Only SMS ...!!!

by Delicate_Doll on October 04, 2004, 06:28:32 AM
Pages: 1 ... 494 495 496 497 [498] 499 500
Print
Author  (Read 592569 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7455 on: April 21, 2008, 04:16:34 PM »
ye aur bat k manzil pe hum pohanch na sakay...........
magar ye kam hai k rahon ko chaan baithay hain.........
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7456 on: April 21, 2008, 04:17:34 PM »
yeh ajeeb khel hy piyar ka me ny aap dekha yeh mojza
woh jo lafz mery guma.n mien thy,woh teri zuba.n py agaye
woh jo geet tm ny suna nahi,meri umer bhar ka riyaaaz tha
mery dard ki thi woh dastaa.n jisy tm hansi mien ura gaye
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7457 on: April 21, 2008, 04:19:53 PM »
Zaroori toh nahi ke jeene ke liye koi sahara ho
zaroori toh nahi ke hum jis ke hai woh bhi hamara ho
kuch kashtiyaa dhoob jaaya karti hai
zaroori toh nahi ke har kashti ke liye kinara ho
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7458 on: April 21, 2008, 04:20:48 PM »
yahi suna hay sitara shanas logoon say
keh rait pe koe manzil sajae bhethay hain
guzishta saal kay zakhmoon ko bhoolnay kay liyeh
aainda saal par nazar lage bhethay hain
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7459 on: April 21, 2008, 04:21:06 PM »
Nazar kuch, zuban kuch, hont kuch keh jaatay hain
ham unhein apna, aur wo hamein ajnabi kah jaatay hain
kabhi tou suno mere seenay mein, chuppi us awaz ko
hum jisay aap, aur aap dheeray se, dharkan keh jaatay hain
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7460 on: April 21, 2008, 04:21:24 PM »
Aise DIKAYE dina hazarow k darmayn,
sajda hai jase chand sitarow k darmayan,
logo k beech rah k b rahnna yu munfarid ,
jase gulab hota hai kantow k darmayan.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7461 on: April 21, 2008, 04:21:40 PM »
Main khwaab ban kay tujhe neend mai dekhaai doon..

Woh mera qurb jo chahey to main Judaai doon...

Iss tarah chahey Mujhe k hargharri Ussko...

Main dharkno ki tarah Kalb mai sunaai doon...

Tarap tarap k woh mujhe mangay lekin.....

Siwaye Apne..Mai ussey Saari Khudaaaai doon..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7462 on: April 21, 2008, 04:22:05 PM »
kuch log bhool k b bhulaye nai jate
aitebar itna k azmaiye nai jate
ho jate hen dilon pe kuch is tarah musalat
k nishan in k chah k b mitaye nai jate
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7463 on: April 21, 2008, 04:22:23 PM »
Aaj tak tum say rag-e-jaan kay kaiee rishtay thay
Kal say jo ho ga usay kaun sa rishta kehyay
Phir na daikhain aarz-o-rukhsaar milo
Matami hai dam-e-rukhsat, dar o dewaar milo
Phir na hum houn, na iqraar na inkaar milo
Logged
Pooja
Guest
«Reply #7464 on: April 21, 2008, 04:22:39 PM »
nice sharing bhaijaan
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7465 on: April 21, 2008, 04:22:51 PM »
Waqt noor ko benor kar deta hai,,
Thoray se zakham ko nasoor kar deta hai,,
kon chahta hai apno se door rehna,,
par waqt sab ko majbur kar deta hai!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7466 on: April 21, 2008, 04:24:05 PM »
thanku  bahen  jaan...........  :lol:
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7467 on: April 21, 2008, 04:24:40 PM »
apna hissa shumaar kerta tha
mugh say wo itna pyar kerta tha
wo banata tha meri tasveeren
phir un say baten hazaar kerta tha
ab guzar jata hai begana sa bun k
ju pehroon mera intezar kerta tha
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7468 on: April 21, 2008, 04:25:12 PM »
Es sheher ki galiyon main sada kar ke to dekho,
Ye rasm-e-faqeeri hai ada kar ke to dekho,
Reh jaye gi tumhari har ik bat adhori,
Tum khud ko kabhi mujh se juda kar ke to dekho..........
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7469 on: April 21, 2008, 04:25:46 PM »
teri tasveer ko rakh ker apni tasveer k sath
main ne yeh umer guzari badi tadbeer k sath
main jis ko apnata hoon woh bicher jata hai
meri banti hi nahi katib-e-taqdeer k sath
Logged
Pages: 1 ... 494 495 496 497 [498] 499 500
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 30, 2024, 01:57:16 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer