Masla phool ka hai phool kidher jaaye ga...

by ghayal_shayar on July 16, 2013, 03:09:26 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1310 times)
ghayal_shayar
Guest
Reply with quote
Mujhe ye ghazal bahut pasand aayi, par shayar ke naam se waaqif nahiN huN, agar kisi ko bhi iske shayar ka naam pata ho to jaroor bataayeN..!!


Wo to khusboo he hawaaon main bikher jaye ga.
Masla phol ka he phol kidher jaaye ga.

Hum to samajhtay thay k ik zakham he bhar jaye ga.
Kia khaber thy k rag E jaan main uter jaye ga.

Wo hawaon ki tara khana bajan phirta he.
Aik jhonka he jo aye ga guzar jaye ga.

Aakhrish wo bhi kahin rait pe baithy ho gi.
Tera ye piyar bhi darya he uter jaye ga...!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Phool!!!!!!! by desikurri in Shayeri for Dard -e- Bewafai
phool by majid in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
phool ban kar by aryan_mantri in Shairi - E - Zindagi
qabar k sookhay huwe phool utha kar lay jaaye by anmolkhan in Shayri-E-Dard
HAR TARAF PHOOL HI PHOOL KHILAATE CHALIYE.. by SURESH SANGWAN in Miscellaneous Shayri
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 16 minutes.

Posts: 2381
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #1 on: July 16, 2013, 04:24:09 PM »
Reply with quote
Ye ghazal muhtarma Parveen Shakir ki hai - aur kuch is tarha se hai...
Woh to khushboo hai, hawaon main bikhar jaae ga
Maslaa to phool ka hai phool kidar jaae ga
Hum tou samjhe the ke ik zakhm hai bhar jaae ga
Kya khabar the keh rag e jaan main utar jaae ga
Woh hawaon ki tarhan khana e bajaan phirta hai
Ik jhonka hay jo aye ga, guzar jaae ga
Woh jab aye ga to phir uski rafaqat ke liye
Mousam e gul mere angan main theher jaae ga
Aakhrish woh bhi kahin rait pe bethe honge
Tera yeh pyar bhi daryaa hai utar jaae ga
Mujhko tehzeeb ke barzhak ka bana dia waris
Jurm yeh bhi mere ajdaad ke sar jaae ga
(Aakhrish = But)
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #2 on: July 16, 2013, 04:37:53 PM »
Reply with quote
iqtedaar saaheb aapka bahut bahut shukriya janaaab, waise mere khayaal se ye unki kitaab khusbu ki hi ghazal hogi,, kitaab to main khareed laaya hun par padhne ka waqt nahin ho paaya hai abhi tak... ek baar fir se tah-e-dil se shukriya saaheb...
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #3 on: July 16, 2013, 06:00:33 PM »
Reply with quote
Mujhe ye ghazal bahut pasand aayi, par shayar ke naam se waaqif nahiN huN, agar kisi ko bhi iske shayar ka naam pata ho to jaroor bataayeN..!!


Wo to khusboo he hawaaon main bikher jaye ga.
Masla phol ka he phol kidher jaaye ga.

Hum to samajhtay thay k ik zakham he bhar jaye ga.
Kia khaber thy k rag E jaan main uter jaye ga.

Wo hawaon ki tara khana bajan phirta he.
Aik jhonka he jo aye ga guzar jaye ga.

Aakhrish wo bhi kahin rait pe baithy ho gi.
Tera ye piyar bhi darya he uter jaye ga...!



nice sharing and yess mr iqtedar is right its written by late parween shakir.

and sir you will observe the composition and style of ghazal from late parween shakir and dr bashir badr are same .
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #4 on: July 16, 2013, 08:05:41 PM »
Reply with quote

nice sharing and yess mr iqtedar is right its written by late parween shakir.

and sir you will observe the composition and style of ghazal from late parween shakir and dr bashir badr are same .

no sir, I dont completly agree with you, if I go for versatility and the way of expression, I am bound to rate bashir saaheb two notches higher,  but yes at a very basic level we may say that they were on the same track...
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #5 on: July 16, 2013, 10:55:25 PM »
Reply with quote
Bahut khoob, nice sharing.
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #6 on: July 16, 2013, 10:59:48 PM »
Reply with quote
Bahut khoob, nice sharing.

pasand karne ka bahut bahut shukriya janaab... Usual Smile
Logged
RohanSingh
Guest
«Reply #7 on: July 16, 2013, 11:08:19 PM »
Reply with quote
bahut khub
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #8 on: July 16, 2013, 11:50:27 PM »
Reply with quote
bahut khub

sharing ko pasand karne ka shukriya janaab...!!
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #9 on: July 17, 2013, 11:36:58 AM »
Reply with quote
bahut khoobsoorat
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #10 on: July 17, 2013, 02:04:15 PM »
Reply with quote
bahut khoobsoorat

thank u sir ji...!!
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #11 on: October 04, 2013, 03:35:21 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob.
Mujhe ye ghazal bahut pasand aayi, par shayar ke naam se waaqif nahiN huN, agar kisi ko bhi iske shayar ka naam pata ho to jaroor bataayeN..!!


Wo to khusboo he hawaaon main bikher jaye ga.
Masla phol ka he phol kidher jaaye ga.

Hum to samajhtay thay k ik zakham he bhar jaye ga.
Kia khaber thy k rag E jaan main uter jaye ga.

Wo hawaon ki tara khana bajan phirta he.
Aik jhonka he jo aye ga guzar jaye ga.

Aakhrish wo bhi kahin rait pe baithy ho gi.
Tera ye piyar bhi darya he uter jaye ga...!

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 07:43:18 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.151 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer