| 
			| 
					
						| aqsh 
								Guest
 | 
                                                                    |   «Reply #240 on: January 15, 2013, 06:55:45 PM »  |  | 
 ulajhalo apni zulfon mein phir nikalne na dena ,
 siwa tumare ab nazar aata kya hai
 
 aankhein khologe to sab kuch nazar aayega bandh aankhon mein andhera hi cha jayega |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
			|  | 
	| 
			| 
					
						| masoom shahjada 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #241 on: January 15, 2013, 06:56:03 PM »  |  | 
 Chaand ki shaan me tara bhi chamak jata hai.Koi samjhaaye to bachchaa bhi samajh jata hai.
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| aqsh 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #242 on: January 15, 2013, 07:00:07 PM »  |  | 
 Chaand ki shaan me tara bhi chamak jata hai.Koi samjhaaye to bachchaa bhi samajh jata hai.
 
 grow up child kab tak bachche bane rahoge bade ho jaao zameen mein rengana chod do khade ho jaao |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| saahill 
								Mashhur Shayar     
								Rau: 86
								  Offline
							Waqt Bitaya: 147 days, 20 hours and 35 minutes. 
								Posts: 18638 Member Since: Jun 2009
			 
			 
								
								
								
								
								   | 
                                                                    |  |   «Reply #243 on: January 15, 2013, 07:01:22 PM »  |  | 
 aankhein khologe to sab kuch nazar aayegabandh aankhon mein andhera hi cha jayega
 
 ankhein kholun to nazar tum hi aaoge , nikal jaoge jis din ankhon se ine hameshan ke liye band paoge |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| masoom shahjada 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #244 on: January 15, 2013, 07:04:16 PM »  |  | 
 Bara hona to bahut chaahte haiN.Par maa ki gaud abhi chodna nahi chaahte
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Iftakhar Ahmad 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #245 on: January 15, 2013, 07:06:26 PM »  |  | 
 khel hi khel mein haar gaye thochod kar maidaan bhaag gaye tho
 
 Ye tera gumaan hai haraane ka bhagaane ka Aisa     hai     to      aazma      ke    dekh    lo |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| aqsh 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #246 on: January 15, 2013, 08:26:04 PM »  |  | 
 ankhein kholun to nazar tum hi aaoge ,nikal jaoge jis din ankhon se ine hameshan ke liye band paoge
 
 toh aaj se phir aankhen band hi rakhon andhere ko hi apna muqaddar karo |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| aqsh 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #247 on: January 15, 2013, 08:31:39 PM »  |  | 
 Bara hona to bahut chaahte haiN.Par maa ki gaud abhi chodna nahi chaahte
 
 maa ki godh nahi chodna to samjho ke bachche hi rehna |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| aqsh 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #248 on: January 15, 2013, 08:34:39 PM »  |  | 
 Ye tera gumaan hai haraane ka bhagaane kaAisa     hai     to      aazma      ke    dekh    lo
 
 
 Chalo aaj tumhe mohabbat karna sikhate hai Phir na aana apne zakhmi dil ko dikhate hue |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Iftakhar Ahmad 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #249 on: January 15, 2013, 10:08:16 PM »  |  | 
 Chalo aaj tumhe mohabbat karna sikhate haiPhir na aana apne zakhmi dil ko dikhate hue
 
 Jab   teri    mohabbat      hi     mil    jaaye   dil   ko Phir dil  meiN bhala  zhakhm  kahaaN  raheiNge |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| aqsh 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #250 on: January 15, 2013, 11:27:38 PM »  |  | 
 Jab   teri    mohabbat      hi     mil    jaaye   dil   koPhir dil  meiN bhala  zhakhm  kahaaN  raheiNge
 
 
 zakhm khaye bagair mohabbat nahi milti yeh woh kali hai jo har baagh mein nahi khilti |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| boby9457 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #251 on: January 15, 2013, 11:33:14 PM »  |  | 
 Phool har bag mai khilane ki zarurat kya hai.Zakam se pyara mehboob banane ki zarurat kya hai.
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| aqsh 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #252 on: January 15, 2013, 11:37:13 PM »  |  | 
 Phool har bag mai khilane ki zarurat kya hai.Zakam se pyara mehboob banane ki zarurat kya hai.
 
 kuch paane ke liye kuch khona toh padhega ishq ke liye aashique toh hona padhega |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| boby9457 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #253 on: January 15, 2013, 11:38:52 PM »  |  | 
 zakhm khaye bagair mohabbat nahi miltiyeh woh kali hai jo har baagh mein nahi khilti
 
 
 
 Kali ko bag mai nahi dil par khila ke dekh. Zakam bhi pyara lagega tu use aazma ke dekh. |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| boby9457 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #254 on: January 15, 2013, 11:42:25 PM »  |  | 
 kuch paane ke liye kuch khona toh padhegaishq ke liye aashique toh hona padhega
 
 ishq ne aashique to hum sab ko bana diya. Ab dekhna ye hai ki tujhe kya or mujhe kya sila diya. |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	|  |