zindagi

by shweta_coolest on December 17, 2004, 10:53:53 AM
Pages: 1 2 3 [4]
Print
Author  (Read 2102 times)
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #45 on: January 15, 2005, 04:34:37 PM »
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "myheart_ursonly"
Thanks ShwetaJi... it was not written by me though!

and JHL,

If you are doing this, you are unfair to those people who like you, who are willing to enter your life. Dont liv behind closed doors. Jindagi mein khushi aur ghum dono hote hain... jo haar maante hain wo kayar kehlaate hain... if you want to be called so... its upto you!

No hard feelings JHL. Just think and change yourself


yes i think sab teek kehte hai JHL
TUMHE KHUD KO BADALNA CHAHIYE
yaar dekho agar kisi ne tumhare saath bewafai ki hai tuh ho sakta hai isme khuda ki hi marji ho, sayad usne tumhare liye koi usse bhi acha jeevan saathi , pyar karne wala chuna ho issiliye usne tumhare pyaar ko tumhse door kar diya taaki tumpyar ko aur achi tarah se samaj sako uske dard ko uski taraph ko jaan sako
plz badalo khud ko aur yakin karo pyar mein ok





Thanks Sandhyaji.
Ab aap aur sab keh hi rahe to thik hai.
hum apne aap ko badalne ki kosis karonga.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zindagi by soniya shetti in Shayri for Khumar -e- Ishq
zindagi by sabreena in Shayri for Khumar -e- Ishq
Zindagi by Amit Janglan in Shayri-E-Dard
zindagi bhi by lovely_amez in Shayri for Khumar -e- Ishq
zindagi zindagi ho gayi by fakharenaveed in Shayri for Khumar -e- Ishq
myheart_ursonly
Guest
«Reply #46 on: January 15, 2005, 04:39:24 PM »
Usual Smile

samander jab sahil per toofan laate hain..
kinnare kinnare nahi rehte..... kinaare doob jate hain....
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #47 on: January 17, 2005, 07:10:41 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "myheart_ursonly"
Thanks ShwetaJi... it was not written by me though!

and JHL,

If you are doing this, you are unfair to those people who like you, who are willing to enter your life. Dont liv behind closed doors. Jindagi mein khushi aur ghum dono hote hain... jo haar maante hain wo kayar kehlaate hain... if you want to be called so... its upto you!

No hard feelings JHL. Just think and change yourself


yes i think sab teek kehte hai JHL
TUMHE KHUD KO BADALNA CHAHIYE
yaar dekho agar kisi ne tumhare saath bewafai ki hai tuh ho sakta hai isme khuda ki hi marji ho, sayad usne tumhare liye koi usse bhi acha jeevan saathi , pyar karne wala chuna ho issiliye usne tumhare pyaar ko tumhse door kar diya taaki tumpyar ko aur achi tarah se samaj sako uske dard ko uski taraph ko jaan sako
plz badalo khud ko aur yakin karo pyar mein ok





Thanks Sandhyaji.
Ab aap aur sab keh hi rahe to thik hai.
hum apne aap ko badalne ki kosis karonga.



thank u very much JHL
tumhne meri baat ko maanne ke liye haan kahi
sach maano mujhe bahut acha laga
mujhe laga ki main bhi tum sabki dost hun
]thank u very much again
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #48 on: January 17, 2005, 07:20:27 AM »
Sandhyaji aap ye baat hame achhchhi nahi lagi.
Aapne ab jana ki aap hamari dost hai?
Hum to aapko usi din se dost maan liya tha jab aapne yoindia ko pehli shayari likhi thi.
          Just Hate Love-  Zainul
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #49 on: January 17, 2005, 07:23:46 AM »
Ab ke jab tu khafa hai mujhse zindagi
Aao hum kuch milkar hal dhoonde zindagi
Tum na ab yaad aao hame zindagi
Apne haal par chhod de muzhe zindagi

Dard se vakeef hua mai zindagi
Gam se shanasai hui meri zindagi
Aitebaar na raha kismet par zindagi
Apne haal par chhod de muzhe zindagi

Saanse to anginat diye tune zindagi
Har saans me sow azaab mile muzhe zindagi
Tahseen ke sirf hubaab paye maine zindagi
Apne haal par chhod de muzhe zindagi

Patang ban gayi khushi meri zindagi
Dor jiski thamee inayat ne teri- zindagi
Chhod dee who dor berahami se tune zindagi
Apne haal par chhod de muzhe zindagi

Maine kab jataya ekhtiyaar tuzh par zindagi
Tum to ho sirf maut ki amaanat meri zindagi
Jaise bhi ho, ho tum “tanha” ki zindagi
Apne is haal me sambhal muzhe zindagi
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #50 on: January 17, 2005, 07:30:50 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Sandhyaji aap ye baat hame achhchhi nahi lagi.
Aapne ab jana ki aap hamari dost hai?
Hum to aapko usi din se dost maan liya tha jab aapne yoindia ko pehli shayari likhi thi.
          Just Hate Love-  Zainul


i am sorry yaar
and thank u
ok aage se aisi koi baat nahi karungi main ok
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #51 on: January 17, 2005, 08:19:44 AM »
Zamane se nahi hum tanhai se darte hai,
Pyaar se nahi hum ruswai se darte hai,
Milne ki umang bahut hoti hai dil me,
Lekin milne ke baad teri judai se darte hai.
Logged
shweta_coolest
Guest
«Reply #52 on: January 17, 2005, 10:41:24 AM »
guys u r too good just keep it up
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #53 on: January 17, 2005, 10:45:02 AM »
thanx shweta ji
Logged
Pages: 1 2 3 [4]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 03:38:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer