Sad Songs:(

by desikurri on May 06, 2005, 08:19:15 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2272 times)
desikurri
Guest
«Reply #15 on: May 15, 2005, 02:11:25 PM »
shukriya dosto.. and thycreator!!.. shukar hai, koi to song tumhe acha lagga.. !!!)Winking
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
:: songs i like / my favorite songs :: by myheart_ursonly in Songs & Lyrics « 1 2 3  All »
Songs that I Like...... by natural in Songs & Lyrics « 1 2 ... 23 24 »
Songs of Love by P K Padhy in English
Songs of Love 2 by P K Padhy in Shayri for Khumar -e- Ishq
Songs of Love 3 by P K Padhy in English
desikurri
Guest
«Reply #16 on: May 15, 2005, 02:12:33 PM »
from film vadaa!!!!

Vaada Hai Ye Vaada Hai Ye
Vaada Hai Yeh Tujhse Haan Mere Sanam
Tere Dhadkanon Mein Kasam
Jab Tak Hai Dum Mein Dum
Yeh Pyar Na Hoga Kam


Tune Joh Dhoka Diya
Moti Sa Tut Jaaonga *Not So Sure Abt Dis Line*
Main Bewafi Ka
Koi Sadma Seh Na Paaonga
Deewangi Ke Liye
Sah Loonga Saare Sitam
Yeh Pyar Na Honge Kam

Vaada Hai Ye Vaada Hai Ye
Vaada Hai Yeh Tujhse Mere Sanam
Tere Dhadkanon Mein Kasam
Jab Tak Hai Dum Mein Dum
Pyar Na Hoga Kam
Logged
thycreator
Guest
«Reply #17 on: May 15, 2005, 07:25:29 PM »
oye dear, mujhe bahut saare song pasand hai........
Dil jabse toot gaya, kaise kahe kaise jeete hai,
Kabhi jyada kabhi kam peete hai............from movie Salami
Logged
desikurri
Guest
«Reply #18 on: May 15, 2005, 07:58:05 PM »
yeh wala bhi bahut  sad song hai:(


Mujhse Judaa Hokar Tumhe Door Jaana Hai  
Palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai  
Saathiya, Sang Rahega Tera Pyar  
Saathiya, Rang Layega Intezaar  
Tumse Judaa Hokar Mujhe Door Jaana Hai  
Palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai  
Saathiya, Sang Rahega Tera Pyar  
Saathiya, Rang Layega Intezaar  

Maein Hoon Teri Sajni Saajan Hai Tu Mera  
Tu Baandh Ke Aaya Mere Pyar Ka Sehra  
Chehre Se Ab Tere Hat Ti Nahin Ankhiyaan  
Tera Naam Le Lekar Chhede Mujhe Sakhiyaan  
Sakhiyon Se Ab Mujhko Peechha Chhudana Hai  
Palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai  

Mere Tasavvur Mein Tum Roz Aati Ho  
Chupke Se Tum Aakar Mera Ghar Sajaati Ho  
Sajni Bada Pyara Yeh Roop Hai Tera  
Gajre Ki Khushboo Se Mehka Hai Ghar Mera  
Aankhon Se Ab Teri Kaajal Churaana Hai  
Palbhar Ki Judaai Phir Laut Aana Hai
Logged
desikurri
Guest
«Reply #19 on: May 15, 2005, 07:59:01 PM »
Quote from: "thycreator"
oye dear, mujhe bahut saare song pasand hai........
Dil jabse toot gaya, kaise kahe kaise jeete hai,
Kabhi jyada kabhi kam peete hai............from movie Salami


sorry dear.. sirf yeh song hi milla tha film salami se..

Khoobsurat hai voh, dil ka mehmaan hai - 2
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai - 2
Thodi masoom hai, thodi nadaan hai - 2
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai - 2
Khoobsurat hai voh, dil ka mehmaan hai - 2
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai - 2

(Ek din voh mili, muskuraake gayi
Dard-e-dil mere dil mein jagaake gayi) - 2
Voh haseen dilrooba dil churaake gayi
Meri chaahat hai voh, mera armaan hai - 2
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai - 2

(Ajnabi do dilon ki mulaqaat thi
Bas ghadi do ghadi voh mere saath thi) - 2
Keh naa paaya tha main dil mein jo baat thi
Jaanti hai magar mujhse anjaan hai - 2
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai - 2

(Gar kabhi phir mili to bataaoonga main
Haal-e-dil us haseen ko sunaaoonga main) - 2
Umr bhar naa usse bhool paaoonga main
Voh mera chain hai, voh meri jaan hai - 2
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai - 2
Khoobsurat hai voh, dil ka mehmaan hai - 2
Mere mehboob ki yehi pehchaan hai - 2
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #20 on: May 16, 2005, 12:15:54 AM »
I like this song from the movie Lakshya.....

Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon
Dil ko kya samjhaaun  

Kitni baatein kehne ki hai
Honton par jo sehmi si hai
Ik roz inhein sun lo
Kyun aise gum-sum ho  

Kyun poori ho na paayi daastaan  
Kaise aayi hai aisi dooriyaan  

Dono ke dilon mein chhupa hai
Jo ik anjaana sa gham
Kya ho paayega woh kam
Koyi kya kahe  

Dono ne kabhi zindagi ke
Ik mod pe bhi jo paayi
Hai kaisi woh tanhaai
Koyi kya kahe  

Kitna viraan hai ye sama  
Saanson mein jaise ghulta hai dhuwaan
Kaisi aayi hai aisi dooriyaan  

Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon  

Tumse aaj yun milke dil ko
Yaad aaye lamhein kal ke
Ye aansoon kyun hai chhalke
Ab kya kahen  

Tumne hamko dekha jo aise
Toh ik umeed hai jaagi
Phir tumse pyaar paane ki
Ab kya kahen  

Aa gaye ham kahaan se kahaan  
Dekhe mudke ye dil ka kaarvaan
Kaisi aayi hai aisi dooriyaan  

Kitni baatein kehne ki hai
Honton par jo sehmi si hai
Ik roz inhein sunlo
Kyun aise gum-sum ho  

Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon
Dil ko kya samjhaaun
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #21 on: May 16, 2005, 12:24:58 AM »
Quote from: "Aarzuu"
I like this song from the movie Lakshya.....

Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon
Dil ko kya samjhaaun  

Kitni baatein kehne ki hai
Honton par jo sehmi si hai
Ik roz inhein sun lo
Kyun aise gum-sum ho  

Kyun poori ho na paayi daastaan  
Kaise aayi hai aisi dooriyaan  

Dono ke dilon mein chhupa hai
Jo ik anjaana sa gham
Kya ho paayega woh kam
Koyi kya kahe  

Dono ne kabhi zindagi ke
Ik mod pe bhi jo paayi
Hai kaisi woh tanhaai
Koyi kya kahe  

Kitna viraan hai ye sama  
Saanson mein jaise ghulta hai dhuwaan
Kaisi aayi hai aisi dooriyaan  

Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon  

Tumse aaj yun milke dil ko
Yaad aaye lamhein kal ke
Ye aansoon kyun hai chhalke
Ab kya kahen  

Tumne hamko dekha jo aise
Toh ik umeed hai jaagi
Phir tumse pyaar paane ki
Ab kya kahen  

Aa gaye ham kahaan se kahaan  
Dekhe mudke ye dil ka kaarvaan
Kaisi aayi hai aisi dooriyaan  

Kitni baatein kehne ki hai
Honton par jo sehmi si hai
Ik roz inhein sunlo
Kyun aise gum-sum ho  

Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon
Dil ko kya samjhaaun
buhat khoon jane man
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #22 on: May 16, 2005, 05:50:56 AM »
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Aarzuu"
I like this song from the movie Lakshya.....

Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon
Dil ko kya samjhaaun  

Kitni baatein kehne ki hai
Honton par jo sehmi si hai
Ik roz inhein sun lo
Kyun aise gum-sum ho  

Kyun poori ho na paayi daastaan  
Kaise aayi hai aisi dooriyaan  

Dono ke dilon mein chhupa hai
Jo ik anjaana sa gham
Kya ho paayega woh kam
Koyi kya kahe  

Dono ne kabhi zindagi ke
Ik mod pe bhi jo paayi
Hai kaisi woh tanhaai
Koyi kya kahe  

Kitna viraan hai ye sama  
Saanson mein jaise ghulta hai dhuwaan
Kaisi aayi hai aisi dooriyaan  

Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon  

Tumse aaj yun milke dil ko
Yaad aaye lamhein kal ke
Ye aansoon kyun hai chhalke
Ab kya kahen  

Tumne hamko dekha jo aise
Toh ik umeed hai jaagi
Phir tumse pyaar paane ki
Ab kya kahen  

Aa gaye ham kahaan se kahaan  
Dekhe mudke ye dil ka kaarvaan
Kaisi aayi hai aisi dooriyaan  

Kitni baatein kehne ki hai
Honton par jo sehmi si hai
Ik roz inhein sunlo
Kyun aise gum-sum ho  

Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon
Dil ko kya samjhaaun
buhat khoon jane man
ya,i also like this song,very nice missing song.Good choice aarzuu.
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #23 on: May 16, 2005, 06:21:13 AM »
Thx Nidhi.......
here's another one from the film- Phir teri kahani yaad aayi.....

Tere dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye

Bin tere koi aas bhi na rahi
Itne tarse ke pyaas bhi na rahi
Ladkhadaaye kadam, chale aaye
Chale aaye, chale aaye

Tere dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye

Dil ko dhadka laga tha pal pal to
Shor sun le na koi paayal ka
Phir bhi teri kasam chale aaye
Chale aaye, chale aaye

Tere dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #24 on: May 16, 2005, 06:27:32 AM »
Quote from: "Aarzuu"
Thx Nidhi.......
here's another one from the film- Phir teri kahani yaad aayi.....

Tere dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye

Bin tere koi aas bhi na rahi
Itne tarse ke pyaas bhi na rahi
Ladkhadaaye kadam, chale aaye
Chale aaye, chale aaye

Tere dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye

Dil ko dhadka laga tha pal pal to
Shor sun le na koi paayal ka
Phir bhi teri kasam chale aaye
Chale aaye, chale aaye

Tere dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye
wow :D ye bhi mujhe bohat pasand hai.

Isi film ka ek aur song hai:-
"Dil deta hai ro ro duhaai,
kisi se koi pyaar na kare."

Ye bhi bohat accha song hai.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #25 on: May 17, 2005, 11:48:39 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "Aarzuu"
Thx Nidhi.......
here's another one from the film- Phir teri kahani yaad aayi.....

Tere dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye

Bin tere koi aas bhi na rahi
Itne tarse ke pyaas bhi na rahi
Ladkhadaaye kadam, chale aaye
Chale aaye, chale aaye

Tere dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye

Dil ko dhadka laga tha pal pal to
Shor sun le na koi paayal ka
Phir bhi teri kasam chale aaye
Chale aaye, chale aaye

Tere dar par sanam chale aaye
Tu na aaya to hum chale aaye
wow :D ye bhi mujhe bohat pasand hai.

Isi film ka ek aur song hai:-
"Dil deta hai ro ro duhaai,
kisi se koi pyaar na kare."

Ye bhi bohat accha song hai.


hmmmmmm  nice  song  aarzuu.........nidhi  (phir teri kahani yaad aayee) ke  sabhi song acche  hain

1-aane  waala  pal ek sapna hai
2-shayarana see hai jindagi ki fiza
3-dil deta hai ro ro duhai..............

mujhe  iske sabhi songs touching  lagte hain.........
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 02:26:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer