Why Poeple are Leaving YoIndia!

by bohra_ajay on August 21, 2006, 02:51:57 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2901 times)
bohra_ajay
Guest
Hi Guys,

In these 2 months another one of our good friends is saying bye to Yo India.

 Earlier it Was Angel n now it is Gum.

 I think this is a nice point to discuss and Monitors you too need to look after this thing and participate. Its your responsibality too to keep poeple attached to this site.

 Everyone's View would be appreciated.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
im leaving by punjaban in Chit - Chat & General Discussion « 1 2 3  All »
Am Leaving Yoindia Friends...[Mein Yo chodke jaa rahi hun] by honeyrose in Chit - Chat & General Discussion « 1 2 3  All »
Leaving YoIndia: Why such type of thread is created to know the suggestions by @Kaash in User Support and Suggestion Forum « 1 2  All »
phoenix
Guest
«Reply #1 on: August 21, 2006, 05:44:57 PM »
haan yaar but still may b some personal reasons
Logged
ranjana
Guest
«Reply #2 on: August 21, 2006, 06:14:18 PM »
personal reason kya? ...jaane ki baat hoti hi kyu hai? ...kuch personal reason bhi  hai toh kuch time break le lo ....ghar chor ke toh  koi nahi jaata ....?? Puzzled !  sad5
Logged
bohra_ajay
Guest
«Reply #3 on: August 22, 2006, 06:48:52 AM »
Ranjana... yeh feeling hi kyon, matlab ghar mein khatpat hia, ghar mein problems hain.

 Break lene ki baat kyon??

 break lena hai to aap yahan ana kuch dino ke liye kam kar do. Par leaving it permanently is something different.

A lot of poeple in here r not regular now a days. WE can take Irregualrity as taking break from here or been busy somewhere, but Leaving this community !!!!!
Logged
Tosha
Guest
«Reply #4 on: August 27, 2006, 10:09:39 AM »
log to aate jaate rahete hain ... sab ke aapni zindgi hoti hain hum kisi ke saath jaberdadti to nahi ker sakte.

Over past 2 yrs yoindia has grown more than expected. Yoindia ke log aapas main bahut ghule mile hue hain aur bohut acche dost bhi hain. aur aab to bahut se yoindians asal zindgi main mile hue bhi hain. Yoindia aab sirf internet pe ek shayari forum nahi balki ek jeevit community hain.

aur en do saalon main bahut se aise log hain jo hamme chod ke chale gaye hain. Kisi time pe wo log bahut jazbati yoindians hote the aaj nazer nahi aate. hum kisi ko rok nahi sakte.

Yoindia main na koi kami thi na koi kami hain. Yoindians bahut he acche aur bahut he tahezeeb aur tameez wale log hain. Yoindia pe chaat chaat ke amul log he aate hain aur baste hain.

har pal yoindia badal jaata hain aur badalta raheta hain. aaj maine kuch yaha likha agle do din baad jab main yaha aayngi to mere baad na jaane kitne logo ne yaha kuch likha hoga. aur mere baat ka link bhi tut jayega aur ek naye andaz main sari baat chal rahi hogi. aisa aksar hota hain. Ki hum apne zindgi main busy ho jaate hain aur kafi samey ke baad yoindia pe aate hain to hamme yoindia main ajnabee sa mahesus jota hain.

Har ek saksh is baat ko samajh nahi pata is baat se nibat nahi pata to dheere dheere wo yoindia pe aana kam ker dete hain aur phir aant main band ker dete hain.

lakin dost hi agar koi to wo kabhi dil se nahi jaa sakta. maine bhi kafi dekha hain logo ko yoindia se jaane ke baat kerte hue ... aur mere andaz main yeh zab ka niji mamla hain. yaha aana na aana sab ke apni pasand hain aapna faisla hain.

Hum to dosti ke jholi phalaye dosti mangte fhirte hain
jo mil jaye koi pyasa apni chullu se aadha usse bhi pila dete hain
hum dil main mohabbat aur aachal main duaye liye dar dar bhatakte hain
jo mail jaye koi sangi bahon main bahen daal deewangi bersate hain

aajao tum bhi saath hamare tumhari zarurat hai hamme saathi
milke khelengi goli aur yaaro ke aashaqi ke manayehgi mil ke holi
nachenge tumhe bhi nachayehge apne is chote se sansar main dhoom machayenge
yuh muh na fero khud ko akela na samjho tumhare bina hain yeh nagri suni suni
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #5 on: August 27, 2006, 10:54:23 AM »
Quote from: "Tosha"

=D> =D> =D> =D> =D>

VERY TRUE TOSHA...
This is what I think too....

Yoindia is a platform, people come and go...
Most of them stay to display their love, affection, friendship and talents here..
And they are sure to get appreciated for their support...

This is a personal choice of members, to stay or not to stay..
Yoindia is never going to come to stand still...
More and More people are sure going to come and stay here...
:D :D :D
[/b]
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #6 on: August 27, 2006, 11:09:47 AM »
Quote
Hum to dosti ke jholi phalaye dosti mangte fhirte hain
jo mil jaye koi pyasa apni chullu se aadha usse bhi pila dete hain
hum dil main mohabbat aur aachal main duaye liye dar dar bhatakte hain
jo mail jaye koi sangi bahon main bahen daal deewangi bersate hain

aajao tum bhi saath hamare tumhari zarurat hai hamme saathi
milke khelengi goli aur yaaro ke aashaqi ke manayehgi mil ke holi
nachenge tumhe bhi nachayehge apne is chote se sansar main dhoom machayenge
yuh muh na fero khud ko akela na samjho tumhare bina hain yeh nagri suni suni

Sahi kaha Tosha......Kuch log Zajbaati hokar khud ko bhi nahi rok sakte toh auron ko kya rokiyega.... Usual Smile
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #7 on: August 28, 2006, 04:30:35 AM »
Quote from: "Tosha"
log to aate jaate rahete hain ... sab ke aapni zindgi hoti hain hum kisi ke saath jaberdadti to nahi ker sakte.

Over past 2 yrs yoindia has grown more than expected. Yoindia ke log aapas main bahut ghule mile hue hain aur bohut acche dost bhi hain. aur aab to bahut se yoindians asal zindgi main mile hue bhi hain. Yoindia aab sirf internet pe ek shayari forum nahi balki ek jeevit community hain.

aur en do saalon main bahut se aise log hain jo hamme chod ke chale gaye hain. Kisi time pe wo log bahut jazbati yoindians hote the aaj nazer nahi aate. hum kisi ko rok nahi sakte.

Yoindia main na koi kami thi na koi kami hain. Yoindians bahut he acche aur bahut he tahezeeb aur tameez wale log hain. Yoindia pe chaat chaat ke amul log he aate hain aur baste hain.

har pal yoindia badal jaata hain aur badalta raheta hain. aaj maine kuch yaha likha agle do din baad jab main yaha aayngi to mere baad na jaane kitne logo ne yaha kuch likha hoga. aur mere baat ka link bhi tut jayega aur ek naye andaz main sari baat chal rahi hogi. aisa aksar hota hain. Ki hum apne zindgi main busy ho jaate hain aur kafi samey ke baad yoindia pe aate hain to hamme yoindia main ajnabee sa mahesus jota hain.

Har ek saksh is baat ko samajh nahi pata is baat se nibat nahi pata to dheere dheere wo yoindia pe aana kam ker dete hain aur phir aant main band ker dete hain.

lakin dost hi agar koi to wo kabhi dil se nahi jaa sakta. maine bhi kafi dekha hain logo ko yoindia se jaane ke baat kerte hue ... aur mere andaz main yeh zab ka niji mamla hain. yaha aana na aana sab ke apni pasand hain aapna faisla hain.

Hum to dosti ke jholi phalaye dosti mangte fhirte hain
jo mil jaye koi pyasa apni chullu se aadha usse bhi pila dete hain
hum dil main mohabbat aur aachal main duaye liye dar dar bhatakte hain
jo mail jaye koi sangi bahon main bahen daal deewangi bersate hain

aajao tum bhi saath hamare tumhari zarurat hai hamme saathi
milke khelengi goli aur yaaro ke aashaqi ke manayehgi mil ke holi
nachenge tumhe bhi nachayehge apne is chote se sansar main dhoom machayenge
yuh muh na fero khud ko akela na samjho tumhare bina hain yeh nagri suni suni

WOW, bahut sahi kaha Tosha ji......BRAVO CLAP CLAP!!!!!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: August 28, 2006, 05:56:24 PM »
Well...Yoindia is like a big and strong tree who is not going to be affected by any wind any storm !! It will stand upright and above all !!

Well..people keep coming and keep going...as i have myself seen from last two years !! Yoindia has got only better and better.....!!

Those who love it and feel it as their home and family will always be there..jaayenge bhi to laut ke aayenge !!
Logged
indian_groom
Guest
«Reply #9 on: September 07, 2006, 05:27:05 PM »
Quote from: "Tosha"
log to aate jaate rahete hain ... sab ke aapni zindgi hoti hain hum kisi ke saath jaberdadti to nahi ker sakte.

Over past 2 yrs yoindia has grown more than expected. Yoindia ke log aapas main bahut ghule mile hue hain aur bohut acche dost bhi hain. aur aab to bahut se yoindians asal zindgi main mile hue bhi hain. Yoindia aab sirf internet pe ek shayari forum nahi balki ek jeevit community hain.

aur en do saalon main bahut se aise log hain jo hamme chod ke chale gaye hain. Kisi time pe wo log bahut jazbati yoindians hote the aaj nazer nahi aate. hum kisi ko rok nahi sakte.

Yoindia main na koi kami thi na koi kami hain. Yoindians bahut he acche aur bahut he tahezeeb aur tameez wale log hain. Yoindia pe chaat chaat ke amul log he aate hain aur baste hain.

har pal yoindia badal jaata hain aur badalta raheta hain. aaj maine kuch yaha likha agle do din baad jab main yaha aayngi to mere baad na jaane kitne logo ne yaha kuch likha hoga. aur mere baat ka link bhi tut jayega aur ek naye andaz main sari baat chal rahi hogi. aisa aksar hota hain. Ki hum apne zindgi main busy ho jaate hain aur kafi samey ke baad yoindia pe aate hain to hamme yoindia main ajnabee sa mahesus jota hain.

Har ek saksh is baat ko samajh nahi pata is baat se nibat nahi pata to dheere dheere wo yoindia pe aana kam ker dete hain aur phir aant main band ker dete hain.

lakin dost hi agar koi to wo kabhi dil se nahi jaa sakta. maine bhi kafi dekha hain logo ko yoindia se jaane ke baat kerte hue ... aur mere andaz main yeh zab ka niji mamla hain. yaha aana na aana sab ke apni pasand hain aapna faisla hain.

Hum to dosti ke jholi phalaye dosti mangte fhirte hain
jo mil jaye koi pyasa apni chullu se aadha usse bhi pila dete hain
hum dil main mohabbat aur aachal main duaye liye dar dar bhatakte hain
jo mail jaye koi sangi bahon main bahen daal deewangi bersate hain

aajao tum bhi saath hamare tumhari zarurat hai hamme saathi
milke khelengi goli aur yaaro ke aashaqi ke manayehgi mil ke holi
nachenge tumhe bhi nachayehge apne is chote se sansar main dhoom machayenge
yuh muh na fero khud ko akela na samjho tumhare bina hain yeh nagri suni suni

the most experience life on net .............that is tosha...........iske ek ek lafaz mein sach aur zindagi ki sachai jo net pe hoti hai nazar aa rahi hai..........waise sache dost dil mein rehte hai zaroori nahi ki hum kisi ko call ya aur kisi bhi tarah mil nahi pate lekin wo dil mein yadoon ki tarah zinda rehte hai.............mein ye sochta hoo aap dusro ke liye acche dost raho.............not worried about other wo apse kaisa react karte hai........mein jab se delhi se sab se mil ke aaya hoon wo roz hume ek bar zaroor yaad karta hoon.........sab mere se zaroor naraz honge ye call nahi karta aur bhi kitni he batein............aur waise bhi yoindia agar apki ragho mein hai tau koi bhi reason aap ko isse dur nahi kar sakta.......
Logged
Tosha
Guest
«Reply #10 on: September 10, 2006, 02:24:28 PM »
meri nazar main to yoindia pe dosti kisi matlab se nahi hoti... hum sab bas ek doosre se jude hue hain ... bina yeh soche ki kaun kaisa hai ..  kaisa dikhta hai ... kya kerta hai ... hamme usse kya fayda .. ya kya nuksan ... bas hum sab ... mil ke haste hai ... bolte hai ... aur phir apni zindgi main jo jaroori kam hai usse bhi kerte hai ...

hamme ya yoindia ko chod ke jaane wale log wo hai ... jo ya to kisi maksad se hamare beech aate hai ... ya ... apni real life aur net life ko balance nahi ker paatr ...!!

inni se baat hagi ... tusi kahe ko tension lete ho.
Logged
bohra_ajay
Guest
«Reply #11 on: September 11, 2006, 01:47:53 PM »
Abhi kuch apne mere sur se apni tal milayi hai Tosha ji.

 wahi to mein bhi kah raha hoon ki aisa kaheko, my question is y, i know we cant force anyone to stay here and interact on Yoindia. that is not the spirit. we can only introduce poeple to this lovely fraternity. Rest is all upto them.

but those who are here are leaving, mostly it is the personal reason. par hamara kahna yeh tha ki agar hamare kisi bhi comment / thitholi se koi hurt ho kar to nahi ja raha, pata laga hamne anjane hi kisi ka dil dukha diya aur woh yahan se chala gaya to hamein to mafi mangne ka bhi mauka nahi milta.
to ham yeh janne ko koshish kar rahe hain ki koi mera dost isliye to nahi ja raha ki kisi ki koi baat uske dil mein dard de gayi ho.

hope u getting my point
Logged
bohra_ajay
Guest
«Reply #12 on: September 11, 2006, 01:48:10 PM »

sonia_april
Guest
«Reply #13 on: September 11, 2006, 03:30:01 PM »
aap ne hi sabse pehle yoindia choda hai..
aur aap hi sabse pooch rahe hai...
aap to sabko bhool gaye hai..
i m talking about ajay..
this is not gud ajay...
Logged
bohra_ajay
Guest
«Reply #14 on: September 12, 2006, 10:17:46 AM »
oye Sonia , meine Yo india choda nahi hai.. i m regular in here except for last one week?Huh?
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 10:57:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer