muna mujhey yea gana nahi mila tum dal do yea per yea gana... mujhey bhi bahut passend hai yea gana.. to ab tumahra kam yea hai key es ganey ko dhundey or yea per paste karo
last waala song pehli pehli baar baliye...... bahot bahot accha lagt hia mujhe......... very nice song........
hmmmmmmmmmm yeh padho song.........mast song hai......hehehehe
i m the best

Hindi Song Title: Pehli Pehli Baar Dekha Aaisa Jalwa
Hindi Movie/Album Name: SILSILA
Singer(s): KISHOR, LATA MANGESHKAR
Listen This Song on Gayaki
Hindi Lyrics:
ki : pehli-pehli baar dekha aisa jalwa ho aisa jalwa
ye ladaki hai ya shola -2
la : shola hai shola shole se darna
marna to thande paani mein marna
raham jawani pe kha o mundaya raham jawani pe kha
ki : loote na jawani mein jo sholon ka maza -2
to bolo vo aadami hai kya -2
la : aayi hai nayi nayi zulmi jawani
karta hai badh ke baaten deewani
khair tu dil ki maan o babua khair tu dil ki maan
ki : dil jaisi cheez ki manaaun khair kya -2
main to donon jahaan se gaya -2
la : ja re shikaari tera jaal puraana
aur kahi pe jaa ke daal ye daana
chidiya phanse na lambua o lambua kudi phanse na lambua
ki : door kaise hoga teraa-mera faasala -2
rab jaane ya dil mera
la : abhi to dekha hai jalwa door ka
haal bura hai mere huzuur ka
haath pakad ke dikha o soniya haath pakad ke dikha
ki : pakadi kalaai to na chhodoonga kabhi -2
o sonie yaad rakhana -2