Lovely song

by desikurri on April 19, 2005, 12:15:47 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1136 times)
desikurri
Guest
Maine dil tumhe de diya
Maine dil tumhe de diya
Maine dil tumhe de diya oh sanam
Maine dil tumhe de diya

Jaana nahi tha
Pyar ki gali mein
Deewanepan ki yaar ki gali mein
Lekin maine kar liya
Ishq rago mein bhar liya
Tum pe yakeen maine kar liya

Maine dil tumhe de diya ho oooo
Maine dil tumhe de diya oh sanam
Maine dil tumhe de diya
Maine dil tumhe de diya oh sanam
Maine dil tumhe de diya

Jaana nahi tha
Pyar ki gali mein
Deewanepan ki yaar ki gali mein
Lekin maine kar liya
Ishq rago mein bhar liya
Tum pe yakeen maine kar liya

Maine dil tumhe de diya ho oooo
Maine dil tumhe de diya oh sanam
Maine dil tumhe de diya

Female
Kar liya kar liya kar liya
Kar liya bhar diya kar liya
Maine dil tumhe de diya ho oooo
Maine dil tumhe de diya oh sanam
Maine dil tumhe de diya

Couplet 1
Bechain na tha
Main har gadi
Dil mein bhi thi
Chahat badi
Lekin darta tha main dil lagaye se
Darne dil sahne se choth khane se
Tanha tanha din aur suni raaton se
Haar gaya aakhir apne jazbaaton se

Is haar mujhko karna nahin tha
Chahat pe teri marna nahin tha
Lekin maine kar liya
Ishq rago mein bhar liya
Tum pe yakeen maine kar liya

Maine dil tumhe de diya ho oooo
Maine dil tumhe de diya oh sanam
Maine dil tumhe de diya

Couplet 2
Male
Yeh prem rog
Hai ek nasha
Koy nahin
Is se bacha
Is mein saqoon subh aur shaam milta hain
Is ke dard mein bhi araam milta hai

Female
Koy maane jaye isko maane re
Ishq kiya hai jisne wohi jaane re
Deewaana mujhko hona nahin tha
Deewanagee mein khona nahin tha
Lekin maine kar liya
Ishq rago mein bhar liya
Tum pe yakeen maine kar liya

Maine dil tumhe de diya ho oooo
Maine dil tumhe de diya oh sanam
Maine dil tumhe de diya

Male
Maine dil tumhe de diya oh sanam
Maine dil tumhe de diya  
Maine dil tumhe de diya oh sanam
Maine dil tumhe de diya  
Maine dil tumhe de diya oh sanam
Maine dil tumhe de diya
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
*One Lovely Morning* by honeyrose in General Stories
Lovely by swaroopam in English
hello this is lovely by lovely_charan in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
Lovely as your heart by anmolarora in English
waheed_rose2004
Guest
«Reply #1 on: April 19, 2005, 12:22:45 PM »
aha........kya  baat  hai ......desikurri........  nice  songs...........  :lol:
Logged
desikurri
Guest
«Reply #2 on: April 19, 2005, 03:44:43 PM »
i know its nice song.. waise is film ka ek aur bahut acha song hai. film Blackmail..

tune di bekrari, e mere sanam.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #3 on: April 21, 2005, 12:46:49 PM »
haan  yeh song  bahot    achha  hai............ :lol:

kuch  songs  mujhe  Film- tumsa nahin  dekha
ke bahot  acche lagte  hain........
dhanak ka rung........... ismein  words  bahot  pyara  pyara  hai..........:lol:
Logged
desikurri
Guest
«Reply #4 on: April 22, 2005, 11:20:47 AM »
maine nahin sunne is film ke songs..

but ache hi honge..
Logged
pandit
Guest
«Reply #5 on: April 22, 2005, 11:23:48 AM »
nice kurri.................
  khoobsurat hai wo itna saha nahi jaata............................................ ...................
Logged
desikurri
Guest
«Reply #6 on: April 22, 2005, 11:28:26 AM »
For u pandit.,...

Khoobsurat hai woh itna
sahaa nahie djaata
kaise hum khoed ko rokh le
raha nahie djaata

Khoobsurat hai woh itna
sahaa nahie djaata
kaise hum khoed ko rokh le
raha nahie djaata
Chaand me daag hai yeh djaante hai hum lekien
raat bhar dekhe bina oesko
raha nahie djaata
Khoobsurat hai woh itna
sahaa nahie djaata

Djo mera ho nahie paayega
ies djahaa me kahie
roeh ban kar mieloenga oesko
aasma me kahie
Pyaar dhartie par farishto se
kiya nahie djaata
Khoobsurat hai woh itna
sahaa nahie djaata

Oen nigaho me mohabbat nahie
to kaho aur kya hai
par woh mujh se yeh keh raha
woh kisie aur kaa hai
zarasa djoet bhie dhang se
kaha nahie djaata
khoobsurat hai woh itna
sahaa nahie djaata

Aankh me kaid kiye baitha
mai ek haseen lamha
djab mai ies neend se djagoenga
to dil toete ga
woh mujhe gaab koi kyoe
diekha nahie djaata
khoobsurat hai woh itna
sahaa nahie djaata
Logged
lib80aks
Guest
«Reply #7 on: April 23, 2005, 02:09:46 PM »
hi one of my fav song by K.K.......desi kuri for u....

yaaro dostti badi hi hasee hai...
yeh na ho to bolo kya yeh zindgi hai...
koi to ho raajdaar...
koi ho jisse ho pyaar....
yaaro muhabbat badi hi rangee hai..
yeh na ho to bolo kya yeh zindgi hai...
Logged
desikurri
Guest
«Reply #8 on: April 23, 2005, 06:17:48 PM »
Quote from: "lib80aks"
hi one of my fav song by K.K.......desi kuri for u....

yaaro dostti badi hi hasee hai...
yeh na ho to bolo kya yeh zindgi hai...
koi to ho raajdaar...
koi ho jisse ho pyaar....
yaaro muhabbat badi hi rangee hai..
yeh na ho to bolo kya yeh zindgi hai...
ohhhh thakx lib80aks..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #9 on: May 01, 2005, 08:54:40 AM »
very  nice  song..............desikurri........libs........

Woh tassavur ka aalam, woh dil-e-aashiqui
Woh diwaana mausam, woh teri dillagi
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar  
 
Udit:
Woh tassavur ka aalam, woh dil-e-aashiqui -2
Woh diwaana mausam, woh teri dillagi
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar  

Alka:
Woh mohabbat ke din, woh ghadi woh palchhin
Woh chhalakta mausam, baarishon ki rhimjhim
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar  

Udit:
Saanson ki woh hulchul, woh mahekta aanchal
Baahon ke woh ghere, zulf ka woh baadal
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar  
 
Udit:
Woh tera sharmaana, woh nazar ka jhukna
Jaate jaate tera, woh achaanak mudna
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar  

Alka:
Woh mere bin bole, tera samajh lena
Woh ishaaron se hi, baat sab keh dena
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar  
 
Udit:
Woh ladaayi jagde, baad mein pachhtaana
Roothh ke woh jaana, laut ke phir aana
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar  

Both:
Woh tassavur ka aalam, woh dil-e-aashiqui -2
Woh diwaana mausam, woh teri dillagi
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar -2


film-  aitraz
Logged
kavita_aashiqui
Guest
«Reply #10 on: May 04, 2005, 06:58:01 AM »
O Ajnabee Mere Ajnabee
Na Jaane Aaye Tum Kahan Se

Itna Pyaar Laaye Tum Kahan Se
Yeh Raat Bhi Hai Saji Saji
O Ajnabee Mere Ajnabee

Dilwale Dekho Phir Mile Hai
Mile Hai
Jaane Kahan Hum Chale Hai
Chale Hai
Nazron Se Nazre Mili Hai
Hoto Se Hot Sile Hai
Ek Aag Si Hai Dabi Dabi
O Ajnabee Mere Ajnabee

Pyaar Ka Mausam Aata Hai
Aata Hai Ek Bar
Dil Diya Jaata Hai
Ek Baar Ek Baar
Jawan Jawan Dil Ki Dhadkan Mein
Koi Samaata Hai
Koi Samaata Hai Ek Baar Ek Baar
O Mujhe Kya Hua Main Udne Laga
O Ajnabee Mere Ajnabee

Ajnabee Teri Dil Churane Aaya Hai
Ajnabee Neende Udaane Aaya Hai
Lootne Waala Chain Kahan Paayega
Lootne Waala Khud Loot Ke Jaayega
Hain Jaayega Kahan Jiyega Yahan Marega Yahan
Yeh Ajnabee Tera Ajnabee Tera Ajnabee
Na Jaane Aaye Tum Kahan Se
Itna Pyaara Laaye Tum Kahan Se
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #11 on: May 06, 2005, 08:44:58 AM »
nice  song kavita_aashiqui..............


HUM TUMHARE HAIN SANAM

Hindi Lyrics:
--MALE--
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam - 2
Jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam
Na judaa honge hum

--FEMALE--
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam - 2
Jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam
Na judaa honge hum

--BOTH--
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam

--MALE--
Hey hey, la la la
La la la la la la la

--FEMALE--
Oh oh oh oh, oh oh oh oh
Oh oh oh oh oh oh oh

--MALE--
(Yeh suhaane pal, yeh mulaaqaatein
Hum na bhoolenge pyaar ki baatein) - 2

--FEMALE--
Din hai mushkil, raat bhaari
Har ghadi hai beqaraari
Chaahatein hoti na kam

--MALE--
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam - 2
Jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam
Na judaa honge hum

--FEMALE--
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam

--MALE--
Ho oh ho, ho oh ho
Ho oh oh oh oh oh oh oh

--FEMALE--
(Tumko dhadkanon mein yun basaana hai
Apni palkon mein yun chhupaana hai) - 2

--MALE--
Jab uthaaye hum nigaahein
Tumko dekhe, tumko paaye
Door jaaye ab na hum

--FEMALE--
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam - 2
Jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam
Na judaa honge hum

--MALE--
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam - 2
Jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam
Na judaa honge hum

--BOTH--
Hum tumhaare hain, tumhaare sanam - 5
Logged
desikurri
Guest
«Reply #12 on: May 06, 2005, 08:11:50 PM »
ek deewani ladki ne ishara kar diya
ek baar karke phir dobara kar diya ) - 2
dekhate hi usko mujhko jaane kyu laga
maine pehle pehle pyar ka najara kar liya
ek deewane ladke ne ishara kar diya
ek baar karke phir dobara kar diya
dekhate hi usko mujhko jaane kyu laga
maine pehle pehle pyar ka najara kar liya

unko dekha aur ek nasha sa humko ho gaya
kya hua deewangi main dil agar yeh kho gaya
bekarari badh rahi chain ek pal nahi
dil mera bhi keh raha dol ja sambhal nahi
humne dil yeh aajse tumhara kar diya - 2
dekhate hi usko mujhko jaane kyu laga
maine pehle pehle pyar ka najara kar liya

dil ki dhadkanon main tere chahto ka shor hain
dil toh dill hai dil e kis azor hai
hum fida hai tumpe aao pass aake dekh lo
tum bhi jaane jana humko ajma ke dekh lo
aaitbaar humne tumhara kar liya - 2
dekhate hi usko mujhko jaane kyu laga
maine pehle pehle pyar ka najara kar liya

ek deewane ladke ne ishara kar diya
ek baar karke phir dobara kar diya
dekhate hi usko mujhko jaane kyu laga
maine pehle pehle pyar ka najara kar liya
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #13 on: May 17, 2005, 12:02:19 PM »
nice  song  desikurriiii..................................... ........
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 16, 2024, 10:43:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer