar par hazaar baar
 ye kaassh janta na teri rahgujar ko main"
Logged
Meena
Guest
«Reply #33 on: January 05, 2005, 09:21:36 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Par kya kare Heart hum kisiko bhi man se nahi lagate,
sidha dil mein utar dete hai,
Aur phir usse juda nahi ho sakte.
aur juda hone par judai seh nahi sakte.


milan aur judai ek hisa hai mohabbat ka,
dukh aur sukh ek hissa hai zindagi ka,
kisi ek ko apnao na, kisi ek se tum bagho na,
yeh sab cheeze hai ek hissa zindagi ka!


sorry agar maine interfere, just apka yeh sher sun kar yeh sher yaad aya mujhe. i know it very well ke baate karna bohot asan hota hai but kisi prob se guzarana bohot mushkil. but still have faith in God He will show u the right path!

 :D
Logged
stalin
Guest
«Reply #34 on: January 05, 2005, 02:30:23 PM »
"kal raat bahut si batein unse ki humne tanhai mein
 dono barson baad mile the doob gaye gehrai mein
 log yahan kitne achhe hain naam tumhara lete hain
 mujhko to achha lagta hai jina is ruswai mein"
Logged
Meena
Guest
«Reply #35 on: January 06, 2005, 11:02:13 AM »
nice  tum dono!

 :D
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #36 on: January 06, 2005, 11:25:38 AM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "Just_Hate_Love"
Par kya kare Heart hum kisiko bhi man se nahi lagate,
sidha dil mein utar dete hai,
Aur phir usse juda nahi ho sakte.
aur juda hone par judai seh nahi sakte.


milan aur judai ek hisa hai mohabbat ka,
dukh aur sukh ek hissa hai zindagi ka,
kisi ek ko apnao na, kisi ek se tum bagho na,
yeh sab cheeze hai ek hissa zindagi ka!


sorry agar maine interfere, just apka yeh sher sun kar yeh sher yaad aya mujhe. i know it very well ke baate karna bohot asan hota hai but kisi prob se guzarana bohot mushkil. but still have faith in God He will show you the right path!

 :D



Its ok Meenaji. Aapki baat sunke achha laga. Hum koshis kar rahe hai par bhoola nahi paa rahe. Zindagi aur kitna tadpayegi maloom nahi.

Aur interference ki baat hi kaha hamari zindagi ki kitaab khooli padi hai jo bhi chahe padle.
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #37 on: January 06, 2005, 11:29:11 AM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "Just_Hate_Love"
Par kya kare Heart hum kisiko bhi man se nahi lagate,
sidha dil mein utar dete hai,
Aur phir usse juda nahi ho sakte.
aur juda hone par judai seh nahi sakte.


milan aur judai ek hisa hai mohabbat ka,
dukh aur sukh ek hissa hai zindagi ka,
kisi ek ko apnao na, kisi ek se tum bagho na,
yeh sab cheeze hai ek hissa zindagi ka!


sorry agar maine interfere, just apka yeh sher sun kar yeh sher yaad aya mujhe. i know it very well ke baate karna bohot asan hota hai but kisi prob se guzarana bohot mushkil. but still have faith in God He will show you the right path!

 :D


Aapki baat sunke achchha laga Meenaji. Hum koshis kar rahe hai par
unhe bhoola nahi paa rahe. Pata nahi zindagi aur kitna tadpayegi.

Aur interference ki baat hi kaha hamari zindagi ki kitaab to
hamesha se khooli padi hai jo bhi chahe pad le koi gum nahi.
Logged
Meena
Guest
«Reply #38 on: January 07, 2005, 12:07:27 PM »
:D

waqt jo guzar gaya woh laut ke nahin ayega,
tumara AAJ tumare pas huemsha nain teherega,
rukhti nahin zindahi kisi ke chala jane se,
par janti hoon mai aye dost mere,
ke samajhta nahin yeh dil kisi ke lak samjhane se!
Logged
Talat
Guest
«Reply #39 on: January 07, 2005, 02:03:29 PM »
Very Nice Friends!!! happy9
Logged
Meena
Guest
«Reply #40 on: January 07, 2005, 05:25:07 PM »
shukriya!

 :D
Logged
shweta_coolest
Guest
«Reply #41 on: January 08, 2005, 08:35:30 AM »
very nice guys keep it up!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #42 on: January 09, 2005, 11:02:09 AM »
shukriya ji shukriya!

 :D
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #43 on: January 15, 2005, 10:39:15 AM »
Quote from: "myheart_ursonly"
Thanks ShwetaJi... it was not written by me though!

and JHL,

If you are doing this, you are unfair to those people who like you, who are willing to enter your life. Dont liv behind closed doors. Jindagi mein khushi aur ghum dono hote hain... jo haar maante hain wo kayar kehlaate hain... if you want to be called so... its upto you!

No hard feelings JHL. Just think and change yourself


yes i think sab teek kehte hai JHL
TUMHE KHUD KO BADALNA CHAHIYE
yaar dekho agar kisi ne tumhare saath bewafai ki hai tuh ho sakta hai isme khuda ki hi marji ho, sayad usne tumhare liye koi usse bhi acha jeevan saathi , pyar karne wala chuna ho issiliye usne tumhare pyaar ko tumhse door kar diya taaki tumpyar ko aur achi tarah se samaj sako uske dard ko uski taraph ko jaan sako
plz badalo khud ko aur yakin karo pyar mein ok
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #44 on: January 15, 2005, 11:35:29 AM »
tute hue dil se ye na pucha karo ke tu tuta hua kyu hai
yaar jo loot gaya tou kahega wo rutha hua kyu hai
dil lagane ka sabab yun na kiya karo
ke gahrayi puche dard itna gahra hua  kyu hai
itne kareeb na jao,kisike;haske mila karo muskaraya karo
itne na uljho kisimien,ke wo soche hum itne uljhe hue kyu hai
chaar din ki duniya hai ye samajhke bitaya karo
ye na socha karo ke hum itne suljhe hue kyu hai...
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 08:22:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer