Reply the sher .....

by zama on February 24, 2009, 05:02:24 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 47
Print
Author  (Read 16695 times)
addicted
Guest
«Reply #90 on: March 03, 2009, 09:44:20 AM »
Achcha Hua, Tune Rooh Mein Basaa Liya Use,.
Dil Mein Rehne Waale Aksar Dil Tord Jaate Hain,.
Dete Hain Ek Pal Ki Khushi, Aur Tanha Chord Jaate Hain..

pyaar ishq muhabbat kii baateN bhuul jaa
Allah Allah kar aur uss meN hii samaa jaa
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Can any of u reply well to this by iknarayanan in Chit - Chat & General Discussion
REPLY ME by Ravish in English
...Plz Reply... by Sammual in Chit - Chat & General Discussion « 1 2  All »
Plz Reply Ans...! by anjaansaya in General Stories
sher ka jawaab sher se....... by divyam in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #91 on: March 03, 2009, 09:47:29 AM »
pyaar ishq muhabbat kii baateN bhuul jaa
Allah Allah kar aur uss meN hii samaa jaa

Bhool Jaane Ki Bhi Baat Karte Ho,.
Aur Isme Samaa Jaane Ki Bhi Baat Karte Ho,.
Kehte Ho Bhool Jaao Pyaar Is Mohabbat,.
Shayad Tum Mere Dost, Is Se Darte Ho,.
Logged
salma786
Guest
«Reply #92 on: March 03, 2009, 09:52:11 AM »
Bhool Jaane Ki Bhi Baat Karte Ho,.
Aur Isme Samaa Jaane Ki Bhi Baat Karte Ho,.
Kehte Ho Bhool Jaao Pyaar Is Mohabbat,.
Shayad Tum Mere Dost, Is Se Darte Ho,.


Mohabbat naam hai wafaa ka,
Par Isme wafaa nahi milti,
Darte nahi chot khane se,
Par iski dawa nahi milti!
Logged
zama
Guest
«Reply #93 on: March 03, 2009, 09:54:28 AM »
Mohabbat naam hai wafaa ka,
Par Isme wafaa nahi milti,
Darte nahi chot khane se,
Par iski dawa nahi milti!


superb Salma ji....really a gud one

chalo..baad mein aathi hun
Allah hafiiz
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #94 on: March 03, 2009, 09:56:21 AM »
Mohabbat naam hai wafaa ka,
Par Isme wafaa nahi milti,
Darte nahi chot khane se,
Par iski dawa nahi milti!


NIce One,.


Jiski Dawaa Mile, Wo Rog Se To Log Bach Nikalte Hain,.
Mohabbat To Wo Marham Hai, Jiske Milne Par Log Samabhalte Hain,.



Logged
salma786
Guest
«Reply #95 on: March 03, 2009, 10:16:28 AM »
NIce One,.


Jiski Dawaa Mile, Wo Rog Se To Log Bach Nikalte Hain,.
Mohabbat To Wo Marham Hai, Jiske Milne Par Log Samabhalte Hain,.


Shukriya bas sikh rahi hu very nice Thumbs UP

Kash maine bhi mohabbat ko,
Marham sa paya hota,
Jab bhi thokar payi thi,
Kash wo sambhaalne aya hota!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #96 on: March 03, 2009, 10:22:43 AM »
Shukriya bas sikh rahi hu very nice Thumbs UP

Kash maine bhi mohabbat ko,
Marham sa paya hota,
Jab bhi thokar payi thi,
Kash wo sambhaalne aya hota!

Nice One Again,.

Kaun Sambhalega Hume Khudaa Ke Siwaa,.
Duniya Ke Sahaare Ki Hume Zaroorat Nahi,.
Khaaye Hain Zakham Maine Pyaar Ke Naam Se,.
Achcha Hua "Salam" Ke Tujhe Kisi Se Mohabbat Nahi,.
Logged
salma786
Guest
«Reply #97 on: March 03, 2009, 10:30:27 AM »
superb Salma ji....really a gud one

chalo..baad mein aathi hun
Allah hafiiz

Shukriya Zama sis... Apka intezar rahega!
Logged
salma786
Guest
«Reply #98 on: March 03, 2009, 10:37:30 AM »
Nice One Again,.

Kaun Sambhalega Hume Khudaa Ke Siwaa,.
Duniya Ke Sahaare Ki Hume Zaroorat Nahi,.
Khaaye Hain Zakham Maine Pyaar Ke Naam Se,.
Achcha Hua   "Salam"   Ke Tujhe Kisi Se Mohabbat Nahi,.


Very nice but  laughing4  kya hai? Salma ka salam DOH Giggle

Yun to dekha hai bilakhte,
Mohabbat me dhadakte dilo ko,
Is dard se rishta jodne ki,
Hasrat nahi huyi!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #99 on: March 03, 2009, 10:49:33 AM »
Very nice but  laughing4  kya hai? Salma ka salam DOH Giggle

Yun to dekha hai bilakhte,
Mohabbat me dhadakte dilo ko,
Is dard se rishta jodne ki,
Hasrat nahi huyi!


Sorry,.

Achcha Hai Ke Tu Mohabbat Se Anjaan Hai,.
Wafaa Ki Basti Mein Tu Gumnaam Hai,.
Mohabbat Ka Ab Daur Na Raha,.
Jisne Mohabbat Ki Ab, Wo Badnaam Hai,.
Logged
salma786
Guest
«Reply #100 on: March 03, 2009, 10:56:33 AM »
Sorry,.

Achcha Hai Ke Tu Mohabbat Se Anjaan Hai,.
Wafaa Ki Basti Mein Tu Gumnaam Hai,.
Mohabbat Ka Ab Daur Na Raha,.
Jisne Mohabbat Ki Ab, Wo Badnaam Hai,.

ITs ok Thumbs UP
Very nice Applause

Mohabbat ke sath zamane me,
Badnaami likhi gayi hai,
Mere taqdeer me shayad,
Gumnaami likhi gayi hai!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #101 on: March 03, 2009, 10:59:10 AM »
ITs ok Thumbs UP
Very nice Applause

Mohabbat ke sath zamane me,
Badnaami likhi gayi hai,
Mere taqdeer me shayad,
Gumnaami likhi gayi hai!

Gumnaami Me Jeene Waalo Ko Zyada Tanhaai Ka Ehsaas Nahi Hota,.
Gumnaami Mein Jisne Zindaagi Guzaari Hai, Wo Kabhi Nahi Rota,.
Logged
salma786
Guest
«Reply #102 on: March 03, 2009, 11:08:13 AM »
Gumnaami Me Jeene Waalo Ko Zyada Tanhaai Ka Ehsaas Nahi Hota,.
Gumnaami Mein Jisne Zindaagi Guzaari Hai, Wo Kabhi Nahi Rota,.

Tanhaayi to sabki kimat me, likhi hoti hai,
Gumnami ke andhero me jo khote hai;unki taqdeer buri hoti hai!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #103 on: March 03, 2009, 11:10:16 AM »
Tanhaayi to sabki kimat me, likhi hoti hai,
Gumnami ke andhero me jo khote hai;unki taqdeer buri hoti hai!

Meri Taqdeer Buri Nahi Hai,.
Maine Kabhi Is Se Khushi Ki Talab Nahi Rakhi,.
Logged
salma786
Guest
«Reply #104 on: March 03, 2009, 11:17:25 AM »
Meri Taqdeer Buri Nahi Hai,.
Maine Kabhi Is Se Khushi Ki Talab Nahi Rakhi,.

Khushi ka thikana gar pata hota,
To tanhaayion se rishta na jodte,
Talab to lag hi jati hai Andhero ki,
Jab dard dekar koi piche chod jata hai!
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 47
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 17, 2024, 09:04:24 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.153 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer