Jinki behnooN ka ......Aarish

by Aarish on August 06, 2012, 01:12:09 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1729 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #15 on: August 06, 2012, 07:07:03 PM »
Reply with quote
Asghr Ji...Kuch Din Pehle Maine Aapki Kuch 9-10 Post Padhi Aur Yakeen Maniye,Woh Saari post mere Samaj Ke Bahaar Thi..Aisa Nahi Ke Maine Aapko Jab Pehli Baar Padhta Tha, Main Aapki Lekhni Bahut Time Se Padhte Aa Raha Hoon..Aap yakeenan Bahut ACha Likhte Hai Par Jab Hum Sirf Kisi Par Tanz Karne Ke Maqsad Se Likhna Shuroo Kare To Naa Hi Apne Lafz Kaabun Mein Rehte Hai Naa Hi Apne Ehsaas..Mujhe Aapke Likhe Kayi Lafzon Par Aitraaz Hai..Jaise "Ullu Ka Patha-Ullu Ki Pathi" Aapne Yeh Sab Lafz Istemaal Kiye The..Yeh Bilkul Bhi Jaayez Nahi..Aur Phir Aapki Ek Nayi thread Kuch der Pehli Hi padhi hai..Padhkar Afsos Hua..Khair Jaane Dijiye inn baaton Ko...Aapse Guzaarish Hai ke Aap Apni Poetic Talent Ko Iss Kadar Waste Naa Kare..Aap Bahut ACha Likhte Hai par Poetry Kisi Par Nishaana Banane Wali Cheez Nahi..Iss Cheez Ka Khayal Rakhiye Aap..Shukriya
Report to monitor   Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jinki yaad hai by lovely_amez in Shayri for Khumar -e- Ishq
Jinki yadein... by usuraj in Shayri for Dard -e- Judai
jinki dosti main by samir_bc in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Deewane Ho Gaye Ham Jinki Yaad Me by ashishjdhiman in Shayri for Khumar -e- Ishq
Jinki Mohabbat Adhoori Rehti Hai Na,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #16 on: August 06, 2012, 07:48:18 PM »
Reply with quote
Hello iadmin ji,

MaiN aapka dhayan aaj post hui asghar ji ki ghazal ke uper dilana chahuNga, jo ki neche

Pest kar raha Hun, Kya ye post is site par update honi chahiye, ye site adab aur shayri ke liye hai ya is tarha ki behuda batooN ke liye, is se pehle bhi asghar jee aisa bohut kuch likh chuke haiN jo Na qabil E bardasht tha. lekin ye to behoodgi ki had ho gai hai, agar aisa hi raha to mujhe nahi lagta ki jin logoN ko adab ya shayri se shaghaf hai wo is site par aayeNge..mujhe nahi lagta ki kisi ko bhi ijazat honi chahiye is tarha ka material post karne ki jurrat kareN, meri guzarish hai aapse is post ko foran delete kiya jaye... aur aapki taraf se kade lafzoN maiN Mazammat ki jaye,

Shukriya ke sath

"Aarish"




   
Jin ki behnooN ka hoon mein yaar
unn sab ko ho gaya mujh se bhair

bhla iss mein mera kya hai dosh
jo teri behnoo ko hai mujh se pyar

bechaare ko shaurat ka hai janoon
ab baatein karne laga hai behkar

shair hamesha tanha hee hota hai
uhs ke dushmn kute hote hein behshumar

mein sar pe kabi koi bojh nahi rakhta
bada jald chuka daita hoon har udaar

wo bhi apne aap ko shayar samjhta hai
gadeh se bhi gira hua hai jis ka mayaar


I DO AGREE WITH ARISH SB
Report to monitor   Logged
sushilbansal
Guest
«Reply #17 on: October 09, 2012, 02:23:00 AM »
Reply with quote
Aarish you are wonderful person. I seconds you for your thoughts.
Sheel didi
Report to monitor   Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 16, 2024, 03:25:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer