Aalam-e-Tanhai....."Sahal"

by sahal on September 26, 2013, 02:29:55 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 1702 times)
Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 24 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013

View Profile WWW
«Reply #15 on: September 26, 2013, 07:14:47 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mein Aur Meri Qaid-e-Tanhai Ki "Pukaar" by Zamir Ka Qaidi in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
LABB TERE MARHAM,HONT MERE ZAKHAM...."Sahal". by sahal in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Ashkon se likhun ghazal..."sahal". by sahal in Ghazals « 1 2  All »
Qurbat-E-ishq teri mujhko bandagi bakhshey....."Sahal". by sahal in Ghazals « 1 2  All »
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #16 on: September 26, 2013, 07:57:50 PM »
Reply with quote

              Aalam-e-Tanhai....."Sahal"

Unki mehrbani bhi hai aur nazar-e-karam bhi hai,
Paas thode khushiyaan bhi hain,thode gham bhi hain.

Saleeqa jeene ka sikha hi diya waqt ne humko saahib ,
Honton pe muskan bhi hai aur ye aankhein nam bhi hain.

Daur wo bhi guzar gaya hai ,daur ye bhi guzar jayega,
Yaaron ki mehfil thi kabhi aaj tanhaai ka alam bhi hai.

Kaun si fitrat se tujhe main apnaon samjh me nahi aata,
wafa mein teri jaana ulfat bhi aur zulm-o-sitam bhi hai.

Mukhtalif lage mujhe Guftugu teri din-ba-din ishq mein,
Lehja ye tera khud zakhm bhi hai to khud marham bhi hai.

Hurf  milta nahi lafz banta nahi jane kyun “Sahal” warna,
Likhne ko ghazal paas apne kaghaz bhi aur kalam bhi hai.

nice,sir.correct the highlighted if you can since instead of hai there will be hain.
Logged
Saman Firdaus
Guest
«Reply #17 on: September 26, 2013, 11:02:01 PM »

Bahot achha hai.... Usual Smile
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #18 on: September 26, 2013, 11:54:02 PM »
Reply with quote
waah  ! kyaa kahen Sahal ji hum iski taarif mein, khoobsoorat jasbaat, aur utni hi khoobsoorat bayaani, ek ek shabd jaise jaadu saa ghol rahaa ho, doob gayaa aapke is rachna ke nashe mein, ek baar padhaa, do baar padhaa, fir kai baar padhaa, aur jitni baar padhaa mazaa badhtaa gayaa, jitni taarif ki jaaye kam hai, sach mein bahut bahut bahut bahut khoob likhaa hai aapne, isliye bas.........

 Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you!  Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you!
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 21 minutes.
Posts: 2242
Member Since: May 2012

View Profile
«Reply #19 on: September 27, 2013, 12:25:12 AM »
Reply with quote
Waah waah waah khoobsurat ghazal Sahal ji .....waqai lutf aaya parhkar ...., dheron daad
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #20 on: September 27, 2013, 01:16:48 AM »
Reply with quote
Bahut Khub Sahal Ji.
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #21 on: September 27, 2013, 02:07:28 AM »
Reply with quote

              Aalam-e-Tanhai....."Sahal"

Unki mehrbani bhi hai aur nazar-e-karam bhi hai,
Paas thode khushiyaan bhi hain,thode gham bhi hain.

Saleeqa jeene ka sikha hi diya waqt ne humko saahib ,
Honton pe muskan bhi hai aur ye aankhein nam bhi hain.

Daur wo bhi guzar gaya hai ,daur ye bhi guzar jayega,
Yaaron ki mehfil thi kabhi aaj tanhaai ka alam bhi hai.

Kaun si fitrat se tujhe main apnaon samjh me nahi aata,
wafa mein teri jaana ulfat bhi aur zulm-o-sitam bhi hai.

Mukhtalif lage mujhe Guftugu teri din-ba-din ishq mein,
Lehja ye tera khud zakhm bhi hai to khud marham bhi hai.

Hurf  milta nahi lafz banta nahi jane kyun “Sahal” warna,
Likhne ko ghazal paas apne kaghaz bhi aur kalam bhi hai.

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping:bhut khub
Logged
sbechain
Guest
«Reply #22 on: September 27, 2013, 04:47:37 AM »
Reply with quote

              Aalam-e-Tanhai....."Sahal"

Unki mehrbani bhi hai aur nazar-e-karam bhi hai,
Paas thode khushiyaan bhi hain,thode gham bhi hain.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Saleeqa jeene ka sikha hi diya waqt ne humko saahib ,
Honton pe muskan bhi hai aur ye aankhein nam bhi hain.
 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Daur wo bhi guzar gaya hai ,daur ye bhi guzar jayega,
Yaaron ki mehfil thi kabhi aaj tanhaai ka alam bhi hai.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Kaun si fitrat se tujhe main apnaon samjh me nahi aata,
wafa mein teri jaana ulfat bhi aur zulm-o-sitam bhi hai.
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))confuse ho gaye ...na
Mukhtalif lage mujhe Guftugu teri din-ba-din ishq mein,
Lehja ye tera khud zakhm bhi hai to khud marham bhi hai.
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard =))complete puzzled ho gaye tum.isliye kaha aag se khelo ge jalaaye gi sahi istemaal karo ge to kaam aaye gi
Hurf  milta nahi lafz banta nahi jane kyun “Sahal” warna,
Likhne ko ghazal paas apne kaghaz bhi aur kalam bhi hai.
ye to qudrati den hai .isliye ghazal likhna chhodo koi aur kaam karo jis se do paise mil jaayein Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012

View Profile WWW
«Reply #23 on: September 28, 2013, 01:31:08 PM »
Reply with quote
nice,sir.correct the highlighted if you can since instead of hai there will be hain.
Thankyou ! MB ji
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012

View Profile WWW
«Reply #24 on: September 28, 2013, 02:19:48 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Thankyou ! sudhir ji
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012

View Profile WWW
«Reply #25 on: September 28, 2013, 02:20:45 PM »
Reply with quote
Bahot achha hai.... Usual Smile
Thankyou ! Saman ji
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012

View Profile WWW
«Reply #26 on: September 28, 2013, 03:01:26 PM »
Reply with quote
waah  ! kyaa kahen Sahal ji hum iski taarif mein, khoobsoorat jasbaat, aur utni hi khoobsoorat bayaani, ek ek shabd jaise jaadu saa ghol rahaa ho, doob gayaa aapke is rachna ke nashe mein, ek baar padhaa, do baar padhaa, fir kai baar padhaa, aur jitni baar padhaa mazaa badhtaa gayaa, jitni taarif ki jaaye kam hai, sach mein bahut bahut bahut bahut khoob likhaa hai aapne, isliye bas.........

 Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you!  Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you! Hats off to you!

Alhamdulillah , Meri ye ghazal padhker aap logon khushi dekhker, mujhe likhne ka aur hosla mila hai,
Hriday ji apke comments dekher bohut khushi hui hai aur aankhein nam bhi hui hain, apne is waqt diya aur bar bar padhker ise kamyaab banaya hai,
Logged
Saman Firdaus
Guest
«Reply #27 on: September 28, 2013, 03:14:58 PM »
Reply with quote
Thankyou ! Saman ji
Frndship me no sorry and no thnku jii...
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012

View Profile WWW
«Reply #28 on: September 28, 2013, 03:18:50 PM »
Reply with quote
Frndship me no sorry and no thnku jii...
thik hai jee nahi kehte . magar ye to mera rule hain
Logged
Saman Firdaus
Guest
«Reply #29 on: September 28, 2013, 03:27:18 PM »
Reply with quote
thik hai jee nahi kehte . magar ye to mera rule hain
Achha.. Usual Smile
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 05, 2024, 01:46:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.168 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8500 Real Poets and poetry admirer