Mujhe Dafna to sahi !!

by abdulqadeer on January 31, 2009, 04:22:38 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 4847 times)
Talat
Guest
«Reply #15 on: January 31, 2009, 10:42:01 AM »
Reply with quote
Ye Ghazal tanzia thread me isliye rakh raha hon ke is ghazal ke har ashar me tanz hai jo ke 2 pahelo per ishara deta hai !! agar Ghazal se mil jao to nawaz dena !!

Aur ye Ghazal maine pahele bhi eak mahefil me padhi thi aur ab yoindia ke nazar karta hon , Tawajo chahunga hasrath !!


Tere dil me kya hai eak baar bata to sahi !!
Apnana tere bas me nahi , thukra to sahi !!
Mere dard pe teri qamushi achi nahi lagti !!
Rona tere bas me nahi , muskura to sahi !!

Meri kitaab ka har panna teri nazar ka mahutaj hai !!
Panda tere bas me nahi , jala to sahi !!

Tere shaher me jab se aye pyase hain hum !!
Pani  tere bas me nahi , zaher pila to sahi !!

Majdhar me la-ke tone chuda hai sath mera !!
Bachana tere bas me nahi ,doba to sahi !!

Kab tak rahega tujh se milne ka muntazir ye Qadeer !!
Aana tere bas me nahi , bola to sahi !!

ab kyoon karta hai nakaam koshish mujhe needh se uthane ki  !!
Jagana tere bus me nahi , dafna to sahi !!

Qadeer Toopchi

Bohot Khoob likha hai Qadeer Ji aapne....kai baar padha..kai baar saraaha.....Ye khoobsurat kalaam Yoindia pe pesh karne ka shukriya.

Ek baat zehan main aayi khud ke liye, wo likh rahi hoon....

Ashqon ka samandar liye jiye jaa raha hai tu ae dil
Chalak jaayenge tamaam ashq, ek baar muskura to sahi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aaj mai .. kal koi aur sahi..... by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
sun to sahi by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
tum aao to sahi.......... by Tamanna4u in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
~~"DAFNA DENA CHAHTE HAI"~~ by k.shael in Shayri-E-Dard
KAB SE DAFNA DI HAI..................Anahita by Anahita in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
Talat
Guest
«Reply #16 on: January 31, 2009, 10:43:14 AM »
Reply with quote
Bahut khoob likha hai Qadeer ji,

Sach me aap bahut aacha likhte hai,

Tujhe bepanaah mohabbat kiye jaa rahi ho mein,
Mohabbat karna tere bass me, nafrat dikha to sahi,

Ret banke teri muthi me samayi hui ho mein
Sambhal pana tere bass me nahi, bikhra to sahi,

Aansoo ban ke sadiyo se thehre hai teri aankhon me,
Chalkana tere bass me nahi, chupa to sahi...

Shally.


Bohot Khoob Shally
Logged
Talat
Guest
«Reply #17 on: January 31, 2009, 10:47:28 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

wah wah wah, kaya baat hai Qadeer bhaijaan, ek ek line kamaal ki likhi hai apne.. bahoot khoob... kalam ka rukna mushkil ho gaya... wah kaya baat hai...

Shally hamesha ki tarah bahoot he acha sath diya apne... bahoot khoob.. Ek koshish meri bhi.. qadeer bhai apki tarah majboot shabd mere pass nahi.. phir bhi umeend hai shayad apko pasand ayye


zakham hote na nasoor to dil bhi dikha dete
zajbaat jo hote bas main, tujhe thukra dete

ek khamoshi ke dum per, kuch umeende hai backi
nigah milate to hum ansoo bhari ankho se muskura dete

likh rahe hai khud he khud ka afsaana lahu se hum
samjh lete jo khud ko, tujhe bhi yah samjha dete

zehar ban chuki khud ke liye khud ki her ek sans
aise main bata kon sa zehar hum tujhe pila dete

jante hai, meri sanso per hai teri sansein zinda
warna khud ke sung kab ka tujhe bhi dooba dete

waqat-e-zakhmo ne kar diya jeevan is kadar soona
hota jo kuch zindagi main, tujhe hum bula lete

kar deti her khushi tere naam, koi jo hoti zindagi main
aor lete hue tera naam, khud ko tere kadmo tale dafna dete

na karna ab kabhi zikar humara apne labo se tum
deta jo tu sath kabhi huamara, her ek deewar hum geera dete!!


Pooja didi Aaap ka qalam chalte dekh (rather keyboard pe ungliyan chalte dekh !) bohot bohot khushi hui.....Welcome back...Yoindia is for you....aur Bohot achchi tarah apne jazbaat ko pesh kiya hai....
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #18 on: January 31, 2009, 10:57:15 AM »
Reply with quote
Kya nazar aur sunch pa-e- hai apne abd sahab kasam se bol raha hon puri ghazal matlab saaf kar diya apne !! wah wah kya pari nazar ke malik hain app isiliye hum apki miyari nazar ke muntazir rahete hain janab !! Allah apko khush rakhe Abd sahab !!Ameen sum ameen !!
Qadeer Toopchi
Thanks a lot, for all your sweet words and the good wishes, abdulqadeer ji!
              - abd bundeli
           
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #19 on: January 31, 2009, 10:57:50 AM »
Reply with quote
Subhan Allah Jawab Nahi Talat Ji apki sunch aur shayari ki pakad ka !! Masha allah meri puri ghazal ko sharminda kar diya apke eak ashar ne !! Wah wah !!

Ashqoon ka samandar Liya jiye ja raha hai to aye dil !!
Chalak jayenge tamam ashq , eak baar muskura to sahi
........Talat Jabeen .........

Wah Wah Allah Tumhare kalamo ko izzath de Talat ji Ameen !!

Qadeer Toopchi

Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #20 on: January 31, 2009, 11:01:00 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob likha hai Qadeer Ji aapne....kai baar padha..kai baar saraaha.....Ye khoobsurat kalaam Yoindia pe pesh karne ka shukriya.

Ek baat zehan main aayi khud ke liye, wo likh rahi hoon....

Ashqon ka samandar liye jiye jaa raha hai tu ae dil
Chalak jaayenge tamaam ashq, ek baar muskura to sahi
Bahut khoob Celmira ji! Waah kyaa baat hai!
                           - abd bundeli
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: January 31, 2009, 11:09:21 AM »
Reply with quote
Bohat Bohat Bohat Hi Badhiya Hai Qadeer Bhaijaan,.
Subhan Allah, Pardhkar Bohat Hi Achcha Laga, Yunhi Likhte Rahiye May Allah Bless You And You Poetries,.

Aur Pooja Didi Aapka Bhi Jawaab Nahi, Kya Badiya Reply Diya Hai Aapne, Abhi Ye Bhi Un Collections Mein Aayenge,.

Aur Shally Behna Tumhaara Bhi Koi Jawaab Nahi Nice One, AS Usual,.
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #22 on: January 31, 2009, 11:39:44 AM »
Reply with quote
Bohat Bohat Bohat Hi Badhiya Hai Qadeer Bhaijaan,.
Subhan Allah, Pardhkar Bohat Hi Achcha Laga, Yunhi Likhte Rahiye May Allah Bless You And You Poetries,.

Aur Pooja Didi Aapka Bhi Jawaab Nahi, Kya Badiya Reply Diya Hai Aapne, Abhi Ye Bhi Un Collections Mein Aayenge,.

Aur Shally Behna Tumhaara Bhi Koi Jawaab Nahi Nice One, AS Usual,.

Shukriya Azeem mere chute bhai teri har tarif mahutaj ye tere bhai !! Allah tumhe khush rakhe aur apni amaan me rakhe azeem !!

Qadeer Toopchi
Logged
Roja
Guest
«Reply #23 on: January 31, 2009, 11:48:55 AM »
Reply with quote
Ye Ghazal tanzia thread me isliye rakh raha hon ke is ghazal ke har ashar me tanz hai jo ke 2 pahelo per ishara deta hai !! agar Ghazal se mil jao to nawaz dena !!

Aur ye Ghazal maine pahele bhi eak mahefil me padhi thi aur ab yoindia ke nazar karta hon , Tawajo chahunga hasrath !!


Tere dil me kya hai eak baar bata to sahi !!
Apnana tere bas me nahi , thukra to sahi !!
Mere dard pe teri qamushi achi nahi lagti !!
Rona tere bas me nahi , muskura to sahi !!

Meri kitaab ka har panna teri nazar ka mahutaj hai !!
Panda tere bas me nahi , jala to sahi !!

Tere shaher me jab se aye pyase hain hum !!
Pani  tere bas me nahi , zaher pila to sahi !!

Majdhar me la-ke tone chuda hai sath mera !!
Bachana tere bas me nahi ,doba to sahi !!

Kab tak rahega tujh se milne ka muntazir ye Qadeer !!
Aana tere bas me nahi , bola to sahi !!

ab kyoon karta hai nakaam koshish mujhe needh se uthane ki  !!
Jagana tere bus me nahi , dafna to sahi !!

Qadeer Toopchi

Lajawab  Applause Applause Toopchi ji...  Thumbs UP
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: January 31, 2009, 11:55:46 AM »
Reply with quote
Shukriya Azeem mere chute bhai teri har tarif mahutaj ye tere bhai !! Allah tumhe khush rakhe aur apni amaan me rakhe azeem !!

Qadeer Toopchi

Bhaijaan, Sharminda Kahe Kar Rahe Ho, Hum To Mohtaj Hain Aapke Nayaab Shayari Pardhne Ke,.
Aur Aap Se Bhi Yahi Umeed Hai ke Aap Hume Ye Maukha Dete Rahenge,.

May Allah Bless You Too Mere Bhai,.
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #25 on: January 31, 2009, 12:00:44 PM »
Reply with quote
Bhaijaan, Sharminda Kahe Kar Rahe Ho, Hum To Mohtaj Hain Aapke Nayaab Shayari Pardhne Ke,.
Aur Aap Se Bhi Yahi Umeed Hai ke Aap Hume Ye Maukha Dete Rahenge,.

May Allah Bless You Too Mere Bhai,.


Ab sirf eak alfaas kahonga Tahe dil se shukar guzar hon tera !!

Qadeer Toopchi
Logged
Roja
Guest
«Reply #26 on: January 31, 2009, 12:01:16 PM »
Reply with quote
Bahut khoob likha hai Qadeer ji,

Sach me aap bahut aacha likhte hai,

Tujhe bepanaah mohabbat kiye jaa rahi ho mein,
Mohabbat karna tere bass me, nafrat dikha to sahi,

Ret banke teri muthi me samayi hui ho mein
Sambhal pana tere bass me nahi, bikhra to sahi,

Aansoo ban ke sadiyo se thehre hai teri aankhon me,
Chalkana tere bass me nahi, chupa to sahi...

Shally.


Aap b bahut khoob likha jawab mein shally  Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: January 31, 2009, 12:07:15 PM »
Reply with quote
Kaun Deta Hai Umar Bhar Ka Sahaara Faraaz,.
Log To Janaaze Pe Bhi, Kandhe Badal Kar Saath Dete Hain,.

____________________________-Ahmed Faraaz-.

Dafan Se Related Tha ye Threadm Isliya Janaaze Ki Do Lines Sare Kardi,.
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #28 on: January 31, 2009, 12:11:15 PM »
Reply with quote
Kaun Deta Hai Umar Bhar Ka Sahaara Faraaz,.
Log To Janaaze Pe Bhi, Kandhe Badal Kar Saath Dete Hain,.

____________________________-Ahmed Faraaz-.

Dafan Se Related Tha ye Threadm Isliya Janaaze Ki Do Lines Sare Kardi,.


Bahoth bade Shayar ka ashar post kiya hai mere dost !! Pakistan ka nagina hain ye sahab !!

Qadeer Toopchi
Logged
Roja
Guest
«Reply #29 on: January 31, 2009, 12:14:02 PM »
Reply with quote


zakham hote na nasoor to dil bhi dikha dete
zajbaat jo hote bas main, tujhe thukra dete

ek khamoshi ke dum per, kuch umeende hai backi
nigah milate to hum ansoo bhari ankho se muskura dete

likh rahe hai khud he khud ka afsaana lahu se hum
samjh lete jo khud ko, tujhe bhi yah samjha dete

zehar ban chuki khud ke liye khud ki her ek sans
aise main bata kon sa zehar hum tujhe pila dete

jante hai, meri sanso per hai teri sansein zinda
warna khud ke sung kab ka tujhe bhi dooba dete

waqat-e-zakhmo ne kar diya jeevan is kadar soona
hota jo kuch zindagi main, tujhe hum bula lete

kar deti her khushi tere naam, koi jo hoti zindagi main
aor lete hue tera naam, khud ko tere kadmo tale dafna dete

na karna ab kabhi zikar humara apne labo se tum
deta jo tu sath kabhi huamara, her ek deewar hum geera dete!!


Wah wah didi bahut khoob aur likha hai aapne.
Last six lines... wonderful Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 06, 2024, 11:07:16 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.161 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer