Khanjar Kiska Tha,.

by Azeem on September 05, 2009, 08:01:17 AM
Pages: [1] 2 3 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 9993 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote


Mere Peet Mein Ye Khanjar Kiska Tha,.
Dushman To Seene Pe Waar Karte Hain,.

Dost The, Rehbar The, Ya Hamdard Mere,.
Ya Wo Jo Mujhse Pyaar Karte Hain,.

Mere Peet Mein Ye Khanjar Kiska Tha,.
Dushman To Seene Pe Waar Karte Hain,.

-Azeem-

Logged
salil2002
Guest
«Reply #1 on: September 05, 2009, 08:20:47 AM »
Reply with quote
bahut bahut khoob azeem bhai
dil ko sukoon aaya bahut dino baad  khoob likha hai dost

meri aankhen nahin bhooli woh qayamat ka ek manjar
mere haathon main ek gulab tere haathon main ek khanjar
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: September 05, 2009, 08:24:44 AM »
Reply with quote
bahut bahut khoob azeem bhai
dil ko sukoon aaya bahut dino baad  khoob likha hai dost

meri aankhen nahin bhooli woh qayamat ka ek manjar
mere haathon main ek gulab tere haathon main ek khanjar
Waah Kya Khoob Kaha,.


Phoolon Se Kar Gaya Mujhe Wo Zakhmi "Sahil,.
Main Haath Mein Khanjar Liye Kuch Na Kar Saka,.-
Logged
salil2002
Guest
«Reply #3 on: September 05, 2009, 08:29:17 AM »
Reply with quote
Waah Kya Khoob Kaha,.


Phoolon Se Kar Gaya Mujhe Wo Zakhmi "Sahil,.
Main Haath Mein Khanjar Liye Kuch Na Kar Saka,.-
bahut khoob mere bhai

bada tadpa mein phoolon se zakhmi hokar
khanjar jo chalta to haal kya hota
bas yahi socha aur  oonhe maaf kiya
mere seene main oonka dil hota toh kya hota
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: September 05, 2009, 08:33:16 AM »
Reply with quote
bahut khoob mere bhai

bada tadpa mein phoolon se zakhmi hokar
khanjar jo chalta to haal kya hota
bas yahi socha aur  oonhe maaf kiya
mere seene main oonka dil hota toh kya hota

Nice Lines Again,.

Jis Gulaab Ko Maine Lahoo Dekar Seencha,.
Mere Seene Mein Usi Ka Kaanta Utra,.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #5 on: September 05, 2009, 08:42:10 AM »
Reply with quote
Nice Lines Again,.

Jis Gulaab Ko Maine Lahoo Dekar Seencha,.
Mere Seene Mein Usi Ka Kaanta Utra,.
shukriya bhai

lahoo mera dil mera, dhadkan hai unke naam kiii
phir bhi woh yeh kehte rahe,maine nahin pehchaan kii
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: September 05, 2009, 08:46:45 AM »
Reply with quote
shukriya bhai

lahoo mera dil mera, dhadkan hai unke naam kiii
phir bhi woh yeh kehte rahe,maine nahin pehchaan kii


Pehchaan Use Kahaan Thi Dil Waalon Ki "Sahil,.
Wo Har Shaks Mein, Apna Wafadaar Dhoonta Raha,.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #7 on: September 05, 2009, 08:57:27 AM »
Reply with quote
khata meri yeh rahi 'Azeem' kii tujhe pyaar keh diya
jo mashoor the bewafa k naam se, oose wafadaar keh diya
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: September 05, 2009, 09:04:49 AM »
Reply with quote
khata meri yeh rahi 'Azeem' kii tujhe pyaar keh diya
jo mashoor the bewafa k naam se, oose wafadaar keh diya

Waah Kya Khoob Kaha Hai Yaar,.

Meri Wafaaon Ki Kaash Tujhe "Khabar Hoti,.
Mere Saaye Ko Bhi Tu Khudse Door Na Karta,.

Tune Kabhi Apna Samjha Nahi Mujhe "Sahil,.
Aisa Hota To Bewafa Kehkar Mujhe Zaill Na Karta,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #9 on: September 05, 2009, 09:06:46 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Azeem Ji, Aur kya khoob saath de rahe hai aap bhi Salil Ji..Wah Wah!!!

Suna hai yaar mera Khanzar se bahut darta hai,
Par ye sach hai ki wo apni baaton se sinna chalni karta hai..

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: September 05, 2009, 09:09:59 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Azeem Ji, Aur kya khoob saath de rahe hai aap bhi Salil Ji..Wah Wah!!!

Suna hai yaar mera Khanzar se bahut darta hai,
Par ye sach hai ki wo apni baaton se sinna chalni karta hai..

Shally.


Wah Wah Waah Tussi To Chaah Gayi, Aate Hi Dhamaal Kar Diya,.

Waah Kya KHoob,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: September 05, 2009, 09:13:31 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Azeem Ji, Aur kya khoob saath de rahe hai aap bhi Salil Ji..Wah Wah!!!

Suna hai yaar mera Khanzar se bahut darta hai,
Par ye sach hai ki wo apni baaton se sinna chalni karta hai..

Shally.




Karke Ghayal Wo Bhi Hua Hai Zakhmi "Shally,.
Kaanch Ko Tordkar Wo Apne Haath Kaise Bachaata,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #12 on: September 05, 2009, 09:16:26 AM »
Reply with quote


Karke Ghayal Wo Bhi Hua Hai Zakhmi "Shally,.
Kaanch Ko Tordkar Wo Apne Haath Kaise Bachaata,.


Shukriya Azeem Ji, Aur Bilkul Sacha Jawab Diya Aapne..Wah!!!

Kya khoob tha mera dildaar kya batao yaaron,
Karke katal mera khanzar bhi mere haath me de gaya..

Shally.


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: September 05, 2009, 09:21:26 AM »
Reply with quote

Shukriya Azeem Ji, Aur Bilkul Sacha Jawab Diya Aapne..Wah!!!

Kya khoob tha mera dildaar kya batao yaaron,
Karke katal mera khanzar bhi mere haath me de gaya..

Shally.






Tujhe Ghayal Karke Wo Bhi Roya Bohat Tha,.
Uske Ashqon Mein Maine Tere Lahoo Ke Nishaan Dekhe,.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #14 on: September 05, 2009, 09:34:57 AM »
Reply with quote
bahut achche shally and azeem bhai

nishaan dekhe mere lahoo k apne ashqon main
mera qatil oonhe dekh zaar zaar roya
supurde -khaq ho gaye jab hum....
khaq le kar apne haathon main baar baar roya
Logged
Pages: [1] 2 3 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 01:30:45 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer