Kaun Banda Kaun Chor Hai.!

by majid on June 08, 2009, 01:08:21 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 5389 times)
poppoetry
Guest
«Reply #15 on: June 10, 2009, 09:30:12 AM »
Reply with quote


Labon Par Hasi, Niyaatein Kharaab,.
Dilon Ka Bhed Sirf Khudaa Jaanta Hai,.


khub farmaya aapne.....dilon ka bhed khuda hi janta h
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kaun ho tum??..... by Namkeen in Shayri for Khumar -e- Ishq
woh kaun tha?? by amritflora in Shayri-E-Dard
KAUN HAI TU? by sunilmsn in Other Languages
Kaun apna kaun paraya by soudagar in Shayri-E-Dard
Kaun Sunata Hai Aur Sunaye Kaun by suman59 in Share:Miscellaneous Shayari « 1 2  All »
diya786
Guest
«Reply #16 on: June 10, 2009, 10:34:46 AM »
Reply with quote
Subhanallah Majid bhai
bahut umda likha hai aapne
lafz hi nahin tareef ke liye...
Applause Applause Applause
Logged
diya786
Guest
«Reply #17 on: June 10, 2009, 10:35:35 AM »
Reply with quote
beautiful replies Azeem
too good...
Applause Applause Applause
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #18 on: June 10, 2009, 11:31:29 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Shihab Ji
wah wah
Ek unche shayar ke likhe do sher yaad aa gaye

Roshani per andheron ke pahare hue
Zakhm jitane siye utane gahare hue
Peer ki baansuri kya sunange bhala
Log shahnaian sun ke bahare hue

SARVESH RASTOGI
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: June 11, 2009, 07:39:27 AM »
Reply with quote
Bohat Achchi Sharing Ki Hai Aapne Sarwesh Bhai, And Nice One, Majid Bhai,.


Ye Pyaar Mohabbat To Us Daur Ki Baat Hai "Faraaz,.
Jab Makaan Kachche Aur Log Sachche Hua Karte The,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: June 11, 2009, 08:09:40 AM »
Reply with quote
Shukariya Bhai
Aur Kya Khoob Kaha Hai
Faraz Ji Ne Wah Wah...

Kuch Na Tha Sirf Muhabbaton Ke Siwa Shihab
Pahle Log Bhi Ajib Dil Waale Hua Karte The.



Waah Bhai, Kya KHoob Kaha Hai,.


Us Daur Mein Mohabbat Bhi Bandagi Thi,.
Mohabbat Pe Marjaana Hi Zindagi Thi,.

Ab To Banaawati Ujaale Hain Zamaane Mein,.
Us Waqt To "Azeem, Sachchaai Ki Roshni Thi,.

_________________________-Azeem-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: June 11, 2009, 08:36:58 AM »
Reply with quote
wah Azeem Kya KhoobKaha Hai Yaar..

Insaaniyat Ko Bakhuda Jaante The Woh Log
Ik Dusre Ko Apna Bhai Maante The Woh Log

De Dete The Ajnabi Ki Khatir Apni Jan Tak
Is Qadar Muhabbaton Ko Maante The Woh Log.



Rab Ka Khauf Tha Un Logon Ko, Achche Bure Ki Tameez Thi,.
Lutaa Dete Sab Rab Ke Naam Par, Jo Cheez Unko Ajeez Thi,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: June 11, 2009, 09:05:35 AM »
Reply with quote
wah wah wah kya kehna bohat hi khoob aur sahi farmaaya aapne
keep it up Bhai...




Shukriya Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: June 11, 2009, 09:09:23 AM »
Reply with quote
Aajke Is Daur Mein Sidha Sadha Jeevan Kaise Bitaun
Tu Hi Bata Azeem Woh Log Ab Kahan Se Dhund Ke Laun.!!!



Sajde Mein Sar Jhukaa Tu,.
 Mohabbat Rab Ki Dil Mein Basaa Tu,.
Paayega Un Logon Ko Apne Andar,
 Gunaahon Sec Apne Aap Ko Bachaa Tu,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #24 on: June 11, 2009, 10:16:14 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Sarvesh Ji, Majid, Azeem
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #25 on: June 12, 2009, 11:21:13 AM »
Reply with quote
Sabhi ne masha_allah kya mehfil sajayee hain.... Clapping Smiley

Is daur me bhi dhoondo to wali* mil jayege

Tu khudme dhoondne ka salika to paida kar

Jo Kadakti dhoop me tode pathhar khatir apno ke

Use pehchanne ka khud me hausla to paida kar

-SG-


* Madadgaar
Logged
shab
Guest
«Reply #26 on: June 12, 2009, 11:49:02 AM »
Reply with quote
BAHUT KHOOB BHAI SAHAB
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: June 16, 2009, 02:30:34 PM »
Reply with quote
SubhanALLAH Kya baat hai mere bhai
shayri ki Shatri Aur Dawat Ki Dawat
Ek Teer Do Nishane Bohat Hi Khoob Likha Hai
Well Mere Bhai Thoda Bohat To Amal Pe
Chalti Hai Zindagi Bas Dua Kari Aakhri
Waqt Tak Saath Hi Rahe Ameen..
Keep It Up Bro.



Allah Kareem Sab Par reham Kare,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: June 16, 2009, 02:31:11 PM »
Reply with quote
Sabhi ne masha_allah kya mehfil sajayee hain.... Clapping Smiley

Is daur me bhi dhoondo to wali* mil jayege

Tu khudme dhoondne ka salika to paida kar

Jo Kadakti dhoop me tode pathhar khatir apno ke

Use pehchanne ka khud me hausla to paida kar

-SG-


* Madadgaar
Boat Achche
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #29 on: January 01, 2010, 09:27:46 PM »
Reply with quote
Jahan  Dekho Bas Hai Duniya Ki Khwahishein
Kahaan Kisi Ko Hai Ab Ik Pal Ko Bhi Rahatein.

Jee Rahe Hai Sab Aajkal Apne Matlab Ke Liye
Kho Gaye Kabke Ye Pyar Wafaa Aur Chahtein.!


Nice one Shihab Ji
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 03:05:06 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer