| 
							dolly
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    | 
									   «Reply #30 on: February 06, 2005, 05:11:54 PM »   | 
								
						 | 
							 
 husn haazir hai mohabbat ki saza paane ko. koi patthar se naa maare mere deewane ko.. 
                                            
                                             
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
			 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							dolly
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #31 on: February 06, 2005, 05:12:28 PM »   | 
								
						 | 
							 
 sau baar janam lenge..sau baar fana honge.. aai jaane wafa phir bhi hum tum naa juda honge.. sau bar... kismat humein milne se rokegi bhala kab tak  in pyaar ki raahonse bhatkegi wafa kab tak... armmaan bhare do dil phir ek jagah honge.. sau baar...
  yeh kaisi udaasi hai jo husn pe chaayee hai.. hum door nahi tumse kehne ko judaai hai... kadmon ke nishaan khud hi manzil ka pata honge.. sau baar 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							dolly
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #32 on: February 06, 2005, 05:20:52 PM »   | 
								
						 | 
							 
 tadap tadap ke iss dil se aah nikalti rahi... mujhko sazaa di pyaar ki aisa kya gunaah kiyaa ke lut gaye haan lut gaye ke lut gaye teri mohabbat mein..
  ajab hai ishq yaara ke pal do pal ki khushiyaan.. gham ke fasaane milte hain milti nahi duniya.. kabhi aahein yaadein...tera chehara nazar aaye.. 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							pandit
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #33 on: February 06, 2005, 05:43:03 PM »   | 
								
						 | 
							 
 tadap tadap ke iss dil se aah nikalti rahi... mujhko sazaa di pyaar ki aisa kya gunaah kiyaa ke lut gaye haan lut gaye ke lut gaye teri mohabbat mein..
  ajab hai ishq yaara ke pal do pal ki khushiyaan.. gham ke fasaane milte hain milti nahi duniya.. kabhi aahein yaadein...tera chehara nazar aaye.. wah dolly ji... aankhe khuli ho ya ho band,deedar unka hota hai, kaise kahun main o yaarra ye pyaar kaise hota hai.  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Friend_4uall
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #34 on: February 06, 2005, 05:52:24 PM »   | 
								
						 | 
							 
 Mera jeevan koraa kaagaz koraa hi rah gaya 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Friend_4uall
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #35 on: February 06, 2005, 05:54:59 PM »   | 
								
						 | 
							 
 zindagi kaisi hai paheli haai, kabhi ye rulaae kabhi ye hasaaye
  jinhon ne sajaaye yahaan mele  sang sang sukh dukh jhele
  koi mere sapnon ka raahi chala jaaye sapnon ke aaga kahan
  zindagi.... 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							pandit
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #36 on: February 06, 2005, 06:07:19 PM »   | 
								
						 | 
							 
 aye kaash kahi aisa hota ki do dil hote seene me, ek toot bhi jaata isq me to takleef na hoti jeene me. 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Friend_4uall
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #37 on: February 06, 2005, 07:07:13 PM »   | 
								
						 | 
							 
 wah pandit... 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							dolly
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #38 on: February 06, 2005, 07:47:57 PM »   | 
								
						 | 
							 
 tadap tadap ke iss dil se aah nikalti rahi... mujhko sazaa di pyaar ki aisa kya gunaah kiyaa ke lut gaye haan lut gaye ke lut gaye teri mohabbat mein..
  ajab hai ishq yaara ke pal do pal ki khushiyaan.. gham ke fasaane milte hain milti nahi duniya.. kabhi aahein yaadein...tera chehara nazar aaye.. wah dolly ji... aankhe khuli ho ya ho band,deedar unka hota hai, kaise kahun main o yaarra ye pyaar kaise hota hai. thanku ji panditji!! sahi hai pyar ke geeton mein bhi dard hota hai ....kise dekh rahein hain band aankhonse    mohabbat ki joothi kahani pe roye kahani pe roye.. badi chot khaaye jawani pe roye...  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							dolly
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #39 on: February 06, 2005, 07:50:27 PM »   | 
								
						 | 
							 
 aye kaash kahi aisa hota ki do dil hote seene me, ek toot bhi jaata isq me to takleef na hoti jeene me. wah ji bahut sahi!! dil to hai dil dil ka aitbaar kya keejay.. aa gayaa jo kisipe pyaar kya keejay... raaton ko main na soyee khwaabon mein main na khoyee haalat yeh mere dil ki ...jaane naa jaane koi...  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Friend_4uall
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #40 on: February 06, 2005, 07:52:19 PM »   | 
								
						 | 
							 
 Dushman na kare dost ne woh kaam kiya hai umr bhar ka gham hamein inaam diya hai dushman na kare ho ho ho
  toofaan mein humko chod ke saahil pe aagaye saahil pe aagaye
  nakhuda ka nakhuda ka phir humein ilzaam diya hai umr bhar ka gham humein inaam diya hai..
  pehle to hosh cheenliye zulm o sitam se 
  apne hi giraate hain nasheman pe bijliyaan nasheman pe bijliya 
  ghairon ne aake .... 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							dolly
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #41 on: February 06, 2005, 07:53:49 PM »   | 
								
						 | 
							 
 FRIENDFORU_ALLJI....u hav started really nice thread...i hadnt seen it before... can anbdy start a thread on ROMANTIC SONGS.......??    vud really luv to contribute there....THANK U.DOLLY.  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Friend_4uall
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #42 on: February 06, 2005, 08:13:11 PM »   | 
								
						 | 
							 
 Jeevan se bhari teri aankhen madhosh kare jeene ke liye jeene ke liye saagar bhi chote padte hain..... 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Friend_4uall
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #43 on: February 06, 2005, 08:19:32 PM »   | 
								
						 | 
							 
 Dil ki yeh aarzoo thi koi dilruba mile lo bangaya naseeb to apne kya mile ab tak to jo bhi dost mile bewafa mile 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							dolly
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #44 on: February 06, 2005, 08:23:01 PM »   | 
								
						 | 
							 
 aaj puraani rahoon se koi mujhe aawaaz naa de... dard mein doobe geet naa de gham ka sisakta saaz naa de..
  beete dino ki yaad thi jinme main woh tARAANE BHOOL CHUKA  AAJ NAI MANZIL HAI MERI GHAM KE FASAANE BHOOL CHUKA .. NAA WOH DIL NAA SANAM NAA WOH DEEN DHARAM AB DOOR HOON SAARE GUNAAHONSE ..
  JEEVAN BADLAA DUNIYA BADLI MAN KO ANOKHA GYAAN MILA...  AAJ MUJHE APNE HI DIL MEIN EK NAYAA INSAAN MILA...  PAHUNCHA HUN WAHAN NAHI DOOR JAHAN BHAGWAAN BHI MERI NIGAAHONSE... 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	 |