Aqri Lamhon Ka ahetram to kar

by qadeer_junaid on April 18, 2010, 04:01:26 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2035 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
Reply with quote
na kar saka khuch mera eak kaam to kar !!
apne haton se zindagi meri tamam to kar !!

khole jo ankh to wohi virani hai musasal !!
kabhi khawabgha me khuch der qiyam to kar !!

hayath kaati hai teri justuju me maine !!
ab aqri khuch lamho ka ahetram to kar !!

mai begunha hun ye gumaan duniya ko !!
de ilzaam mera naam badnaam to kar  !!

Ye iltaja hai bechain ankhon ki Qadeer !!
bhool ke maazi , pal do pal  araam to kar !!

Qadeertoopchi


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kissi Ki AQri Hichki kissi ki dil laggi hogi !! by abdulqadeer in Ghazals
Guftugu Ke Lamhon Mein... by angel4u in Shayri-E-Dard
~Lamhon ko Guzarte Dekha~ by pankshivam in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Un Bejaan Lamhon Ki Kasam ... by tamanna_me in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
Chand lamhon mein... by daljeet_faqeer in Shairi - E - Zindagi
mamta bajpai
Guest
«Reply #1 on: April 18, 2010, 04:07:40 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause :clap:bahut khoob
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #2 on: April 18, 2010, 04:52:15 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause :clap:bahut khoob

hausla afzai ke liye mumnoo hon .. allah apko khush rakhe ..

qadeertoopchi
Logged
tamanna.pt
Guest
«Reply #3 on: April 18, 2010, 05:38:40 PM »
Reply with quote


       Bahut khoob ek baar fir bahut achha likha hai qadeer ji.
Logged
nazar ghouri
Guest
«Reply #4 on: April 18, 2010, 09:39:43 PM »
Reply with quote
wah wah janaab ,Abdul Qadeer sahab behtreen ghazal paish ki hai aap ne ,har shair umda ..lajawaab kardiya aap ne.iss ghazal ki hifazat ke liye majboor kardiya aapne.
Logged
cara
Guest
«Reply #5 on: April 19, 2010, 02:24:55 AM »
Reply with quote
Wah kya baat hai         Qadeer_Junaid ji....


zindagi bar toh kuch na kar sakha
bas aakhri lamhon ko mere naam toh kar
aur kuch umeed nahi ki jaati tumse
in akhri lamhon mein ye kaam to kar.....


Logged
riyaz106
Guest
«Reply #6 on: April 19, 2010, 06:42:31 AM »
Reply with quote
Wah ji wah kya hi khoob likha hai Qadeer Sb. Marhaba.
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #7 on: April 19, 2010, 01:27:00 PM »
Reply with quote
wah wah janaab ,Abdul Qadeer sahab behtreen ghazal paish ki hai aap ne ,har shair umda ..lajawaab kardiya aap ne.iss ghazal ki hifazat ke liye majboor kardiya aapne.

Behad mamno hon nazar sahab .. apki purquloos dad pa kar dil bagh bagh ho gaya ..jis andaz me apne ghazal ki pazirai ki hai ke bus yun samjho likhne ko himmat mil gayi .. is tarha hausla afzai karte rahen janab .. allah apko khush rakhe ..

apka bhai

qadeertoopchi
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #8 on: April 19, 2010, 01:32:37 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Qadeer Bhai..

Har Ek Ashaar Lajawaab!!!

Bahut Hi zabardast peshkash Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #9 on: April 20, 2010, 10:00:47 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Qadeer Bhai..

Har Ek Ashaar Lajawaab!!!

Bahut Hi zabardast peshkash Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley



ghazal ki pazirai ke liye mumno hon khawish sahab .. allah apko khush rakhe ..

Duwa go..

Qadeertoopchi
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 2 hours and 24 minutes.

always smile

Posts: 15214
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #10 on: April 20, 2010, 10:02:11 AM »
Reply with quote
bahut ache qadeer sahab...badhya likha hai
Logged
Talat
Guest
«Reply #11 on: April 23, 2010, 02:20:13 PM »
Reply with quote
na kar saka khuch mera eak kaam to kar !!
apne haton se zindagi meri tamam to kar !!

khole jo ankh to wohi virani hai musasal !!
kabhi khawabgha me khuch der qiyam to kar !!

hayath kaati hai teri justuju me maine !!
ab aqri khuch lamho ka ahetram to kar !!

mai begunha hun ye gumaan duniya ko !!
de ilzaam mera naam badnaam to kar  !!

Ye iltaja hai bechain ankhon ki Qadeer !!
bhool ke maazi , pal do pal  araam to kar !!

Qadeertoopchi



Bohot Khoob Qadeer Bhai, aapki ghazlain to humesha hi khoobsurat hoti hain...Bohot Khoob...!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: April 24, 2010, 03:50:02 PM »
Reply with quote
Bohat Khoob Qadeer Bhai,.
Mashallah, Allah Aur Taaqat Bakhshe Aapke Kalam Ko,.


Musalsal Haadso Se Bas Itni Shikaayat Hai,.
Ke Ye Aansoon Bahaane Ki Bhi Mohallat Nahi Dete,.

-Waseem Barelvi-
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #13 on: April 24, 2010, 07:14:35 PM »
Reply with quote
Bohot Khoob Qadeer Bhai, aapki ghazlain to humesha hi khoobsurat hoti hain...Bohot Khoob...!!

karam nawazi ke liye mumno hon talat bahen..allah apko khush rakhe..


qadeertoopchi
Logged
salil2002
Guest
«Reply #14 on: April 25, 2010, 01:28:42 PM »
Reply with quote
bhai aapko kya kahoon aap log toh mere senior hoon bas itna kahoonga kii aapki kalam se nikla ek lafz bhi ek khoob surat ghazal hai

do lines aapke liye agar pasand aaye toh chhote bhai ka saath dijiyega



badi der se aaye tum ab toh mujhe jaana hai
tere hisse kii main chhod gaya mehfil. mere hisse toh kabra ka aashiana hai
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 09:45:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer