NANHEE PAREE

by NETRAPAL on February 19, 2009, 11:29:48 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1569 times)
NETRAPAL
Guest
Reply with quote
man hee man ghut taa hoo
baat dil kee n kah pataa hoo
rotaa hoo dil hee dil me apne
ansoo bhee n dikhaa paataa hoo
sab hanste hai khelte hai gudiya se
mai bas yoo hee udaas hojaa taa hoo
sab manate hai parv ek bandhan ka
mai soonee kalaayee hee nihartaa hoo

bad-naseebee ke dastoor me
ham doob jate hai
nanhee se muskaan ka
matam aaj bhee  manate hai
begairt  hai kaisee ye duniya dekho,
ek roshnee ko roshan hone se
pahle hee bujha dete hai........

bhool kar naree hee vajood ko apne
naritav ko mita jatee hai...............
jise paaltee hai kokh me apne
abhaagee use hee noch daltee hai..

baje the dhol, thaalee janm pe mere
to aaj maayoosee kyon chaayee hai
kya yahee khata hai us maasoom kee
wo kiran ban kar ayee hai.........

wo paap n mai hone dunga
laadlee ko n aaj marne dunga.....
wo kiran ab muskayegeee
kilkaareyaa gunjaayegee
wo ghadee bhee aayegee
jab soonee kalaayee meree
bhee jagmgaayegee....

mai bhee muskaaongaa
wo parv mai bhee manaaoungaa
udegee wo nanee se gudyaa aasmaa me
is kaabil use banaaunga..........
tab garv se mai bhee muskaaongaa...
[/i]
netra.....

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
PAREE (Kasu)...........Touhid by Mohammad Touhid in Shayari -e- Husn « 1 2 3  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: February 19, 2009, 11:36:14 AM »
Reply with quote
waah waaha waaha Kya Khoob Likha Hai Bhai Aapne,.
After A Long Time,.

Patrdhkar Bohat Achcha Lag Raha Hai,.

Yunhi Likhte rahiye,.

May Allah Bless You,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: February 19, 2009, 12:13:14 PM »
Reply with quote

Netra Ji, jis tarah aap social issues pe poetry likhte hain, wo qaabil-e-taareef hai..... You deserve an applause   Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Wo masoom si pari, wo masoom si kali,
Dekh na paayi roshni, wo kabhi na khili

Pathar dil insaanon ne masal daala usko,
Ek "chiraagh" ki jinhe laalsa hi rahi

Na nazar us main unko ek maa, ek aurat,
Kokh hi main jo abhaagan mit chali



Logged
smardia
Guest
«Reply #3 on: February 19, 2009, 12:20:54 PM »
Reply with quote
बहुत अच्छी कविता है आपकी ....... Applause Clapping Smiley
man hee man ghut taa hoo
baat dil kee n kah pataa hoo
rotaa hoo dil hee dil me apne
ansoo bhee n dikhaa ptaa hoo
sab hanste hai khelte hai gudiya se
mai bas yoo hee udaas hojaa taa hoo
sab manate hai parv ek bandhan ka
mai soonee kalaayee hee nihartaa hoo

bad-naseebee ke dastoor me
ham doob jate hai
nanhee se muskaan ka
matam aaj bhee  manate hai
begairt  hai kaisee ye duniya dekho,
ek roshnee ko roshan hone se
pahle hee bujha dete hai........

bhool kar naree hee vajood ko apne
naritav ko mita jatee hai...............
jise paaltee hai kokh me apne
abhaagee use hee noch daltee hai..

baje the dhol, thaalee janm pe mere
to aaj maayoosee kyon chaayee hai
kya yahee khata hai us maasoom kee
wo kiran ban kar ayee hai.........

wo paap n mai hone dunga
laadlee ko n aaj marne dunga.....
wo kiran ab muskayegeee
kilkaareyaa gunjaayegee
wo ghadee bhee aayegee
jab soonee kalaayee meree
bhee jagmgaayegee....

mai bhee muskaaongaa
wo parv mai bhee manaaoungaa
udegee wo nanee se gudyaa aasmaa me
is kaabil use banaaunga..........
tab garv se mai bhee muskaaongaa...
[/i]
netra.....


Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #4 on: February 20, 2009, 04:02:18 AM »
Reply with quote
Netra Ji, jis tarah aap social issues pe poetry likhte hain, wo qaabil-e-taareef hai..... You deserve an applause   Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Wo masoom si pari, wo masoom si kali,
Dekh na paayi roshni, wo kabhi na khili

Pathar dil insaanon ne masal daala usko,
Ek "chiraagh" ki jinhe laalsa hi rahi

Na nazar us main unko ek maa, ek aurat,
Kokh hi main jo abhaagan mit chali





thanks clemira ji, bahut achaa likha hai aapne ne bhee

netra..
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #5 on: February 20, 2009, 04:03:07 AM »
Reply with quote
thanks samardiya ji for reading and reply....

netra...
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #6 on: February 20, 2009, 12:13:20 PM »
Reply with quote
bahoot bahoot kboob Netrpal jI. hamesha ki tarah behad Umda likha hai
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #7 on: February 20, 2009, 02:02:24 PM »
Reply with quote
Bahoot khoob Netrapalji....badi joordaar rachna hai aapki... Applause Applause Applause

Naari ka naari k prati ye vyavhaar
Samajh hi nahi aata,komalta ki pehchaan Naari
apni he kokh se janmi nanhee paree k prati
itni kathor kaise ban sakti hai......

man hee man ghut taa hoo
baat dil kee n kah pataa hoo
rotaa hoo dil hee dil me apne
ansoo bhee n dikhaa paataa hoo
sab hanste hai khelte hai gudiya se
mai bas yoo hee udaas hojaa taa hoo
sab manate hai parv ek bandhan ka
mai soonee kalaayee hee nihartaa hoo

bad-naseebee ke dastoor me
ham doob jate hai
nanhee se muskaan ka
matam aaj bhee  manate hai
begairt  hai kaisee ye duniya dekho,
ek roshnee ko roshan hone se
pahle hee bujha dete hai........

bhool kar naree hee vajood ko apne
naritav ko mita jatee hai...............
jise paaltee hai kokh me apne
abhaagee use hee noch daltee hai..

baje the dhol, thaalee janm pe mere
to aaj maayoosee kyon chaayee hai
kya yahee khata hai us maasoom kee
wo kiran ban kar ayee hai.........

wo paap n mai hone dunga
laadlee ko n aaj marne dunga.....
wo kiran ab muskayegeee
kilkaareyaa gunjaayegee
wo ghadee bhee aayegee
jab soonee kalaayee meree
bhee jagmgaayegee....

mai bhee muskaaongaa
wo parv mai bhee manaaoungaa
udegee wo nanee se gudyaa aasmaa me
is kaabil use banaaunga..........
tab garv se mai bhee muskaaongaa...
[/i]
netra.....


Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: February 20, 2009, 02:07:40 PM »
Reply with quote




thanks clemira ji, bahut achaa likha hai aapne ne bhee

netra..


Thanks Netra Ji
Logged
Roja
Guest
«Reply #9 on: February 20, 2009, 02:30:29 PM »
Reply with quote
Wah wah netra Bahut khoob... Applause
Logged
Roja
Guest
«Reply #10 on: February 20, 2009, 02:35:32 PM »
Reply with quote
Netra Ji, jis tarah aap social issues pe poetry likhte hain, wo qaabil-e-taareef hai..... You deserve an applause   Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Wo masoom si pari, wo masoom si kali,
Dekh na paayi roshni, wo kabhi na khili

Pathar dil insaanon ne masal daala usko,
Ek "chiraagh" ki jinhe laalsa hi rahi

Na nazar us main unko ek maa, ek aurat,
Kokh hi main jo abhaagan mit chali


Along with Netra, Celmira you too deserve clap  Applause Applause
Nice lines...  Thumbs UP
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: February 20, 2009, 05:07:26 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

wah wah wah, hamesha ki tarah bahoot khoob Netra ji!! wah kaya baat hai... bahoot khoob.

Celmira bahoot acha sath diya hai apne... ek ek line bahoot achi likhi hai apne!!
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #12 on: February 21, 2009, 12:15:42 PM »
Reply with quote
thanks for all for reading and reply.

netra....
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #13 on: February 21, 2009, 12:34:13 PM »
Reply with quote
kaisee ye dasha desh kee ahi aaj
kal tha wahi hotaa hai aaj
kat tee thee masoom kal bhee
feki jatee lawarish aaj bhee
21 wee sadee me jeene waalo
dekho kitnee kathor hotee hai
mamtaa aaj bhee............

[/i]


netra....
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #14 on: February 24, 2009, 10:28:38 AM »
Reply with quote
rotee hai bilkhtee naree
dukh dil ka wo sahtee naree
dil ka tukdaa chin gayaa
bas bebas see hee dekhtee naree

kya kasoor ye naree ka
samaaj ke bojh tale wo dabee
kya bachaye gee  masoom ko,
yaa nibhaaye samaaj ke dastoor ko

ek gareeb naree majboor bebas
jimmedaree se dartee naree
naaree se hee nafrate kartee naree
haay re badkismtee
apnee hee kokh ujadwaatee  naree...


netra..

Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 11:40:17 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.157 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer