Broken herat

by shivani(9899207979) on August 21, 2008, 09:50:43 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1432 times)
shivani(9899207979)
Guest
hey friends yeh jo opic yaha par hai inke to me bilkullll bhi nahi jaanti khair me aapna new topic bana rahi hu.....ap sab firneds ko bhi bana lena chhaije.....ok phir se shuru karte he apni yeh shero-shayeri ka silsila...ok friends take care phir baat ho gi tab tak ke liye....byeee
_________________
With Love Shivani

mujhe na pyar ki talash hai na mujhe dard ki
mere dil ko jo dil samaj sake mujhe talash hai us nazar ki.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kisi ki bewafai bais-e-herat nahiN hoti by A K Khan in Ghazals
broken smile by amrita in English
=== Broken Friendship === by langyenzmio18 in English
Broken dreams by deepansh in Shayeri for Dard -e- Bewafai
God of love ( broken Hart's) by Amit Singh Suryavanshi in The Wishes and Celebrations
shivani(9899207979)
Guest
«Reply #1 on: August 21, 2008, 09:51:12 AM »
din kay sookhey aangan mian yun sehmey sehmey raat chali,
tootey paimanoon ki jawani jun mehfil kay saath dhali

qatra qatra mein na tapki, tukrey tukrey jam hua,
maikhaney ka musam badla teri nazar ki baat chali

daman daman wehshat bhatki, sehra sehra khaak urri,
mehmal mehmal dewanoon ki sadioon tak barat chali

aansu bikhrey, shama`ien ban ker zakhm chaley,
shaab ka aanchal bheeg kay sookha til til kar kay raat chali

terey hijab-e-parda`nasheen ko jab bhi koi naam dia,
aabro aabro harkat jaagi, hoontoon hoonton baat chali
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: August 21, 2008, 10:28:09 AM »
itni khoobsurat shayri likhi hain aapne par jo kissing scene chal raha hain shayri ka pura maza khatam kar raha hain ya to yeh scene hata le ya shayri chod ke koi us scene ke hisab bohat si adult site hain woh join ker le
Logged
123jamil
Guest
«Reply #3 on: August 21, 2008, 03:19:06 PM »
   Sach kahta hoon jhoot kahne ki aadat nahi mujhe
  Tere siva dil mein kisi ki chahat nahi mujhe

    00965-7418363
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #4 on: August 21, 2008, 04:25:05 PM »
hum tho tootay hain, aur kissee ko kya jodraen gay?
tum yakeen karlo, sanam, hum jo tootay hain tho aur kissee ko kya todraen gay?
tumhe dil k molaim konay mein mehfooz rahka hai, tum pe aanch khud kaise dalaengay?
ek tumhee ko tho hai chaha omr bhar, yoon tumharay siva kisi aur ko kaise chahlaengay?
Logged
shivani(9899207979)
Guest
«Reply #5 on: August 22, 2008, 09:42:30 AM »
Dil hi dil mein,unhe chahte hai,
Dil hi dil mein,unhe pyaar karte hai,
Mushkil hai unka raah se guzarna,
Phir bhi har mod pay,unka intezaar karte hai
Logged
shivani(9899207979)
Guest
«Reply #6 on: August 23, 2008, 09:12:50 AM »
Dil ko kisi ki aahat ki aas rehti hai,

in nazron ko teri surat ki pyaas rehti hai,

mere paas kisi cheez ki kami to nahi,

bas tere baghair jindagi udhaas rehti hai .......
_________________
With Love shivani

mujhe na pyar ki talash hai na mujhe dard ki
mere dil ko jo dil samaj sake mujhe talash hai us nazar
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 08:18:52 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer