Aaj unkaa naam na liyaa jaaye

by livingbytheday on January 22, 2013, 05:53:12 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1370 times)
livingbytheday
Guest
Reply with quote

Kaam kuch nayaa kiyaa  jaaye
Aaj unkaa naam  na liyaa jaaye

Din tabaah hue bahut yaadon mein
Raaton ko toh bachaa liyaa jaaye

Katra katra hi mil raha hain mujhe
Katra katra hi jee liyaa jaaye

Koi khamoshi sun rahaa hoga
Thoda sa shor kar liyaa jaaye

Saari tasveerein dhundhti hain jise
 chehra wo bhi mila liyaa jaaye

Khaali mann khoob awaaj karta hai
Kuch saamaan bhar liyaa jaaye

Darr ke uss paar milegi azaadi
Aaj yeh housla kiyaa jaaye

“Deepak” yeh sochtey hai hunarwale
Waqt rehtey bhanjaa liyaa jaaye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
UNKAA ANDAAZ...(K_A) by khamosh_aawaaz in Miscellaneous Shayri
Baam par unkaa aanaa, nayee baat hai! by abdbundeli in Ghazals
ab khwaa.b unkaa naa khyaa.l hai,..... by laaiba in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Abra kaajal nikhaartaa unkaa! by abdbundeli in Ghazals
Tumhaaraa naam main ne kyaa liyaa, gaflat se, mahfil mein! by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
livingbytheday
Guest
«Reply #1 on: January 22, 2013, 05:55:29 PM »
Reply with quote

Kaam kuch nayaa kiyaa  jaaye
Aaj unkaa naam  na liyaa jaaye

Din tabaah hue bahut yaadon mein
Raaton ko toh bachaa liyaa jaaye

Katra katra hi mil raha hain mujhe
Katra katra hi jee liyaa jaaye

Koi khamoshi sun rahaa hoga
Thoda sa shor kar liyaa jaaye

Saari tasveerein dhundhti hain jise
chehra wo bhi mila liyaa jaaye

Khaali mann khoob awaaj karta hai
Kuch saamaan bhar liyaa jaaye

Darr ke uss paar hogi azaadi
Aaj yeh housla kiyaa jaaye

“Deepak” yeh sochtey hai hunarwale
Waqt rehtey bhanjaa liyaa jaaye
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #2 on: January 22, 2013, 06:14:17 PM »
Reply with quote
Waaaaaaaaaaaaah bahut khoob Deepak jee, khaas taur pe- "Katra Katra" aur "Darr ke uss paar" waale she'r bahut pasand aaye. DheroN daad aur ek Rau meri taraf se.
Logged
sharqi
Guest
«Reply #3 on: January 22, 2013, 06:26:16 PM »
Reply with quote
bahut sundar kavita kahi hai bhai . aapko bahut badhai deta hoon.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #4 on: January 22, 2013, 06:31:03 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
lovely_charan
Guest
«Reply #5 on: January 22, 2013, 06:49:58 PM »
Reply with quote
too good.. enjoyed at fullest.. seriously awesome creation ji.. lovely.. beautiful superb.. excellent.. outstanding.. fabulous.. and many more.. Usual Smile Usual Smile
words are less to praise this work Usual Smile Usual Smile
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #6 on: January 22, 2013, 07:10:34 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Aarish
Guest
«Reply #7 on: January 23, 2013, 02:33:41 AM »
Reply with quote
bohut khoob deepak jee qatra qatra aur hausla wale ashaar bohut khoob rahe daadddd quboool kareN

Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #8 on: January 23, 2013, 04:35:55 AM »
Reply with quote
bahut sunder ehsaas deepak ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: January 23, 2013, 04:45:56 AM »
Reply with quote
bahoot khoob livingbytheday ji!!!

Nice work!!!
Logged
aqsh
Guest
«Reply #10 on: January 23, 2013, 10:11:00 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
just beautiful...
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #11 on: January 23, 2013, 11:49:49 AM »
Reply with quote
Deepak Jee Aadaab!


Badi achchi nazm rahi janab... aur behad khoob ahsaas O khayaal
waaH jee kia kahne... umda khayaaloN ko lafzoN meiN baNdha hai
aapne... Usual Smile


Is khoob kalaam par humari dheroN dili daad O mubbarakbad kabul
kijiye... Usual Smile

Likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad o aabaad rahiye..

Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #12 on: January 23, 2013, 11:59:00 AM »
Reply with quote
bohut khub deepak ji
Logged
livingbytheday
Guest
«Reply #13 on: January 24, 2013, 02:49:06 PM »
Reply with quote
Waaaaaaaaaaaaah bahut khoob Deepak jee, khaas taur pe- "Katra Katra" aur "Darr ke uss paar" waale she'r bahut pasand aaye. DheroN daad aur ek Rau meri taraf se.

iftakhar ji, iss izzat ka bahut bahut shukriyaa, aapne mere ghazal ke liye itne pyare shabd kahe, mai aap ka shukraguzaar hu, thank you sir
Logged
livingbytheday
Guest
«Reply #14 on: January 24, 2013, 03:59:47 PM »
Reply with quote
bahut sundar kavita kahi hai bhai . aapko bahut badhai deta hoon.

thank you
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 03:57:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.152 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer