*Mehnat* - RH

by Rajesh Harish on December 14, 2008, 08:51:27 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1295 times)
Rajesh Harish
Guest
Mehnat karna zaroori hai
Mehnat sabhi karte hain

Larkiyan mehnat karti hain
Jawani mein apne ko sawarne mein
Budhape mein budhapa chupane mein

Ladhke mehnat karte hain
Jawani mein ladkiyan patane mein
Kuch din baad peecha churane mein
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mehnat karke hi by 19deepak94 in Miscellaneous Shayri
GARIBON KEE MEHNAT AMEERON KEE DUNIYA by surindarn in Shairi - E - Zindagi
Pooja
Guest
«Reply #1 on: December 14, 2008, 08:55:16 PM »
 Laughing hard good one rajesh ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #2 on: December 14, 2008, 08:58:30 PM »
haa haaaaaaaaaaaaaaaaaaa
kya khoob kaha Rajesh... haa haa




MEHNAT BAHUT JARURI HAI
KISI KI JARURAT
KISI KI MAJBOORI HAI
MEHNAT BAHUT JARURI HAI


PYAR KARKEY WOH EHSAAN JATATEY HAI
MEHNAT HAMARI PURI, PAR AISH WOH KAR JATEY HAI

AAGEY PICHEY HUMNEY WOH GHUMATEY HAI
MEHNAT SEY HUM YEH SAB KAR JATEY HAI

BINA GIFT KEY JAB HUM JATEY HAI
TABIYAT SEY HAMARI MEHNAT WOH GINWATEY HAI


JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: December 14, 2008, 09:02:58 PM »
bahoot khoob jas ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #4 on: December 14, 2008, 09:11:15 PM »
bahoot khoob jas ji


THANKS JI.... am just laughing away at the reality of some poor ashik.... haa haa



JASBIR SINGH
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: December 15, 2008, 01:06:30 AM »
Laughing hard good one rajesh ji

Thanx Pooja Ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #6 on: December 15, 2008, 01:08:40 AM »
haa haaaaaaaaaaaaaaaaaaa
kya khoob kaha Rajesh... haa haa




MEHNAT BAHUT JARURI HAI
KISI KI JARURAT
KISI KI MAJBOORI HAI
MEHNAT BAHUT JARURI HAI


PYAR KARKEY WOH EHSAAN JATATEY HAI
MEHNAT HAMARI PURI, PAR AISH WOH KAR JATEY HAI

AAGEY PICHEY HUMNEY WOH GHUMATEY HAI
MEHNAT SEY HUM YEH SAB KAR JATEY HAI

BINA GIFT KEY JAB HUM JATEY HAI
TABIYAT SEY HAMARI MEHNAT WOH GINWATEY HAI


JASBIR SINGH

THANKS JI.... am just laughing away at the reality of some poor ashik.... haa haa

JASBIR SINGH
Jas Ji yeh to kewal majaak tha
Na ki kisi ki aashiqee
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #7 on: December 15, 2008, 05:29:22 AM »
Jas Ji yeh to kewal majaak tha
Na ki kisi ki aashiqee

arey Rajesh, tabhi toh i was laughing. Plus i was laughing at what i had also written.

Jasbir Singh
Logged
Deepati
Guest
«Reply #8 on: December 15, 2008, 08:12:33 AM »
Rajesh Ji aur Jasbir Ji

 Laughing hard Laughing hard

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #9 on: December 16, 2008, 12:10:58 PM »
Rajesh Ji aur Jasbir Ji

 Laughing hard Laughing hard




eh loh, abb toh DEEPATI koh bhi hassi aa gayi

DEEPATI KYA AAP BHI APNEY PYAR KOH SATATEY HO
BINA GIFT GAR WOH AAYE, TOH KYA USEY AAKHEY DIKHATEY HO  Laughing hard Laughing hard

SAATH HAMARA AAP KYA NIBHAOGEY
PARTY MEH LEH JA KEY HI HAMARA SAATH PAOGEY  Laughing hard Laughing hard



just kidding yaar, coz yaha majaal chal raha hai, tabhi hi i tried to laugh around warna yaha toh sara maajra ulta hai, har koi dard meh dooba hai.


ISHQ NA MAANGEY HIREY MOTI
ISHQ NA MAANGEY DAAL ROTI
ISHQ TOH MAANGEY SIRF PYAR
NAZROH KEY SAAMNEY SIRF AAP KA DIDAAR



JASBIR SINGH
Logged
Roja
Guest
«Reply #10 on: March 22, 2009, 03:02:06 PM »
Mehnat karna zaroori hai
Mehnat sabhi karte hain

Larkiyan mehnat karti hain
Jawani mein apne ko sawarne mein
Budhape mein budhapa chupane mein

Ladhke mehnat karte hain
Jawani mein ladkiyan patane mein
Kuch din baad peecha churane mein


 Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #11 on: March 22, 2009, 11:15:37 PM »
Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Shukriya Roja Ji
Aap ko bhi maza ayaa
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 05:46:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.145 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer