Only SMS ...!!!

by Delicate_Doll on October 04, 2004, 06:28:32 AM
Pages: 1 ... 484 485 486 487 [488] 489 490 491 492 ... 500
Print
Author  (Read 630769 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7305 on: April 10, 2008, 03:49:26 PM »
Zindagi mohtaj nahi kisi ki waqt har manzil dikha deta hai,
Marte nahi koi kisi se juda ho kar waqt sab ko jeena sikha deta hai.....
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7306 on: April 10, 2008, 03:50:19 PM »
Woh ik ravish sey kholay hoay baal ho gaya
Sunbul chaman ka muft mein pamaal ho gaya

Uljhaao parr gaya jo humein uss k ishq ka
Dil sa aziz jaan ka janjaal ho gaya

Qaamat-e-Khumaida, Rang-e-Shikasta, badan nazaar
Tera to Meer gham mein haal bura ho gaya
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7307 on: April 10, 2008, 03:51:18 PM »
Tum aag lagana seekha gaye tum aag bujhana kia jano
Tum dilko jalana seekh gaye tum dilko lagana kia jano
So baar agar tum roth gaye ham tum ko mana he lete hen
Ek baar agar ham roth gaye tum hamko manana kia jano
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7308 on: April 10, 2008, 03:55:09 PM »
main or us ko bhoolon nasir kaise batain ketrte ho
wo sorat to phir sorat hai wo naam bhi piyaara lagta hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7309 on: April 10, 2008, 03:55:28 PM »
tanha milay koi shaks to kerain dil ki baat bhi
her aadmi kai saath hai saya laga hova....
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7310 on: April 10, 2008, 03:55:59 PM »
bahut milaa na milaa zindagii se Gam kyaa hai
mataa-e-dard baham hai to besh-o-kam kyaa hai
ham ek umr se vaaqif hain ab na samajhaao
ke lutf kyaa hai mere meharabaan sitam kyaa hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7311 on: April 10, 2008, 03:56:18 PM »
azal se ruch gayi hai sur bulandi apni fitrat mein
mujhay bus tootna a ata hai jhuk jana nahi aata
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7312 on: April 10, 2008, 03:56:41 PM »
Itni Veeran Na Hoti Yeh GuzarGah-e-Hayaat
Tum Kisi Morr Pe Mil Jatay To Acha Hota...!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7313 on: April 10, 2008, 03:58:05 PM »
haadase kya kya tumhaari beruKhi se ho gaye
sari duniya ke liye ham ajanabi se ho gaye
gardish-e-dauraan, zamaane ki nazar, ankhon ki nind
kitane dushman ek rasm-e-dosti se ho gaye
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7314 on: April 10, 2008, 03:58:48 PM »
kah raha hai shore-e-dariya se samandar kaa sakoot
jis ka jitana zarf hai utana vo Khamosh hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7315 on: April 10, 2008, 03:59:35 PM »
kal raat 8 bajay ik shaks bohut yad aya
zikar chira jab jawani ka ik shaks bohut yad aya

khaltay huway masoom bachay ka tu sirf aik khilona tota tha
apna shikista dil daikha ik shaks bohut yad aya

bazar se tu mai roz guzarta tha
aj peela labas daikha ik shaks bohut yad aya
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7316 on: April 10, 2008, 03:59:51 PM »
sukun e dil ki khatir kuch to ehtamam karun
zara nazar jo mile phir unhen salam karun
mujhe to hosh nahin aap hi mashwara dije
kahan se chhedun fasana kahan tamam karun
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7317 on: April 10, 2008, 04:02:17 PM »
tumhari bheegti palkoan sai main nay barhaa poochaa
kay tark-e-rabt par kiyaa mujh sai wahshii yaad aatay hain
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7318 on: April 10, 2008, 04:02:33 PM »
shaam-e-firaaq ab na puuchh aai aur aake Tal gai
dil thaa ke phir bahal gayaa, jaan thi ke phir sambhal gai
bazm-e-Khayaal mein tere husn kii shamaa jal gai
dard kaa chaand bujh gayaa, hijr kii raat dhal gai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7319 on: April 10, 2008, 04:02:52 PM »
shaam-e-firaaq ab na puuchh aai aur aake Tal gai
dil thaa ke phir bahal gayaa, jaan thi ke phir sambhal gai
bazm-e-Khayaal mein tere husn kii shamaa jal gai
dard kaa chaand bujh gayaa, hijr kii raat dhal gai
Logged
Pages: 1 ... 484 485 486 487 [488] 489 490 491 492 ... 500
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
July 01, 2025, 05:26:21 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[June 23, 2025, 02:05:39 PM]

[June 23, 2025, 02:02:55 PM]

by ASIF
[June 06, 2025, 10:19:27 AM]

[June 01, 2025, 08:24:19 AM]

[May 28, 2025, 05:39:43 AM]

[May 26, 2025, 08:22:09 AM]

[May 20, 2025, 05:19:02 AM]

[April 27, 2025, 09:31:46 AM]

[April 24, 2025, 01:10:57 AM]

[April 09, 2025, 05:20:40 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8513 Real Poets and poetry admirer