laalu

by neeraj_ninu on May 29, 2005, 06:48:13 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 803 times)
neeraj_ninu
Guest


phool hai gulab ka
shisha tadak gaya
uma bharti ne laaloo ko aankh mari
toh laaloo badhak gaya
Santa: oye banta aaj mere nagar mein ek aadmi dudh pite pite mar gaya
Banta: oye paji lekin kaise
Santa: oye kya hona tha?
Banta: kya re santa singh
Santa: sabre sabre aaadmi apni ghar ke bahar chair par bethkar dudh pi raha tha
Banta: are bhai jab wo ghar ke bhar dudh pi raha tha tab wo kaise mar gaya?
Santa: oye paji jab wo dudh pi raha tab samne ek bhes khadi thi us se dekha na gaya
Banta: o paji bhes se kya na dekha gaya
Santa: ooye kyoki bhes ko gussa aa gaya
Banta: o paji lekin kyun?
Santa: ooye bhes ko laga ki wo mera dudh pi raha hai isliye bhes uske upar aakar
   Beth gayi    {HA HA HA HA HA }

Ant ne elephant se aisa kya bol diya jis se elephant khushi se paagal ho gaya?
.
.
.
.
.
kyoki ant ne elephant se { kaha mein teri bache ki maa banungi }

laalu prasad
dur se dekha laalu dikh raha tha
paas mein jakar dekha toh bhalu dikh raha tha

phool hai gulab ka
phool hai gulab ka
sisha tadak gaya
mayawati ne laalu ko aankh mari toh
laalu prasad yadav bhadak gaya

aisa kaun sa prasad bihar mein famous hain
jiska log roj bhagvan ke liye prasad chadate hai
guess…………………………..
Rabdi devi ka laalu prasad

Khud ko kar buland itna ki Himalaya ki choti par ja pahuche
Aur bhagvan ab tumhare se puche
Abe gadhe ab niche utrenga kaise

EK BAAR MUMBAI MEIN WEST INDIES AUR INDIA KA MATCH HOTA HAI
TOH UDHAR MUMBAI KE SHIV-SENA PRESIDENT RAHTE
TOH JAB MATCH  START HOTA
TAB BALA SAHEB TAAKHRE AATE AUR BOLTE
JAB TAK WEST INDIES WALE MARATHI MEIN BAAL TAKRE NAHI BOLENGE TAB TAK MEIN MATCH NAHI KHELNE DUNGA
WEST INDIES JAISE HI MATCH START KARTA HAI
TAB BALA SAHEB THAAKRE BICH MEIN AA KAR BETH JATE HAI
TAB WEST INDIES KE CAPTAIN KO GUSSA AATA HAI
AUR WHO BOLTE HAI
BAAL THAKRE
TOH BAALA SAHEB TAHKRE BOLTE
KYA BAAT HAI BHAI TUM NE MARATHI MEIN BOL DIYA
BAAL TAK RE

{ HAMARE MAHARASHTRA MEIN BAAL TAKRE MEANS BAAL DALDIJIYE}

santa : ooye paji tere ko maalum hai kya
banta: o paji kya
santa : ooye yeh manmohan singh hai
banta: ha paaji jo hamare pm hai
santa: ooye muzhe ye baata SINGH ka fullform kya hai
banta: o paji mere ko nahi malum
santa: ooye banta singh tu Punjab ke naam par kaalank hai
banta: kyo paji aisa kyo
santa: ooye paji SINGH ka fullform hai

   SARDAR INSAAN NAHI GADHA HAI

Manmohan singh: mera desh mahan hai
Laalu prasad yadav: baki 100 mein se 99 bemaan hai

Kutta ban gaya hu tere pyaar mein
Yakin nahi aata toh suno
BHO BHO BHO

TEEN PAV JAMIN PAR
EK LE UDHAR
BIN BADAL BIN BIJLI BARSAY BAARISH MUSLADHAR
BOLO USKA NAAM
GUESS………………
KUTTA ( DOG)

Ek baar bihar mein kavi samelan chalu tha
Wah par ek kavi aaye aur kaha
Dibe ke upar diba
Dibe ke upar diba
Dibe ke upar diba
Dibe ke upar aur ek diba
Uske upar aur ek diba
Uske upar dibe ka diba

Toh utne mein laalu prasad yadav ne kaha
Are bhai kuch aur age ka sunao
Toh banta singh : ne kaha
Are bhai laalu jara dekho dibe ke upar dibe ka balance
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Maya Laalu Talks..........! by sharmaarunkumar in SMS , mobile & JOKES
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 03, 2024, 03:54:29 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer