| 
			| 
					
						| Iftakhar Ahmad 
								Guest
 | 
                                                                    |   «Reply #255 on: January 16, 2013, 12:14:59 AM »  |  | 
 zakhm khaye bagair mohabbat nahi miltiyeh woh kali hai jo har baagh mein nahi khilti
 
 
 
 Mujhse mohabbat karne ka iqraar kiya Aisa hai to  ham  har  zakhm seh lenge |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
			|  | 
	| 
			| 
					
						| aqsh 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #256 on: January 16, 2013, 10:26:50 AM »  |  | 
  Kali ko bag mai nahi dil par khila ke dekh.
 Zakam bhi pyara lagega tu use aazma ke dekh.
 
 Zakhm toh ab hamare nasoor ban gaye nigahon mein unke jo magroor ban gaye |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| aqsh 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #257 on: January 16, 2013, 10:28:36 AM »  |  | 
 ishq ne aashique to hum sab ko bana diya.Ab dekhna ye hai ki tujhe kya or mujhe kya sila diya.
 
 aashique ne uski yaad mein dil ko jala diya Khud andhere mein rahkar use roshni ata kiya |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| aqsh 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #258 on: January 16, 2013, 10:30:10 AM »  |  | 
 Mujhse mohabbat karne ka iqraar kiyaAisa hai to  ham  har  zakhm seh lenge
 
 
 Kaise kare iqraar ke ab dar lagta hai mohabbat mein dil e beqarar se ab dar lagta hai |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| ~Hriday~ 
								Poetic Patrol 
								Mashhur Shayar
								     
								Rau: 115
								  Offline 
								Gender:   Waqt Bitaya: 101 days, 3 hours and 51 minutes.
								 
								kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
								 
								Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
			 
			 
								
								
								
								
								     | 
                                                                    |  |   «Reply #259 on: January 16, 2013, 10:42:56 AM »  |  | 
 Kaise kare iqraar ke ab dar lagta hainaa daro, tum bas bekhauff pyaar karomohabbat mein dil e beqarar se ab dar lagta hai
 
 dekho in aankhon me aur aetbaar karo
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| aqsh 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #260 on: January 16, 2013, 10:48:14 AM »  |  | 
 naa daro, tum bas bekhauff pyaar karodekho in aankhon me aur aetbaar karo
 
 Dekh liya tumhari aankhon mein aur aitbaar kar liya Aati hai hame sharm kaise kahoon ke pyaar kar liya |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| masoom shahjada 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #261 on: January 16, 2013, 10:50:13 AM »  |  | 
 naa daro, tum bas bekhauff pyaar karodekho in aankhon me aur aetbaar karo
 
 Pyaar maiN jung na chiir jaaye bachaa lo mujhko. Jung me jeet ho ya haar, bari barbaadiyaaN hogi. |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| aqsh 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #262 on: January 16, 2013, 10:53:16 AM »  |  | 
 Pyaar maiN jung na chiir jaaye bachaa lo mujhko.Jung me jeet ho ya haar, bari barbaadiyaaN hogi.
 
 everything is fair in love and war Pyaar to ek jung hai kab tak isse bachoge ek na ek din masoom tum bhi fasoge |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| masoom shahjada 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #263 on: January 16, 2013, 10:56:57 AM »  |  | 
 everything is fair in love and war
 Pyaar to ek jung hai kab tak isse bachoge
 ek na ek din masoom tum bhi fasoge
 
  ham Bachne ka pahle hi bahaana dhondh lete hai. Jaise murgi ke bachche ret me dana dhondh lete hai. |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| aqsh 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #264 on: January 16, 2013, 11:06:56 AM »  |  | 
  ham Bachne ka pahle hi bahaana dhondh lete hai.Jaise murgi ke bachche ret me dana dhondh lete hai.
 
 tum woh chuze ho jo abhi ande se nikle ho filhaal tum dana chunte hue hi achche bhale ho |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| masoom shahjada 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #265 on: January 16, 2013, 11:10:48 AM »  |  | 
 tum woh chuze ho jo abhi ande se nikle hofilhaal tum dana chunte hue hi achche bhale ho
 
 Kabhi anda samjh lena kabhi bachcha samajh lena. Magar jab jhut maiN boluN, bahan sachchaa samajh lena |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| aqsh 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #266 on: January 16, 2013, 11:14:33 AM »  |  | 
 Kabhi anda samjh lena kabhi bachcha samajh lena.Magar jab jhut maiN boluN, bahan sachchaa samajh lena
 
 Jhoot bologe to kaan jaroor kheenchenge phir tum bas yunhi jor jor se cheekhoge |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| masoom shahjada 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #267 on: January 16, 2013, 11:18:36 AM »  |  | 
 Jhoot bologe to kaan jaroor kheenchengephir tum bas yunhi jor jor se cheekhoge
 
 Tum aesa karogi to ham ghar chhor jaayege.
 Bahan rakhii ke din tumko bahut ham yaad aayege.
 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| aqsh 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #268 on: January 16, 2013, 11:21:44 AM »  |  | 
 Tum aesa karogi to ham ghar chhor jaayege.
 Bahan rakhii ke din tumko bahut ham yaad aayege.
 
 
 Mera pyaar tumhe kheench laayega phir hum tumhara doosra kaan pakdhenge |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| masoom shahjada 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #269 on: January 16, 2013, 11:25:08 AM »  |  | 
 Mera pyaar tumhe kheench laayegaphir hum tumhara doosra kaan pakdhenge
 
 Tumhaari daant mera dil geela na kar de. KaheeN paiso rangat man mera maila na kar de. |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	|  |