Meri Wafa ko, Itna rulaaty kayun ho...

by Pooja on February 11, 2006, 06:32:35 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2055 times)
Pooja
Guest
bahoot pahle mai jahan se lout aai hu,
ajj muje wahan bulaty kayun ho!!
chal nahi sakaty jab sang mere
mere pass chal kar atty kayun ho!!!!

Yaad bhi nahi rakhana chahati
aor bhool bhi nahi sakati mai!!
dard jo mit nahi sakata
uski yaad dilaty kayun ho!!!

Wafa ke do pal bhi, de nahi sakaty
Meri wafa ko itana Rulaty kayun ho
na hi sawal hai koi, na hi jawab manga hai
Ankho se ansuoo ki jhari, ajj bahaty kayun ho!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Meri wafa kay kabil nahin ho tum by sarafz in Shayri-E-Dard
MERI WAFA by SADIQA JAWED in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 3 4 5 »
kayun itna be-dard Zamana hai!!!! by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 14 15 »
~meri wafa meri maut ki waje bangayi..~ by roshni246 in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 6 7 »
meri wafa by injured.warrior in Shayri for Khumar -e- Ishq
Talat
Guest
«Reply #1 on: February 11, 2006, 09:02:52 AM »
The poetress is heartbroken !! All she wanted was peace and no remembrance of past !! It seems the person she loved wants to come back in her life but she believes it wont work due to their differences !!!

Quote from: "Pooja"
bahoot pahle mai jahan se lout aai hu,
ajj muje wahan bulaty kayun ho!!
chal nahi sakaty jab sang mere
mere pass chal kar atty kayun ho


The one she loved but left, wants her to be again with him but she is reminding him about their differences !!!

Quote from: "Pooja"
Yaad bhi nahi rakhana chahati
aor bhool bhi nahi sakati mai!!
dard jo mit nahi sakata
uski yaad dilaty kayun ho


She has tried hard to forget her past, all in vain. She is still trying to forget but her lover has refreshed her memories and her pain !!

Quote from: "Pooja"
Wafa ke do pal bhi, de nahi sakaty
Meri wafa ko itana Rulaty kayun ho
na hi sawal hai koi, na hi jawab manga hai
Ankho se ansuoo ki jhari, ajj bahaty kayun ho!!!


Here she is reminding him of his non-committment to their relationship inspite of her being dedicated to it. She has no complaints with her lover. He seems to be repentent, but she has lost trust for him !!!!
Logged
Tosha
Guest
«Reply #2 on: February 22, 2006, 02:28:15 AM »
meujhe jo ahesas hua is lakh ko padh ke wo kuch is prakar hai...

pooja ji ne aapne bhavo ko prakat karte hue us ahesas ko jataya hai jo aksar hamme dil tutne pe hota hai...hum bhuladena chate hai har us ahesas ko jo chot pahuchata hai...dukhta hai dil ke kise kone main aur parchai ke tarha daman tham ke chalta hai hamare.

aise asmanjash main zahen se ek agrosh bhari aawaz uthti hai ke ... chor do mujhe akela... ke  ... lene do mujeh chain ke saas...kuch aise aawaze kaano main gunjti hai ... aur anaytha yeh baichani ko aur bada deti hai.

aur aise samay main dil se sawal he sawal nikalte hai...kuch aise sawal jo badle main jawab nahi chate bas tassali mangte hai ... shanti mangte hai ... ek naye umeed chate gai.
Logged
sweet_raabii
Guest
«Reply #3 on: March 06, 2006, 08:34:10 PM »
Quote from: "Pooja"
bahoot pahle mai jahan se lout aai hu,
ajj muje wahan bulaty kayun ho!!
chal nahi sakaty jab sang mere
mere pass chal kar atty kayun ho!!!!

Yaad bhi nahi rakhana chahati
aor bhool bhi nahi sakati mai!!
dard jo mit nahi sakata
uski yaad dilaty kayun ho!!!

Wafa ke do pal bhi, de nahi sakaty
Meri wafa ko itana Rulaty kayun ho
na hi sawal hai koi, na hi jawab manga hai
Ankho se ansuoo ki jhari, ajj bahaty kayun ho!!!



poetress ka belover usse chor chuka tha by unknown reason but now woh uss wapis pana chahta hai lakin woh batana cha rahi hai ke tum phele be rishta qaim nahi rakh sakhey the aur rishta ek bar hi banta hai. Jin yaadon ko bhoolana chahti hai usse dobara yaad karwa kar sirf us ki takleefo mei eazafa ho na and nothing else she has no complaints  or objection with her lover becuase she has accepted it tht GOD makes the fate.
Logged
niraj_191
Guest
«Reply #4 on: March 07, 2006, 07:08:16 AM »
According to me the poetress declare his lover as bewafa but from the bottom of her heart she feels that he also loves her the same way but there might be some diffuculties from both the sides. So, she had indicates in the last part that why are you also crying?
Logged
phoenix
Guest
«Reply #5 on: March 07, 2006, 05:36:49 PM »
Quote from: "Pooja"
bahoot pahle mai jahan se lout aai hu,
ajj muje wahan bulaty kayun ho!!
chal nahi sakaty jab sang mere
mere pass chal kar atty kayun ho!!!!

Yaad bhi nahi rakhana chahati
aor bhool bhi nahi sakati mai!!
dard jo mit nahi sakata
uski yaad dilaty kayun ho!!!

Wafa ke do pal bhi, de nahi sakaty
Meri wafa ko itana Rulaty kayun ho
na hi sawal hai koi, na hi jawab manga hai
Ankho se ansuoo ki jhari, ajj bahaty kayun ho!!!



the poet of this verse, jaisa ki mujhe lagta hai, ek kafi sentimental insaan hai.is kavita ka centre point uski shikayat aur uske dil mein uthi tees hai.
she had expected many things frm her lover but none of thm had been fulfilled. i think she had tried very hard to ran away from things but they still come back to her and now she is left with no more energy to face thm.
the poet want mental peace in her life and at the same point she want her lover to fulfill her expectations
Logged
khalidrawat
Guest
«Reply #6 on: December 27, 2007, 09:05:41 AM »
is nazam mai.N shair mehboob se gila ker raha he ke wo mehez dard ka baas he, aur us ki mojoodgi darasl aik mehekte zakhm ki tarah he. Nazam bohut khubsurat he , aur baqaida aik jazbe ke tehet likhi gai he. 
Logged
frndzz4ever
Guest
«Reply #7 on: May 16, 2008, 06:47:57 PM »
Hi Pooja G. Nice one. Thnx for replying to one of my posts today and for your welcome.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: June 03, 2008, 11:37:06 PM »
jaisa ki mujhe lagta hai, ek kafi sentimental insaan hai.is kavita ka centre point uski shikayat aur uske dil mein uthi tees hai.
she had expected many things frm her lover but none of thm had been fulfilled. i think she had tried very hard to ran away from things but they still come back to her and now she is left with no more energy to face thm.
the poet want mental peace in her life and at the same point she want her lover to fulfill her expectations

ek ek shabd sahi bayan kiya hai apne phoenix ji!! Is kavita ko itnai gahraai se samjha hai apne ki mere pass shabd nahi ki main wapisi main apse kaya kahu!! Dil se shukaria!!
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 09:32:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.158 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer