Es post mein mujhe kuch word samajh nahi aa rahe hai. Fir bhii maiN translate kar rahaa hu. Agar koi saahab urdu jaante ho bataa dena. Aur un words ko sahii karaaa dena.
Aur Dr. Maqsood Hasni Saahab, aapse izzaazat liye bina translate kar rahaa. Uske liye maafii ka talabgaar hu.
Do belo kii marzi hai
Bandar ke bachcho ke
Aate kal ke bhook ke gam mein
Wo aur ye
Aadam ke jakhmo se chur
Bhook se nidhaal
Kaul ke sachche pakke
Bachcho par
Bhoo.nkte too.nkte
Jakhmi su'ar, bhoke kutte
Tut pare hai
Zaalim ke har haami ke monh mein
Khoon ki taksaal se nikle doller
Haath mein wadoN ke purze
Zaalim ki nindaa karne waale
Topo ki jadd mein hai
Jabr ke tokre mein
Apnii saanse ginte haiN
Honto se baahar aatii jebaa
khanzar ki kahaaN jaaye
Ghortii aankhe
Agnii kaa din hai
Sach to ye hai
Kamzor baashinde haiN
Pashu jaanwar ki utran aur
Maans khud darindo ka jiivan hai
Lomri aur giidar bhii
Ghaas foos se nafrat karte hai
Ak ka jiivan
Doje ki martiiv par uthtaa hai
Diyaa aur karbaa ke sab jajbe
Sugar ko nitarocolin hai
Aur do belo ki marzi hai
Ak saaath chale
Bekhaufii ka jiivan jiye
Yaa fir
Do raaho ke raahii thahre
Kutto su'aro ka fazl ban kar
Benaamii kii naalii mein bah jaaye
--------
Dr. Maqsood Hasni
Waah Maqsood Hasni sb aapne bahut bahut pyara kalam likha hai. Daad kabul kijiyega zarur...
(A special thanks to my son Masoom, for the translation.)