Kaun hai jo Kandha Dega !!

by abdulqadeer on January 18, 2009, 08:25:52 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1431 times)
abdulqadeer
Guest
Reply with quote
Jo bhi tha sub khuch to chin liye tune !!
Bata mujhe aur kya saza dega !!
Eak baar zindagi deke kitni baar marega mujhe !!
Sub thak gaye ab tuhi bata kaun hai jo kandha dega !!

Waqath ki andhi ne mera sara shaher mita diya !!
Ab mai banjara hon aur wo raheman hai kahin na kahin basa dega !!

Tum karte raho nakaam koshishen mujhe doobane ki !!
Mai begunha hon khud samandar mujhe kinara dega !!

Ab meri gurbath pe hassne lagi hai duniya !!
Agar wo josh me agaya to rahemath ka qazana dega !!

Ab majdhar me aahi gaye ho to tofanoo se kya darna Qadeer !!
Agar chini hai ussne fatwar to wohi kinara dega !!

Qadeer Toopchi
From Dubai but An Indian
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~SUNAAYI DEGA~~~ by Ravinder in Shayri-E-Dard
Kandha mat dena by Sukhijamona in Shayri for Khumar -e- Ishq
akhiri baqt bhi tera kandha na mila by sunildehgawani in Shayri-E-Dard
RAB DEGA MUJHKO....cara by cara in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tera Kandha....mann by mann.mann in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
fairy2633
Guest
«Reply #1 on: January 18, 2009, 08:31:36 AM »
Reply with quote
subhanallah.........bahut accha likha hai qadeer ji.... Applause
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #2 on: January 18, 2009, 08:32:43 AM »
Reply with quote
kya hi khoob kaha hai qadeer ji aapne.....har sher apni kahani khood bayan karta hai..par ye do line to yun laga ki meri apni kahani hai..aur kya hi khoobsurat sachchai hai..


Tum karte raho nakaam koshishen mujhe doobane ki !!
Mai begunha hon khud samandar mujhe kinara dega !!
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #3 on: January 18, 2009, 08:53:50 AM »
Reply with quote
subhanallah.........bahut accha likha hai qadeer ji.... Applause

Shukriya Janab Is Nacheez ki Ghazal ko apne waqath diya aur tareef se nawaza Ahesan mandh hain apke !!

Qadeer Toopchi
Logged
cara
Guest
«Reply #4 on: January 18, 2009, 09:10:14 AM »
Reply with quote
kya baat hai qadeerji....

ek banda hi doorse bande ko kandha dega,
jis waqat koi nahin bachege banda,dene kandha,
wo aakhri waqat hoga duniya ka,aur aakhri hoga banda,
us bande ko khud khuda denga kandha.
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #5 on: January 18, 2009, 09:25:02 AM »
Reply with quote
kya baat hai qadeerji....

ek banda hi doorse bande ko kandha dega,
jis waqat koi nahin bachege banda,dene kandha,
wo aakhri waqat hoga duniya ka,aur aakhri hoga banda,
us bande ko khud khuda denga kandha.

Thanks A lot Cara Ji Apne Waqath Diya meri Ghazal Ko !! Aur Apne Bhi Kamaal Likha hai !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #6 on: January 18, 2009, 09:43:08 AM »
Reply with quote
Bohat Khoob Farmaata Qadeer Bhai..Keep It Up.


Apni Barbadiyon Ka Yun Hi Jashn Manate Hai.
Main Aur Tanhaayi Ik Duje Ka Saath Nibhate Hai.


Karke Yun Hi Bayaan Lafzo Main Haal.e.Dil Apna
Bus Aksar Mehfilon Main Logon Ka Dil Behlaate Hai


Shukriya Janab Izzath Afza-e- Ka !! Aur Apne Bhi Mashallah Kamal Likha hai shihab !! Likhte raho !!

Qadeer Toopchi
Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: January 18, 2009, 10:05:15 AM »
Reply with quote
bahoot khoob Qadeer ji, Bekarar ji, Cara and Shihab
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #8 on: January 18, 2009, 10:26:46 AM »
Reply with quote
bahoot khoob Qadeer ji, Bekarar ji, Cara and Shihab

Thanks  a lot Pooja Ji !!
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #9 on: January 18, 2009, 11:39:58 AM »
Reply with quote
kya hi khoob kaha hai qadeer ji aapne.....har sher apni kahani khood bayan karta hai..par ye do line to yun laga ki meri apni kahani hai..aur kya hi khoobsurat sachchai hai..


Tum karte raho nakaam koshishen mujhe doobane ki !!
Mai begunha hon khud samandar mujhe kinara dega !!

Bahoth Shukriya Janab Apko Hamare Kalam ke Khuch Ashar Bahed Pasand aye !! Ahesand mandh hain apke jo apne hamari Ghazal ko waqath diya !! Bekarar Ji !!

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: January 18, 2009, 01:29:11 PM »
Reply with quote
Beshaq Qadeer Bhai,.
Wo Rehman Hai, Wo Jahaan Chaahe Basaa Dega,.

Subhan Allah,.
 Bohat Hi Badhiya Hai Ye Bhi Post Aapki,.
Allah paak Aapko Bad Nazar Se Bachaaye,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #11 on: January 18, 2009, 05:12:58 PM »
Reply with quote
Jo bhi tha sub khuch to chin liye tune !!
Bata mujhe aur kya saza dega !!
Eak baar zindagi deke kitni baar marega mujhe !!
Sub thak gaye ab tuhi bata kaun hai jo kandha dega !!

Waqath ki andhi ne mera sara shaher mita diya !!
Ab mai banjara hon aur wo raheman hai kahin na kahin basa dega !!

Tum karte raho nakaam koshishen mujhe doobane ki !!
Mai begunha hon khud samandar mujhe kinara dega !!

Ab meri gurbath pe hassne lagi hai duniya !!
Agar wo josh me agaya to rahemath ka qazana dega !!

Ab majdhar me aahi gaye ho to tofanoo se kya darna Qadeer !!
Agar chini hai ussne fatwar to wohi kinara dega !!

Qadeer Toopchi
From Dubai but An Indian

Bahut Khoob Qadeer Ji
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #12 on: January 19, 2009, 03:13:50 AM »
Reply with quote
Beshaq Qadeer Bhai,.
Wo Rehman Hai, Wo Jahaan Chaahe Basaa Dega,.

Subhan Allah,.
 Bohat Hi Badhiya Hai Ye Bhi Post Aapki,.
Allah paak Aapko Bad Nazar Se Bachaaye,.

Tahedil Shukriya Ada karta hon hon apka |Azeem jo meri Ghazaloon ko Hamesha Dad Se nawazte rahete ho !! han allah hum sub ko buri nazar bacha-a- Ameen !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #13 on: January 19, 2009, 07:35:43 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Qadeer Ji

Bahoth Bahoth Shukriya Rajesh ji Apne is nacheez ki ghazal ko waqath diya aur izzath di !!

Qadeer Toopchi
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #14 on: January 21, 2009, 07:33:09 PM »
Reply with quote
bahut khoob qaader ji,bahut khoob.jaisa bekarar ji ne kaha woh do panktiyaan to khaaskar bahut majboot lagi,behtareen likhte hai aap.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 09:40:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.17 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer