| 
			 | 
			 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							aahnaa
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #151 on: January 20, 2013, 12:43:20 AM »   | 
								
						 | 
							 
 honge deewane tum se hazaaron hamare liye jal jaye shamma par ab nahin aise parwaane hain..    
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						
							khwahish
							
								WeCare 
								Khaas Shayar
								   
								
								Rau: 166
								   Offline
								Gender:   
							Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 33 minutes.
								 
								Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
			 
			 
								
								
								
								
								  
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #152 on: January 20, 2013, 12:46:49 AM »   | 
								
						 | 
							 
 Humse Pucho Kis Tarah Hum Mehfil Sajaaye Baithe Hai Tere Intezaar meN Chain-Sukoon Gawaaye Baithe Hai 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							ParwaaZ
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #153 on: January 20, 2013, 12:48:49 AM »   | 
								
						 | 
							 
 Hume kisi ke pyaar tamanna nahi hai KyuN ke abhi hum ko marna nahi hai...                      
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							aahnaa
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #154 on: January 20, 2013, 12:49:57 AM »   | 
								
						 | 
							 
 humko lene aaoge tum iss zamane ko harakar hum to isi bharose pe duniya sajaye baithe hain 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						
							khwahish
							
								WeCare 
								Khaas Shayar
								   
								
								Rau: 166
								   Offline
								Gender:   
							Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 33 minutes.
								 
								Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
			 
			 
								
								
								
								
								  
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #155 on: January 20, 2013, 12:55:30 AM »   | 
								
						 | 
							 
 Sacha Ishq Tumhe Ab Tak Hua Nahi Hai Kuch Jalaa To Hai Par Dhuaan Nahi Hai 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						
							khwahish
							
								WeCare 
								Khaas Shayar
								   
								
								Rau: 166
								   Offline
								Gender:   
							Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 33 minutes.
								 
								Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
			 
			 
								
								
								
								
								  
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #156 on: January 20, 2013, 12:57:53 AM »   | 
								
						 | 
							 
 Hume kisi ke pyaar tamanna nahi hai KyuN ke abhi hum ko marna nahi hai...                      Parwaaz Ji Aapke Iss Sher par Ghalib Saheb Ka Sher yaad Aa gaya..
 
  muhabbat mein nahin hai farq jine aur marane ka  usii ko dekh kar jite hain jis kaafir pe dam nikale   
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							aqsh
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #157 on: January 20, 2013, 11:49:31 AM »   | 
								
						 | 
							 
 Hai hame ishq kis hadd tak tumne abhi jaana nahi  Meri barbad zindagi ko tumne abhi pehchana nahi  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							aahnaa
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #158 on: January 20, 2013, 05:54:45 PM »   | 
								
						 | 
							 
  Parwaaz Ji Aapke Iss Sher par Ghalib Saheb Ka Sher yaad Aa gaya..
 
  muhabbat mein nahin hai farq jine aur marane ka  usii ko dekh kar jite hain jis kaafir pe dam nikale  
 
 le chala jaan meri ruth kar jana tera aise aane se to behtar tha na aana tera Daag dehalvi  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							masoom shahjada
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #159 on: January 25, 2013, 06:54:43 PM »   | 
								
						 | 
							 
 Ret pe ghar banaa rahii hogii. Wo abhii muskuraa rahii hogii. 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							ParwaaZ
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #160 on: January 26, 2013, 02:02:49 PM »   | 
								
						 | 
							 
  Parwaaz Ji Aapke Iss Sher par Ghalib Saheb Ka Sher yaad Aa gaya..
 
  muhabbat mein nahin hai farq jine aur marane ka  usii ko dekh kar jite hain jis kaafir pe dam nikale  
  Shukriya Khawahish jee ....  
 
  Lahraa ke gaya jo aik saayaa kareeb se Phir dhuNdti use nazar kahaaN kahaaN gayi
 
 
 
  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							suman59
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #161 on: January 27, 2013, 02:30:15 PM »   | 
								
						 | 
							 
 Shukriya Khawahish jee ....  
 
  Lahraa ke gaya jo aik saayaa kareeb se Phir dhuNdti use nazar kahaaN kahaaN gayi
 
  v.nice.. Ye wada karte hai tumse bhool jayenge tumko kasam se. Magar in yaado ka kya kare jo chhupi baithi hai is dill me.  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							@Heer@
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #162 on: January 29, 2013, 10:01:29 AM »   | 
								
						 | 
							 
 maasoom dil ko zara pyaar se samjhaiye nadaan bachha hi to hai bahel hi jayega 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							ParwaaZ
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #163 on: January 29, 2013, 03:33:11 PM »   | 
								
						 | 
							 
 v.nice..
  Ye wada karte hai tumse bhool jayenge tumko kasam se.
  Magar in yaado ka kya kare jo chhupi baithi hai is dill me.
  Shukriyaa Suman jee ...   aur aapne bhi khoob sher kaha hai daad.. maasoom dil ko zara pyaar se samjhaiye nadaan bachha hi to hai bahel hi jayega
  Kia baat hai Heer jee bahut umdaa sher hai daad..
 
  Goyaa woH bahal jaata faqat bahlaane se Naa takraata phir koi haat paimaane se 
  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							aahnaa
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #164 on: January 29, 2013, 04:47:21 PM »   | 
								
						 | 
							 
  Goyaa woH bahal jaata faqat bahlaane se Naa takraata phir koi haat paimaane se  [/color][/b]
  paimane tak jane ka haathon ko bahana chahiye deewanon ko maey chhalkaane ka bahana chahiye
  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	 |