Aaj Ki Duniya,.

by Jaanasheen on August 27, 2009, 01:23:37 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1109 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Hai Doston, Kaafi Waqt Ke BaadKuch Apna Likha Yoindia Mein Pesh Karne Ka Iraada Kiya, Jo Ab Ke Mahaul Par Nazar Kar Raha Hoon,.

Umeed Hai Aapko Meri Koshish Pasand Aayegi,.

Ab Kahaan Hai Mohabbat Logon KO, Un Deewaanon Jaisi,.
Wo Daur Majnu, Farhaad, Ranjhon Ka Guzar Gaya,.

Ab Ashiqui Bhi Badalti Hai Mausam Ki Taraah,.
Sab Samajhte Hain, Yahaan Ke Zamaana Sudhar Gaya,.

Sukoon Tha, Doston, Jab JHopdiyon Mein Basera Tha,.
Mehlon Mein Zara Karaar Paane, Na Jaane Kidhar Kidhar Gaya,.

Wo Karta Raha Mujhe Barbaad, Badi Saadgi Ke Saath,.
Main Samajhta Hi Raha, Ke Wo Aabaad Kar Gaya,.

Bachchon Ke Paas Bhi KHilone Hain Hatyaaron Ki Taraah,.
Dekhkar Is Mahaul Ko, Main To Behad Dar Gaya,.

Bhalaai Bankar Reh Gayi, Ek Khissa Puraana "Azeem,.
Jhoot Makkari Hi Dekhta Raha, Main Jidhar Gaya,.

Hain Haath KHoon Se Lat-pat Sab Siyaasat Daaron Ke,.
Wohi Sabse Aage Hain, Jo Kisi Ka Kuch Bigaard Gaya,.

Karke Is Duar Mein Bhalaai Bhi, Main Umr Bhar Sharminda Raha,.
Ek Do Dhoke Dete Hi, Main To Kasam Se Sawar Gaya,.

_-Azeem-_

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
duniya gol hai by Pooja in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
yeh duniya.... by pappu in Shayri-E-Dard
duniya gol hai by jh in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Duniya gol hai by Pooja in Miscellaneous Shayri
duniya by budhu_1 in Shayri-E-Dard
poppoetry
Guest
«Reply #1 on: August 27, 2009, 05:54:53 PM »
Reply with quote
Wah...Bahut bahut khuuuuuuub Ajeem ji......har lafj sachai byaan kar rah hai.....har alfaaz sach k dhaage me piroya hai aapne.....bahut khub
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: August 27, 2009, 06:27:53 PM »
Reply with quote
Hai Doston, Kaafi Waqt Ke BaadKuch Apna Likha Yoindia Mein Pesh Karne Ka Iraada Kiya, Jo Ab Ke Mahaul Par Nazar Kar Raha Hoon,.

Umeed Hai Aapko Meri Koshish Pasand Aayegi,.

Ab Kahaan Hai Mohabbat Logon KO, Un Deewaanon Jaisi,.
Wo Daur Majnu, Farhaad, Ranjhon Ka Guzar Gaya,.

Ab Ashiqui Bhi Badalti Hai Mausam Ki Taraah,.
Sab Samajhte Hain, Yahaan Ke Zamaana Sudhar Gaya,.

Sukoon Tha, Doston, Jab JHopdiyon Mein Basera Tha,.
Mehlon Mein Zara Karaar Paane, Na Jaane Kidhar Kidhar Gaya,.

Wo Karta Raha Mujhe Barbaad, Badi Saadgi Ke Saath,.
Main Samajhta Hi Raha, Ke Wo Aabaad Kar Gaya,.

Bachchon Ke Paas Bhi KHilone Hain Hatyaaron Ki Taraah,.
Dekhkar Is Mahaul Ko, Main To Behad Dar Gaya,.

Bhalaai Bankar Reh Gayi, Ek Khissa Puraana "Azeem,.
Jhoot Makkari Hi Dekhta Raha, Main Jidhar Gaya,.

Hain Haath KHoon Se Lat-pat Sab Siyaasat Daaron Ke,.
Wohi Sabse Aage Hain, Jo Kisi Ka Kuch Bigaard Gaya,.

Karke Is Duar Mein Bhalaai Bhi, Main Umr Bhar Sharminda Raha,.
Ek Do Dhoke Dete Hi, Main To Kasam Se Sawar Gaya,.

_-Azeem-_



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #3 on: August 27, 2009, 08:14:47 PM »
Reply with quote
bahut badhiya azeem ji...Applause
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #4 on: August 27, 2009, 09:27:07 PM »
Reply with quote
Wah wah Azeem bhai,bahut khoob,really touching and mindblowing creation. icon_thumleft Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: August 28, 2009, 12:35:00 PM »
Reply with quote
Wah...Bahut bahut khuuuuuuub Ajeem ji......har lafj sachai byaan kar rah hai.....har alfaaz sach k dhaage me piroya hai aapne.....bahut khub
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Shukriya Nikhaar Ji, Izzat Bakhshne Ke Liye, Aur Hamaari Koshish Ko Sarhaane Ke Liye,.
Logged
sunnymohaliwal
Guest
«Reply #6 on: September 08, 2009, 03:56:15 AM »
Reply with quote
baht badhiya janab_-a-ala
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #7 on: October 06, 2009, 01:37:22 PM »
Reply with quote
...bahut hi achha likha hai Azeem bhai...really loved reading it...keep writing...in ghazalo ko/shero ko padhkar bahut kuchh sikhne ko milta hai hame...thanks...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #8 on: October 06, 2009, 04:50:14 PM »
Reply with quote
Hai Doston, Kaafi Waqt Ke BaadKuch Apna Likha Yoindia Mein Pesh Karne Ka Iraada Kiya, Jo Ab Ke Mahaul Par Nazar Kar Raha Hoon,.

Umeed Hai Aapko Meri Koshish Pasand Aayegi,.

Ab Kahaan Hai Mohabbat Logon KO, Un Deewaanon Jaisi,.
Wo Daur Majnu, Farhaad, Ranjhon Ka Guzar Gaya,.

Ab Ashiqui Bhi Badalti Hai Mausam Ki Taraah,.
Sab Samajhte Hain, Yahaan Ke Zamaana Sudhar Gaya,.

Sukoon Tha, Doston, Jab JHopdiyon Mein Basera Tha,.
Mehlon Mein Zara Karaar Paane, Na Jaane Kidhar Kidhar Gaya,.

Wo Karta Raha Mujhe Barbaad, Badi Saadgi Ke Saath,.
Main Samajhta Hi Raha, Ke Wo Aabaad Kar Gaya,.

Bachchon Ke Paas Bhi KHilone Hain Hatyaaron Ki Taraah,.
Dekhkar Is Mahaul Ko, Main To Behad Dar Gaya,.

Bhalaai Bankar Reh Gayi, Ek Khissa Puraana "Azeem,.
Jhoot Makkari Hi Dekhta Raha, Main Jidhar Gaya,.

Hain Haath KHoon Se Lat-pat Sab Siyaasat Daaron Ke,.
Wohi Sabse Aage Hain, Jo Kisi Ka Kuch Bigaard Gaya,.

Karke Is Duar Mein Bhalaai Bhi, Main Umr Bhar Sharminda Raha,.
Ek Do Dhoke Dete Hi, Main To Kasam Se Sawar Gaya,.

_-Azeem-_



bahut Bahut Khoooob Azeem...

Har Ek lafz Behtereen..bahut Ache mere Bhai..

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Iss Baat Ka Mujhe Afsos Hai Ke Itni behtereen Poetry Par Sirf 6 Logon ka Comment Aaya Hai....Plz Iss Baat Par Sab Dhyaan Dijiyega..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: October 08, 2009, 08:41:51 AM »
Reply with quote
...bahut hi achha likha hai Azeem bhai...really loved reading it...keep writing...in ghazalo ko/shero ko padhkar bahut kuchh sikhne ko milta hai hame...thanks...

Shukriya JHL Bhai,.
KHushi Hui Ke JHamaari Koshish Ko Aapne Saraaha,./
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: October 08, 2009, 08:44:09 AM »
Reply with quote
bahut Bahut Khoooob Azeem...

Har Ek lafz Behtereen..bahut Ache mere Bhai..

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Iss Baat Ka Mujhe Afsos Hai Ke Itni behtereen Poetry Par Sirf 6 Logon ka Comment Aaya Hai....Plz Iss Baat Par Sab Dhyaan Dijiyega..

Shukriya KHwaish Bhai.
Shayad Doston Ki Nazar Nahi Aayi Hogi Ye post Koi Baat Nahi,.

Aa Jaayegi,.

And Thank U,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: October 09, 2009, 04:37:33 PM »
Reply with quote
Arey Wah Re Azeem Ustad Kya Baat Hai
Aajkal To Kamaal Pe Kamaal Kiye Ja Rahe Ho...
Ek Dum Suljhe Hue Shayaron Wala Andaaz Hai Janab.
Good Job....Ab Hum Bhala Iske Aage Kya Likhen

Khush Raho Yaar....

Shukriya Bhai,.
Logged
Roja
Guest
«Reply #12 on: October 09, 2009, 04:40:26 PM »
Reply with quote
Wah Azeem brother.. bahut bahut accha likha hai aapne
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: October 09, 2009, 04:43:07 PM »
Reply with quote
Shukriya Sis,.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 09:44:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer