Jine ki shikaayat hai to marr kyuN nahi jaate...!!

by ghayal_shayar on May 07, 2013, 12:06:09 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1225 times)
ghayal_shayar
Guest
Reply with quote
Adaab dostoN
Mahboob 'KhizaaN'... Saaheb ki ek ghazal mujhe behad pasand aayi to bas socha aap saahebaan ke saath bhi iskii gahraaiyoN meiN saaNs le...



Hum aap qayaamat se guzar kyuN nahi jaate
Jine ki shikaayat hai to marr kyuN nahi jaate

Katraate haiN balkhaate haiN ghabraate haiN kyuN log
Sardii hai to paanii meiN utar kyuN nahi jaate

AaNkhoN meiN chamak hai to nazar kyuN nahi aati
PalkoN pe guhar haiN to bikhar kyuN nahi jaate

Ye baat abhi mujhko bhi maloom nahi hai
Patthar idhar aate haiN udhar kyuN nahi jaate

Teri hi tarah ab ye tere hijr ke din bhi
Jaate nazar aate haiN magar kyuN nahi jaate

Ab yaad kabhi aaye to aaine se poocho
Mehboob khizaaN shaam ko ghar kyuN nahi jaate
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aarzoo ab jine ki zyada nahi hai, by pankaj_pups in Shayri-E-Dard
MARR BHI NAHI SAKTA by roshni246 in Shayri-E-Dard
Mujhko Shikaayat Nahi... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
jindagi aur jine ki hamain jarurat nahi hoti by sunildehgawani in Shayri-E-Dard
jinhe jine ka haq nahi by Dineshkumarjonty in Chit - Chat & General Discussion
Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 24 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013


View Profile WWW
«Reply #1 on: May 07, 2013, 01:37:31 PM »
Reply with quote
Wah,Wah,Wah Taish bhai,
Nice sharing.Dil khush ho gaya.
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #2 on: May 07, 2013, 04:32:36 PM »
Reply with quote
shukriya sudhir ji, jaan kar behad khusi hui ki aapko sharing pasand aayi, bas aage v yuNhi saath dete raheN... Usual Smile
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #3 on: May 08, 2013, 01:52:59 AM »
Reply with quote
Adaab dostoN
Mahboob 'KhizaaN'... Saaheb ki ek ghazal mujhe behad pasand aayi to bas socha aap saahebaan ke saath bhi iskii gahraaiyoN meiN saaNs le...



Hum aap qayaamat se guzar kyuN nahi jaate
Jine ki shikaayat hai to marr kyuN nahi jaate

Katraate haiN balkhaate haiN ghabraate haiN kyuN log
Sardii hai to paanii meiN utar kyuN nahi jaate

AaNkhoN meiN chamak hai to nazar kyuN nahi aati
PalkoN pe guhar haiN to bikhar kyuN nahi jaate

Ye baat abhi mujhko bhi maloom nahi hai
Patthar idhar aate haiN udhar kyuN nahi jaate

Teri hi tarah ab ye tere hijr ke din bhi
Jaate nazar aate haiN magar kyuN nahi jaate

Ab yaad kabhi aaye to aaine se poocho
Mehboob khizaaN shaam ko ghar kyuN nahi jaate


gr888 sharing,sir
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #4 on: May 08, 2013, 02:32:41 PM »
Reply with quote
gr888 sharing,sir

thanks a tonne for liking it bahayaat saaheb...!! do keep reading the same way...!! Usual Smile
Logged
kamal aggarwal
Guest
«Reply #5 on: May 08, 2013, 02:39:35 PM »
Reply with quote
 Applause Applause :clap:nice sharing janab
Logged
suman59
Guest
«Reply #6 on: May 08, 2013, 03:27:05 PM »
Reply with quote
wah wah great sharing
Logged
aqsh
Guest
«Reply #7 on: May 08, 2013, 07:39:59 PM »
Reply with quote
awesome sharing taish ji...
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #8 on: May 08, 2013, 08:26:45 PM »
Reply with quote
waahhhhhhhhh taish gazab ki gazal share ki hai tumne...... mastttttttt hai bilkulll......

kehte ho mahobbat hai humse magar fir bhi
saamne hain tere, pehchaan kyun nahi jaate....!!!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #9 on: May 09, 2013, 01:27:56 AM »
Reply with quote
Applause Applause :clap:nice sharing janab

kamal ji pasand karne ka bahut bahut shukriya...!!
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #10 on: May 09, 2013, 11:58:59 AM »
Reply with quote
wah wah great sharing

suman ji pasand karne ka shukriya yuNhi padhti raheN...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #11 on: May 09, 2013, 11:59:50 AM »
Reply with quote
awesome sharing taish ji...

thanks a lot aqsh ji, its my pleasure that u liked it....
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #12 on: May 09, 2013, 12:04:43 PM »
Reply with quote
waahhhhhhhhh taish gazab ki gazal share ki hai tumne...... mastttttttt hai bilkulll......

kehte ho mahobbat hai humse magar fir bhi
saamne hain tere, pehchaan kyun nahi jaate....!!!

chalo ji aapko pasand aayi, ye jaan kar behad khushi hui...!!
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #13 on: May 10, 2013, 03:51:00 PM »
Reply with quote
bahut khoob
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #14 on: May 10, 2013, 09:48:01 PM »
Reply with quote
bahut khoob

pasand karne ka shukriya saini sir.... Usual Smile
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 01:48:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer