~meri wafa meri maut ki waje bangayi..~

by roshni246 on September 13, 2006, 05:52:10 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 7
Print
Author  (Read 13881 times)
Shikha12
Guest
«Reply #15 on: September 15, 2006, 04:55:22 AM »
Quote from: "Rajbir"
Shikha

Yeh just a try thee  Puzzled !  Puzzled !  Puzzled !  Puzzled !

Aisi he try karti raho !  :wink:

Good job !

Rajbir

 Puzzled !  Puzzled !  :D  :D  :D
Thanks a lot... :D
[/b]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
meri jindagii meri muskaan by sameer3june19800 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
meri life mai .. kisi ko meri ye ghazal bahot pasand hai by clicksahil in Shayri-E-Dard
maut se pehla meri chahat.... by sagar_voski22@gmail.com in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Meri Khamoshi Ya Meri bebasi..... by punam in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Meri Tadap Meri Dua...BY SK by Shayaries_King in Shayri-E-Dard
Shikha12
Guest
«Reply #16 on: September 15, 2006, 04:56:17 AM »
Quote from: "anjani_si"
Quote from: "Rajbir"
Roshu, Anjani, Gaurav aur Rohit

Bahut khoob !

Roshu very nice wordings and sad feelings !

Anjani dard mein to hasna band karo ! uufffff

Rajbir

dard mein haske jeena sikhlo
khushi mein ansu bahana sikhlo
ghum mein niklein na aikh bhi ansu
khushi mile jabh tu khuda ka shukar-ada karna siklo :D:D:D:D:D:D:D:D

Anjani... sach kaha tumney....
Very nice reply....  

Khushii sey unki hum khush ho jaatey hai,
Aur Dard sey unkey humey dard hota hai...
Unkey aansu jhalaktey hai meri gazalon mey,
Kalam mera kagaaz ke seeney par rota hai...
[/b]
Logged
roshni246
Guest
«Reply #17 on: September 15, 2006, 10:32:06 AM »
BOHOT KHOOB ANJANI and shika di..!

kya kahoon...kya mere dil ka haal hia...
suni suni hai rahein meri...askhon ki barsaat hai...
kya mila "roshni" dard e dil ko apna kar tujhe...
dekh wo wahan khush...aur tu yahan behaal hai..

~roshni~
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #18 on: September 15, 2006, 10:38:36 AM »
bahot  khoob..........Sikha.........Rosh........Anjani.. ....
Logged
roshni246
Guest
«Reply #19 on: September 15, 2006, 10:40:09 AM »
Quote from: "waheed_rose2004"
bahot  khoob..........Sikha.........Rosh........Anjani.. ....
glasses2  glasses2  glasses2
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #20 on: September 16, 2006, 09:30:16 PM »
Ab Chalka do woh Jaam.....
Jisme Nasha na ho.....

Peela do Sharaab use.....
Jo Dard ko peeta na ho......

Ek Chingaari jo bhadak rahi ab......
Phaila do aag jahan uski NIshani na ho.....

Ho sake toh mita dena hume bhi......
Kya pata kisi ko meri aaj ki raat ka sawera na ho......!!!!!!!!!! :wink:
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #21 on: September 16, 2006, 10:31:51 PM »
Quote from: "badnaam_shayar"
Ab Chalka do woh Jaam.....
Jisme Nasha na ho.....

Peela do Sharaab use.....
Jo Dard ko peeta na ho......

Ek Chingaari jo bhadak rahi ab......
Phaila do aag jahan uski NIshani na ho.....

Ho sake toh mita dena hume bhi......
Kya pata kisi ko meri aaj ki raat ka sawera na ho......!!!!!!!!!! :wink:

usse jaam ko kya chalkana jisme nasha he na ho
nasha hota tu usme ansu behaal jaithe

peelane na do usse sharab, kaheen phir nasha na uska char jaye
chargaya nasha jo uska, tu zinadagi se haar maan baithe the

ho sake tu isse jism ko bhi jala do isse dil ki tarha
sawera ki roshni humari kismat main nahi hai...maarne ke intezaar mein hain hum jeethe :D:D:D:D
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #22 on: September 17, 2006, 12:31:12 AM »
Very Nice Roshni & All...
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #23 on: September 18, 2006, 09:22:38 PM »
badnaam ji aur roshni.....too good :D:D:D
Logged
roshni246
Guest
«Reply #24 on: September 23, 2006, 10:05:20 PM »
yun dil jalane ki zarorat kya thi
pass akar dard-e-duri badane ki zaroorat kya thi???

Hum to uss raah par kar rahe the tumhara intezar
yun apna rasta badalne ki zaroraat kya thi??

nahi tha pyaar mein wishwas khud bhi to...
aye sanam yun ashiqui ko bandgai banane ki zaroorat kya thi??

Nahi mohabbat thi hum se,to keh dia hota
yun kisi ko saath lakar hume jalane ki zarorat kya thi??

khabi azma hi liya hota gar meri chahat pe bharosa na tha..
apna dewana bana kar yun chord jane ki zaroorat kya thi???

kuch to reham mere dil pe farmate aye sanam...
 yun mom ko jazbon ki tapish mein tadpane ki zaroorat kya thi???

~roshni~
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #25 on: September 24, 2006, 12:37:48 AM »
Quote from: "roshni246"

meri isse choti si jaan pe reham khaate
yunh ishq mein jalane ki zaroorat kya thi???

meri wafa ko bewafa ka naam na dete
isse gudiya ko badnaam karne ki zaroorat kya thi??

sajhaye rakhte humhe apne ghar mein
yun haath pakar kar chod jaane ki saza dene ki zaroorat kya thi???

inh ankhoin mein apne khwab na bhaarte
yaad apni dilane ki zaroorat kya thi??

apni sansoin ko apni dhadkhan thakh rakhte
isse dhadkhan mein samane ki zaroorat kya thi???

tha itna he barosa hum pe
tu ishq karne ki zaroorat kya thi Huh?? :D:D:D:D:D:D:D:D

roshhhhhhhh diiiiiiiiiiiiiiiiiiiii toooooooooooooo gooooooddddd!! :D:D:D:D
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #26 on: September 24, 2006, 12:38:03 AM »

«Reply #27 on: September 24, 2006, 09:13:50 AM »

jinhe barsaat ki bundon se ho pyaar
unhe yun angar mein bhigane ki zaroorat kya thi...

humne to roz aapki khairiyat ki dua mangi thi...
humare phir budua mein ibadat nibhane ki zaroorat kya thi...

yun to kayi hai humare ankhon se peene k liye bechain..
ek bar tum bhi kehdete saqi..yun gairon se pine ki zaroorat kya thi???

jo hua ho teri mohobbat mein beghar jiska koi thikhana na ho...
uski har manzil pe aag lagane ki zaroorat hi kya thi?Huh??

bohot khoob chutkiiiiiiiiiiiiiii tu to kamal hai...Winking

~roshni~
Logged
Tosha
Guest
«Reply #28 on: September 24, 2006, 09:17:50 AM »
Wah.. Roshni JI ... Aap to aaj kal kamal ker rahi hai ... maangaye aap ko!!
Logged
roshni246
Guest
«Reply #29 on: September 24, 2006, 09:20:55 AM »
Quote from: "Tosha"
Wah.. Roshni JI ... Aap to aaj kal kamal ker rahi hai ... maangaye aap ko!!

roshni jiiiiiiiiiiiiiiiiii haye futti meri kismat :cry:
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 7
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 10:21:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer