Jeena Dushwaar Karte Hain,.

by Jaanasheen on December 31, 2010, 10:14:03 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1689 times)
ParwaaZ
Guest
«Reply #15 on: January 04, 2011, 07:54:21 PM »
Reply with quote
Azeem Sahab Aadaab!

Kia baat hai janab ....... kafi gehri soch meiN dube huye..
Ashaar kahe hai.... Kuch aik ashaar behad behad umdaa hai..

Dil se daad kabool kijiye...
Likhate rahiye....
Khush O aabad rahiye....
Khuda Hafez......         



KyuN jaane wale ka itna gham karte ho ParwaaZ
Safar uska utna hi tha jo saath tumhara de gaya         


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Darte hain kyunki tujhe pyar karte hain by Ricky in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Yahi Dua Karte Hain......... by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Bohot dushwaar hai jeena.....!!!! by Talat in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 5 »
Jeena Dushwaar...SK by Shayaries_King in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kaar e dushwaar to dushwaar tha aasaaN na huwaa. by Ghulam Haider in Shayri for Dard -e- Judai
Asghr
Guest
«Reply #16 on: January 19, 2011, 12:17:14 AM »
Reply with quote
As Salaam Walaikum, Bohat Din Hue Tanz Pe Kuch Likhe Hue, Kaafi Koshish Ki Baad Kuch Kalaam Banaane Mein Kamyaab Hua Hoon, Agar pasand Aa jaaye To Duaaein Chahoonga,.


Jo Deta Hayaat Khuda To Jaane Kya Hota "Azeem,.
Chord Jaane Waali Cheez Ka Log Aitbaar Karte Hain,.

Wo Ek Nazar Bhi Shafaqat Ki Mujhpar Nahi Barsaata,.
Ye Bhi Jaanta Hai Ke Hum Us Se Kitna Pyaar Karte Hain,.

Bhooke Pareende Jab Urdhne Lage, Rizq Ki Talaash Mein,.
Zaalim Hain Shikaari Ke Masoomon Ka Shikaar Karte Hain,.

Waqt Ne Jab Thokar Maari, To Ye Jaan Liya "Azeem,.
Ke Kaise Hum Sab Waqt Ko Zaaya Aur Bekaar Karte Hain,.

Ek Waqt Tha Ke Gair Bhi Lard Jaate The Insaaniyat Ke Naam Par,.
Aaj Ye Daur Hai Ke Bhai Khud Bhai Pe Waar Karte Hain,.

Kis Ko Mili Hai Duniya Jo Hume Milegi "Logon,.
Afsos Ke Ise Paane Mein, Hum Jeena Dushwaar Karte Hain,.

-Azeem-

TERE ISHAR KI KYA MISAAL DOON, YEH TO KHIZAAN KO BAHAR KARTE HAIN.ASGHR
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: January 19, 2011, 07:26:35 PM »
Reply with quote
Bahut khoob azeem ji bahut umda....
Shukriya Geetanjali Ji,.
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #18 on: January 19, 2011, 08:32:41 PM »
Reply with quote
As Salaam Walaikum, Bohat Din Hue Tanz Pe Kuch Likhe Hue, Kaafi Koshish Ki Baad Kuch Kalaam Banaane Mein Kamyaab Hua Hoon, Agar pasand Aa jaaye To Duaaein Chahoonga,.


Jo Deta Hayaat Khuda To Jaane Kya Hota "Azeem,.
Chord Jaane Waali Cheez Ka Log Aitbaar Karte Hain,.

Wo Ek Nazar Bhi Shafaqat Ki Mujhpar Nahi Barsaata,.
Ye Bhi Jaanta Hai Ke Hum Us Se Kitna Pyaar Karte Hain,.

Bhooke Pareende Jab Urdhne Lage, Rizq Ki Talaash Mein,.
Zaalim Hain Shikaari Ke Masoomon Ka Shikaar Karte Hain,.

Waqt Ne Jab Thokar Maari, To Ye Jaan Liya "Azeem,.
Ke Kaise Hum Sab Waqt Ko Zaaya Aur Bekaar Karte Hain,.

Ek Waqt Tha Ke Gair Bhi Lard Jaate The Insaaniyat Ke Naam Par,.
Aaj Ye Daur Hai Ke Bhai Khud Bhai Pe Waar Karte Hain,.

Kis Ko Mili Hai Duniya Jo Hume Milegi "Logon,.
Afsos Ke Ise Paane Mein, Hum Jeena Dushwaar Karte Hain,.

-Azeem-


good
Logged
baadal102
Guest
«Reply #19 on: January 21, 2011, 02:58:09 PM »
Reply with quote
bahut khub bhai jaan wah kya kehna maza aa gaya.
Logged
Shaifali
Guest
«Reply #20 on: August 08, 2011, 08:11:03 PM »
Reply with quote
very nice azeem ji Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: August 13, 2011, 08:23:53 AM »
Reply with quote
Shukriya Badal Bhai,
Shaifali ji,.
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 11:26:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.144 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer