YEH ZINDAGANI...

by diya786 on January 22, 2009, 10:05:33 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1672 times)
diya786
Guest
Reply with quote
Yeh zindagani ...

ek taraf kaamyaabi ka jashn hai
to doosri taraf na-kaamyaabi ki veerani
Yeh zindagani ...

Kahin nayi zindagi hai aankein kholti
to kahin ek zindagi ki khatm kahani
Yeh zindagani ...

Yahan ek nayi umeed hai nazar aati
to wahan har umeed hai khoti jaati
Yeh zindagani ...

Ek ore mehfilein hain
to doosri ore tanhayee chayi hai
Yeh zindagani ...

Kahin aankhon mein chamak hai
to kahin hai bas behta paani
Yeh zindagani ...

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #1 on: January 22, 2009, 10:25:20 AM »
Reply with quote
wah diya, kya khoob bayaan kia jidagi koh

jasbir singh
Logged
rahulbhandari3
Guest
«Reply #2 on: January 22, 2009, 11:28:47 AM »
Reply with quote

Humara dil savere ka sunhera jaam ho jaye,
Chirago ki tarah aankhein jale jab shaam ho jaye,

Kabhi to aasman se chand utre jaam ho jaye,
Tumhare naam ki ek khoobsurat sham ho jaye,

Ajab halat the yu soda ho gaya aakhir,
Mohabbat ki haveli jis tarah nelaam ho jaye,

Samundar ke safar mein is tarah awaz de humko,
Hawayein tez ho or kashtiyo mein shaam ho jaye,

Mujhe maloom hai iska thikana phir kaha hoga,
Parinda aasman chhune mein jab nakaam ho jaye,

Ujale apni yaado ke humare saath rehne do,
Najaane kis gali mein zindagi ki shaam ho jaye..!!!!


Logged
cara
Guest
«Reply #3 on: January 22, 2009, 11:33:29 AM »
Reply with quote
bahut khoob ....diya ji.......

zindagi ek safar hai anjaana,
jia ka anth,sirf maut hai,jo sab ko hai aana.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: January 22, 2009, 12:58:48 PM »
Reply with quote
Waah Ji,.
Bohat Hi Achchi Pesh Kash Hai,.
Nice One,.
Kashish Ji,.
And Nice And Nice One Bhandaari Ji,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: January 22, 2009, 01:55:35 PM »
Reply with quote
Yeh zindagani ...

ek taraf kaamyaabi ka jashn hai
to doosri taraf na-kaamyaabi ki veerani
Yeh zindagani ...

Kahin nayi zindagi hai aankein kholti
to kahin ek zindagi ki khatm kahani
Yeh zindagani ...

Yahan ek nayi umeed hai nazar aati
to wahan har umeed hai khoti jaati
Yeh zindagani ...

Ek ore mehfilein hain
to doosri ore tanhayee chayi hai
Yeh zindagani ...

Kahin aankhon mein chamak hai
to kahin hai bas behta paani
Yeh zindagani ...



Nice one Diya..Simple and telling something about life.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #6 on: January 22, 2009, 05:10:20 PM »
Reply with quote
Wah! Diya Ji Bahut Khoob
Nice one Rahul Ji N
Nice lines Cara Ji
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: January 24, 2009, 04:03:11 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Kashish..Simple & Beautiful  Applause Applause
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #8 on: January 24, 2009, 04:51:05 AM »
Reply with quote
Yeh zindagani ...

ek taraf kaamyaabi ka jashn hai
to doosri taraf na-kaamyaabi ki veerani
Yeh zindagani ...

Kahin nayi zindagi hai aankein kholti
to kahin ek zindagi ki khatm kahani
Yeh zindagani ...

Yahan ek nayi umeed hai nazar aati
to wahan har umeed hai khoti jaati
Yeh zindagani ...

Ek ore mehfilein hain
to doosri ore tanhayee chayi hai
Yeh zindagani ...

Kahin aankhon mein chamak hai
to kahin hai bas behta paani
Yeh zindagani ...



Wah Bhai Wah Kya Alfaaz diye hai zindagi ki haqiqath ko Subhan allah Likte raho yunhi !!

Qadeer Toopchi
Logged
diya786
Guest
«Reply #9 on: January 29, 2009, 10:40:31 AM »
Reply with quote
wah diya, kya khoob bayaan kia jidagi koh

jasbir singh

shukriya Jasbir ji
Logged
diya786
Guest
«Reply #10 on: January 29, 2009, 10:42:18 AM »
Reply with quote
Humara dil savere ka sunhera jaam ho jaye,
Chirago ki tarah aankhein jale jab shaam ho jaye,

Kabhi to aasman se chand utre jaam ho jaye,
Tumhare naam ki ek khoobsurat sham ho jaye,

Ajab halat the yu soda ho gaya aakhir,
Mohabbat ki haveli jis tarah nelaam ho jaye,

Samundar ke safar mein is tarah awaz de humko,
Hawayein tez ho or kashtiyo mein shaam ho jaye,

Mujhe maloom hai iska thikana phir kaha hoga,
Parinda aasman chhune mein jab nakaam ho jaye,

Ujale apni yaado ke humare saath rehne do,
Najaane kis gali mein zindagi ki shaam ho jaye..!!!!




bahut khoob Rahul ji Applause
Logged
diya786
Guest
«Reply #11 on: January 29, 2009, 10:43:34 AM »
Reply with quote
bahut khoob ....diya ji.......

zindagi ek safar hai anjaana,
jia ka anth,sirf maut hai,jo sab ko hai aana.

shukriya Caraji
nice lines from ur side too...
Applause
Logged
diya786
Guest
«Reply #12 on: January 29, 2009, 10:54:22 AM »
Reply with quote
Nice one Diya..Simple and telling something about life.


bahut bahut shukriya Talat ji
jo aap bhi is thread par aayi notworthy
Logged
diya786
Guest
«Reply #13 on: January 29, 2009, 11:00:48 AM »
Reply with quote
Wah! Diya Ji Bahut Khoob
Nice one Rahul Ji N
Nice lines Cara Ji

shukriya Rajesh ji
Logged
diya786
Guest
«Reply #14 on: January 29, 2009, 11:03:39 AM »
Reply with quote
Waah Ji,.
Bohat Hi Achchi Pesh Kash Hai,.
Nice One,.
Kashish Ji,.
And Nice And Nice One Bhandaari Ji,.

bahut bahut shukriya Azeem
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 01, 2024, 09:56:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer