Reply the sher .....

by zama on February 24, 2009, 05:02:24 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 47
Print
Author  (Read 16577 times)
Roja
Guest
«Reply #45 on: March 01, 2009, 06:09:23 AM »
kia baat hai roja.........
chale aao mousam diwana hai dekho sanam
dil bhi tumhara diwana hai dekho sanam
wadi aur manzar se nazrain hata kar
aankho ka koi nishana hai daikho sanam



mousam badalta hai to badalne de
barf pighalti hai to pighlane de
isko qaboo na kia kar ey aslam
dil machalta hai to machlne de


Khuda se gila hai mujhko bas itna
Kyu na likha naseeb mein pyar tera
Kuch gila hai "Roja" ko apne hi dil se
Jo ker baita pal mein aitbaar tera
 Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Can any of u reply well to this by iknarayanan in Chit - Chat & General Discussion
REPLY ME by Ravish in English
...Plz Reply... by Sammual in Chit - Chat & General Discussion « 1 2  All »
Plz Reply Ans...! by anjaansaya in General Stories
sher ka jawaab sher se....... by divyam in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
abdbundeli
Guest
«Reply #46 on: March 01, 2009, 06:26:05 AM »
Teyree wafaa pai hamain eitbaar hai pooraa:
Fir bhi ham tujh ko shab-o-roz kareyngey ghooraa?
                               - abd bundeli
Logged
Roja
Guest
«Reply #47 on: March 01, 2009, 06:28:48 AM »
Nigahein milayi thi humne tumse wafa ki chah mein
Wafa ke badle seene per apne zakhmon ko khaye baiti hu..
Logged
zama
Guest
«Reply #48 on: March 01, 2009, 10:27:19 AM »
Wafa nibhate hum bewafai kar baitte
aaj dil se ehsaas-e-muhabbath ko khud  mita baitte hai
ab nahi hai mujh mein sabr ki hadh janaa
tere har gunaah ka gunehgaar hum kabul kar baitte hai

Zama
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #49 on: March 01, 2009, 10:47:43 AM »
Nigahein milayi thi humne tumse wafa ki chah mein
Wafa ke badle seene per apne zakhmon ko khaye baiti hu..

Ham khwaab mein bhi beywafaa na they kabhi, sanam!
Tohmat kisee ney ham pai lagaayee to bhalaa kyoun?
                             - abd bundeli
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #50 on: March 01, 2009, 11:05:14 AM »
Ham khwaab mein bhi beywafaa na they kabhi, sanam!
Tohmat kisee ney ham pai lagaayee to bhalaa kyoun?
                             - abd bundeli


Kaise Dilaau Main Tumhe Yakeen, mere Ehsaas-e-waffa Par,
Main To Nazar Milane Ke Bhi Ab Kaabil Nahi!!!
Khoon To Hua Hai Mere Armaano Ka,
Kaise keh doon, Ke Tu Mere Mohabbat Ka Kaatil Nahi!!!
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #51 on: March 01, 2009, 11:59:40 AM »
Kaise Dilaau Main Tumhe Yakeen, mere Ehsaas-e-waffa Par,
Main To Nazar Milane Ke Bhi Ab Kaabil Nahi!!!
Khoon To Hua Hai Mere Armaano Ka,
Kaise keh doon, Ke Tu Mere Mohabbat Ka Kaatil Nahi!!!

Qatl un ney kiyaa zamaaney kaa;
Aur, ilzaam meyrey naam aayaa!
Eik qatrah-e-dil key qarzey sey,
Shakhs koyi naheen ubar paayaa!!
                     - abd bundeli
 
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #52 on: March 01, 2009, 12:11:51 PM »
Qatl un ney kiyaa zamaaney kaa;
Aur, ilzaam meyrey naam aayaa!
Eik qatrah-e-dil key qarzey sey,
Shakhs koyi naheen ubar paayaa!!
                     - abd bundeli
 


Naazuk Hai Bahut, Gham-e-Mohabbat,
Iska Karz Tak, Tujhse Kabhi Chukaya Nahi Jaayega,
Main To Mitt Jaunga Iss Gardish-e-Safar Mein,
Tujhse Do Kadam Bhi Mera Saath Nibhaya Nahi Jaayega...
Logged
Roja
Guest
«Reply #53 on: March 01, 2009, 02:09:45 PM »
Wafa nibhate hum bewafai kar baitte
aaj dil se ehsaas-e-muhabbath ko khud  mita baitte hai
ab nahi hai mujh mein sabr ki hadh janaa
tere har gunaah ka gunehgaar hum kabul kar baitte hai

Zama

Wafa ki chah mein bahut de chuke lahoo
Ab diwane dil ko samjana chahiye
Hum toh bahut ro chuke hai unke pyar mein
Ab unko bhi todasa rulana chahiye...
Logged
Roja
Guest
«Reply #54 on: March 01, 2009, 02:15:12 PM »
Ham khwaab mein bhi beywafaa na they kabhi, sanam!
Tohmat kisee ney ham pai lagaayee to bhalaa kyoun?
                             - abd bundeli


Yeh khwaab nahi hai haqeekat hai
Humne na jaane ye teri nafrat hai ya pyar
Joh humko kiya hai ek dooje se juda
Tohmat nahi hai, sacchayi hai..
Mera sanam aaj mujhse dhur hai... haan dhur hai dilse...

Logged
salma786
Guest
«Reply #55 on: March 01, 2009, 02:34:41 PM »
Yeh khwaab nahi hai haqeekat hai
Humne na jaane ye teri nafrat hai ya pyar
Joh humko kiya hai ek dooje se juda
Tohmat nahi hai, sacchayi hai..
Mera sanam aaj mujhse dhur hai... haan dhur hai dilse...



Gar Duriyo ki parwa hum kiya karte,
Tujhse itni mohabbat bhi kabhi kiya nahi karte,
Gar zamane ki ruswaai se hum darte,
To bewafaa sanam hum jiya nahi karte!
Logged
Roja
Guest
«Reply #56 on: March 01, 2009, 02:37:43 PM »
Duriyo ki parwa hum kiya nahi karte,
Tujhse itni mohabbat bhi kabhi kiya nahi karte,
Gar zamane ki ruswaai se hum darte,
To bewafaa sanam hum jiya nahi karte!

Ye Khuda hame aaj tu Apni ajab khudayi dikha de
Ya sikhade unko Wafa karna, ya hame be-wafa karna
Logged
Zaarah4U
Guest
«Reply #57 on: March 01, 2009, 02:43:56 PM »
main nahi bewafaa meri majboori ne mujhe bewaafa banaa diya
tu kehta tha mujhe ke aashiq hai sachcha tu phir kyun meri dil ki baat nahi samjhi
Logged
salma786
Guest
«Reply #58 on: March 01, 2009, 02:46:26 PM »
Ye Khuda hame aaj tu Apni ajab khudayi dikha de
Ya sikhade unko Wafa karna, ya hame be-wafa karna


Khuda ka ye karam hai jo insaan me,
Mohabbat ka jazba jagaya,
Ye wo insaan hi hai jisne paak daman me,
Bewafaai ka daag lagaya!
Logged
zama
Guest
«Reply #59 on: March 02, 2009, 09:28:35 AM »
Wafa ki chah mein bahut de chuke lahoo
Ab diwane dil ko samjana chahiye
Hum toh bahut ro chuke hai unke pyar mein
Ab unko bhi todasa rulana chahiye...


Hum rulate unho jo woh ajnabi hote agar
kaise jala kar aau ,kii woh toh hai mere zindagi kii ghar


Zama
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 47
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 02, 2024, 07:54:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer