~meri wafa meri maut ki waje bangayi..~

by roshni246 on September 13, 2006, 05:52:10 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7
Print
Author  (Read 13880 times)
Tosha
Guest
«Reply #30 on: September 24, 2006, 09:36:53 AM »
Phatther se takrati her laher bundo main bikher jaati hai
ek din wohi lahere patther ho ret bana jaatyi hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
meri jindagii meri muskaan by sameer3june19800 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
meri life mai .. kisi ko meri ye ghazal bahot pasand hai by clicksahil in Shayri-E-Dard
maut se pehla meri chahat.... by sagar_voski22@gmail.com in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Meri Khamoshi Ya Meri bebasi..... by punam in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Meri Tadap Meri Dua...BY SK by Shayaries_King in Shayri-E-Dard
roshni246
Guest
«Reply #31 on: September 24, 2006, 09:39:33 AM »
reet sa bhikra hai aaj mera reza hua dil....
na ho yakeen to is aahon ko sar karlo...
mohobbat humne badi ki thi tumse aye jaan...
dil nahi to ek kafan hi iske naam kardo...


~roshni~ Puzzled !
Logged
Tosha
Guest
«Reply #32 on: September 24, 2006, 09:47:33 AM »
Mohabbat main mer mitna aasan hai 'saaki'
zakhmo ko ilzam dena kise ka naam dena
hum to us katil ki mohabbat ko jiye jaate hai
Logged
roshni246
Guest
«Reply #33 on: September 24, 2006, 09:49:48 AM »
Quote from: "Tosha"
Mohabbat main mer mitna aasan hai 'saaki'
zakhmo ko ilzam dena kise ka naam dena
hum to us katil ki mohabbat ko jiye jaate hai



humne ab tanhiyon ka apnana sikhliya...
unki har marzi pe sar jukhana sikhliya...
hai mohobbat badnaam yeh humne aaj hai jana..
waise humne bhi dusron ko jalana sikhliya...


~roshni~
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #34 on: September 24, 2006, 09:50:23 AM »
Too good Tosha and Roshni ...
Keep it up both ...


Hairat hai ki nikalte bhi nahi woh karib se,
Nafrat wo itni kar rahe hai is badnseeb se ...
Logged
roshni246
Guest
«Reply #35 on: September 24, 2006, 09:53:56 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Too good Tosha and Roshni ...
Keep it up both ...


Hairat hai ki nikalte bhi nahi woh karib se,
Nafrat wo itni kar rahe hai is badnseeb se ...


unke chaye bhi humse rooth gaye...
aisa kya kiya jo reeth k gharonde tut gaye???
ashiqi hi humari ibadat thi...bandagi humari mohobbat...
na tha dam is chahat mein meri...na hi to kyu wo yun saath chod gaye???
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #36 on: September 24, 2006, 09:58:01 AM »
Baad muddat ke haseen fiza aayi hai,
Hothon par tumhare naam ki sada aayi hai,
Ek umr hui hai tujhse bichhde hue,
Teri salamati ki labo par dua aayi hai ...
Logged
Tosha
Guest
«Reply #37 on: September 24, 2006, 09:58:49 AM »
reet ke khelne walo ki sapne bahe jaate hai
har dam muskurane wale apne hi dokha de jaate ahi
Logged
roshni246
Guest
«Reply #38 on: September 24, 2006, 10:02:45 AM »
hadein mohobbat ki paar kargaye...
hum to aaj tumpe jaan nisar kargaye...
naam leliya tumne aaj bhari mehfil mein jaan...
saath tera nibha kar aaj badnaam hogaye...
na hai jiska ilaaj us rog k shikar hogaye...
ibadaton mein bhi itna asar na hua meri..
dua hai ab tum humse wafadar hogaye???


~roshni~ Puzzled !
Logged
Tosha
Guest
«Reply #39 on: September 24, 2006, 10:10:41 AM »
wafao ko hum nibhate chale gaye
unki her khuwaish ko sir-aakho se uthate chale gaye
chir ke de diye hunhe tofha-e-dil aapna
unki mohabbat main khudko mitate chale gaye
Logged
roshni246
Guest
«Reply #40 on: September 24, 2006, 10:14:22 AM »
yakeen hua meri zindagi mein bas khona likha hai...
mushukrahat apni nahi bas rona likha hai...
chal diye wo ek pal mein rishte tod kar....
is tukdon umar bhar  ab pirona likha hia...!


~roshni~
Logged
Tosha
Guest
«Reply #41 on: September 24, 2006, 10:21:08 AM »
Mohabbat main nikalne wale ashq moti ban jaate hai
mohabbat main zakhmi dil heera kahelate hai
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #42 on: September 24, 2006, 05:37:00 PM »
Quote from: "roshni246"
Quote from: "anjani_si"
Quote from: "roshni246"
yun dil jalane ki zarorat kya thi
pass akar dard-e-duri badane ki zaroorat kya thi???

Hum to uss raah par kar rahe the tumhara intezar
yun apna rasta badalne ki zaroraat kya thi??

nahi tha pyaar mein wishwas khud bhi to...
aye sanam yun ashiqui ko bandgai banane ki zaroorat kya thi??

Nahi mohabbat thi hum se,to keh dia hota
yun kisi ko saath lakar hume jalane ki zarorat kya thi??

khabi azma hi liya hota gar meri chahat pe bharosa na tha..
apna dewana bana kar yun chord jane ki zaroorat kya thi???

kuch to reham mere dil pe farmate aye sanam...
 yun mom ko jazbon ki tapish mein tadpane ki zaroorat kya thi???


~roshni~


meri isse choti si jaan pe reham khaate
yunh ishq mein jalane ki zaroorat kya thi???

meri wafa ko bewafa ka naam na dete
isse gudiya ko badnaam karne ki zaroorat kya thi??

sajhaye rakhte humhe apne ghar mein
yun haath pakar kar chod jaane ki saza dene ki zaroorat kya thi???

inh ankhoin mein apne khwab na bhaarte
yaad apni dilane ki zaroorat kya thi??

apni sansoin ko apni dhadkhan thakh rakhte
isse dhadkhan mein samane ki zaroorat kya thi???

tha itna he barosa hum pe
tu ishq karne ki zaroorat kya thi Huh?? :D:D:D:D:D:D:D:D


roshhhhhhhh diiiiiiiiiiiiiiiiiiiii toooooooooooooo gooooooddddd!! :D:D:D:D


jinhe barsaat ki bundon se ho pyaar
unhe yun angar mein bhigane ki zaroorat kya thi...

humne to roz aapki khairiyat ki dua mangi thi...
humare phir budua mein ibadat nibhane ki zaroorat kya thi...

yun to kayi hai humare ankhon se peene k liye bechain..
ek bar tum bhi kehdete saqi..yun gairon se pine ki zaroorat kya thi???

jo hua ho teri mohobbat mein beghar jiska koi thikhana na ho...
uski har manzil pe aag lagane ki zaroorat hi kya thi?Huh??


bohot khoob chutkiiiiiiiiiiiiiii tu to kamal hai...Winking

~roshni~


roshniiiiiiiii DIII too good!!!! :D:D:D:D:D

teri wafa teri mauth ki wajah ban gayi
abbh uske liye yunh ansu bahane ki zaroorat kya hai??

kiya tumne jo usse pe itna barosa
abbh uske liye itna tadapne ke liye zaroorat kya hai??

nighayein tu mila li tumne usse
app uske liye yun tarasne ki zaroorat kya hai??

karliya tumne pyar jo usse
abbh uske liye maarne ki zaroorat kya hai?? :D:D:D:D:D
Logged
roshni246
Guest
«Reply #43 on: September 25, 2006, 04:40:40 AM »
GUD ONE BABY...iska jawab jaldi dungi....and thxx a lot..Winking
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #44 on: September 27, 2006, 08:44:52 AM »
ummedon ka daman haath se chuthta nazar aaya
tere saath guzare palon ko dhundhlate paya
keh gaya tha to alvida tu mujhe
un lamho ko us gunj ko mai na bhula paya....
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 01:41:03 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.142 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer