DAAROO KAA CHASKAA.................................SAINI

by sksaini4 on May 23, 2013, 02:59:51 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 1165 times)
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
Reply with quote
Kyaa bataayeN hameN  kyaaa  huaa hai.
Lag rahaa hai ki kuchh kho gayaa hai.

Vo  milaa  hai   adhoore  se  man se.
Aaj   tak   to   n  esaa   huaa  hai.

Saamne  vo   khdee  hai  ghazal  see.
Par  munaasib  n   misraa  banaa  hai.

Kar   gaye   aaj  phir  vo   bahaana.
Parso  milne  kaa  waadaa  kiyaa hai.

Sharm  usko   naheen   maangne   meN.
Jab se daaroo kaa chaskaa lagaa  hai.

Baap  detaa  rahaa  to  thaa  achhaa.
Ab  manaa  kar  diyaa  to buraa  hai.

kyooN  dikhaai  n  detaa hai ‘saini’.
Kis  jagah  jaane p ee kar padaa hai.

Dr.Surendra Saini


क्या  बताएं   हमें क्या हुआ है ।
लग रहा है कि कुछ खो गया है ॥

वो  मिला  है अधूरे से मन से ।
आज  तक तो न एसा हुआ है ॥

सामने  वो  खडी है ग़ज़ल सी ।
पर मुनासिब न मिसरा बना है ॥

कर गए आज  फिर वो बहाना ।
परसों मिलने का वादा किया है ॥

शर्म   उसको  नहीं मांगने में ।
जब से दारू का चस्का लगा है ॥

बाप  देता  रहा तो था अच्छा ।
अब मना कर दिया तो बुरा है ॥

क्यूँ  दिखाई न  देता है'सैनी' ।
किस जगह जाने  पीकर पडा है ॥

डाo सुरेन्द्र सैनी
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #1 on: May 23, 2013, 03:09:47 PM »
Reply with quote
hahahahaha halki fulki ghazal meN bhi tanz, sir ji teesra sher mujhe haasil-e-ghazal laga, aur mana kar diya to bura hai wale sher ka tanz bahut umda hai... aate rahiye aur mehfil meN chaar chaand lagaate rahiye...
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #2 on: May 23, 2013, 03:34:51 PM »
Reply with quote
Nice , saini sahib . Congrats.
Logged
khujli
Guest
«Reply #3 on: May 23, 2013, 03:35:45 PM »
Reply with quote
Kyaa bataayeN hameN  kyaaa  huaa hai.
Lag rahaa hai ki kuchh kho gayaa hai.

Vo  milaa  hai   adhoore  se  man se.
Aaj   tak   to   n  esaa   huaa  hai.

Saamne  vo   khdee  hai  ghazal  see.
Par  munaasib  n   misraa  banaa  hai.

Kar   gaye   aaj  phir  vo   bahaana.
Parso  milne  kaa  waadaa  kiyaa hai.

Sharm  usko   naheen   maangne   meN.
Jab se daaroo kaa chaskaa lagaa  hai.
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Baap  detaa  rahaa  to  thaa  achhaa.
Ab  manaa  kar  diyaa  to buraa  hai.

kyooN  dikhaai  n  detaa hai ‘saini’.
Kis  jagah  jaane p ee kar padaa hai.
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Dr.Surendra Saini


क्या  बताएं   हमें क्या हुआ है ।
लग रहा है कि कुछ खो गया है ॥

वो  मिला  है अधूरे से मन से ।
आज  तक तो न एसा हुआ है ॥

सामने  वो  खडी है ग़ज़ल सी ।
पर मुनासिब न मिसरा बना है ॥

कर गए आज  फिर वो बहाना ।
परसों मिलने का वादा किया है ॥

शर्म   उसको  नहीं मांगने में ।
जब से दारू का चस्का लगा है ॥

बाप  देता  रहा तो था अच्छा ।
अब मना कर दिया तो बुरा है ॥

क्यूँ  दिखाई न  देता है'सैनी' ।
किस जगह जाने  पीकर पडा है ॥

डाo सुरेन्द्र सैनी



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
mkv
Guest
«Reply #4 on: May 23, 2013, 04:07:00 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Sir
Saamne  vo   khdee  hai  ghazal  see.
Par  munaasib  n   misraa  banaa  hai.
ye sher khoob kaha aapne.
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #5 on: May 23, 2013, 05:13:21 PM »
Reply with quote
Kyaa bataayeN hameN  kyaaa  huaa hai.
Lag rahaa hai ki kuchh kho gayaa hai.

Vo  milaa  hai   adhoore  se  man se.
Aaj   tak   to   n  esaa   huaa  hai.

Saamne  vo   khdee  hai  ghazal  see.
Par  munaasib  n   misraa  banaa  hai.

Kar   gaye   aaj  phir  vo   bahaana.
Parso  milne  kaa  waadaa  kiyaa hai.

Sharm  usko   naheen   maangne   meN.
Jab se daaroo kaa chaskaa lagaa  hai.

Baap  detaa  rahaa  to  thaa  achhaa.
Ab  manaa  kar  diyaa  to buraa  hai.

kyooN  dikhaai  n  detaa hai ‘saini’.
Kis  jagah  jaane p ee kar padaa hai.

Dr.Surendra Saini


क्या  बताएं   हमें क्या हुआ है ।
लग रहा है कि कुछ खो गया है ॥

वो  मिला  है अधूरे से मन से ।
आज  तक तो न एसा हुआ है ॥

सामने  वो  खडी है ग़ज़ल सी ।
पर मुनासिब न मिसरा बना है ॥

कर गए आज  फिर वो बहाना ।
परसों मिलने का वादा किया है ॥

शर्म   उसको  नहीं मांगने में ।
जब से दारू का चस्का लगा है ॥

बाप  देता  रहा तो था अच्छा ।
अब मना कर दिया तो बुरा है ॥

क्यूँ  दिखाई न  देता है'सैनी' ।
किस जगह जाने  पीकर पडा है ॥

डाo सुरेन्द्र सैनी



ha ha splendid,sir
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #6 on: May 23, 2013, 06:06:09 PM »
Reply with quote
waah waah Dr sahab ..lajawaab likha hai...
ApplauseApplauseApplauseApplause
Logged
Bhupinder Kaur
Guest
«Reply #7 on: May 23, 2013, 06:24:33 PM »
Reply with quote
Beautiful Sir ji
Logged
rahul sengar
Guest
«Reply #8 on: May 23, 2013, 07:25:16 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #9 on: May 23, 2013, 08:07:32 PM »
Reply with quote
Saini Sahaab Aadaab...!


WaaH waaH janab waaH kya kahne behad khoob aur behad dilkash kalaam kahi hai ... kya khoob ashar kahe haiN janab saNjeedaa bhi aur mazahiyaa khayaal bhi piroye haiN aapne... Usual Smile


Hume yeH quoted ashaar behad umdaa lage .. Usual Smile


Saamne  vo   khdee  hai  ghazal  see.
Par  munaasib  n   misraa  banaa  hai.

Kar   gaye   aaj  phir  vo   bahaana.
Parso  milne  kaa  waadaa  kiyaa hai.

Sharm  usko   naheen   maangne   meN.
Jab se daaroo kaa chaskaa lagaa  hai.

kyooN  dikhaai  n  detaa hai ‘saini’.
Kis  jagah  jaane p ee kar padaa hai.


डाo सुरेन्द्र सैनी



Is khoob kalaam par humari hazaaroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye....

Likhate rahiye... Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile

Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #10 on: May 23, 2013, 09:00:01 PM »
Reply with quote
क्या  बताएं   हमें क्या हुआ है ।
लग रहा है कि कुछ खो गया है ॥

वो  मिला  है अधूरे से मन से ।
आज  तक तो न एसा हुआ है ॥

सामने  वो  खडी है ग़ज़ल सी ।
पर मुनासिब न मिसरा बना है ॥

Wah Wah!! Bohat Khub!!! Yeh teen ashaar mujhe khaas pasand aaye Saini Jee!! Very Niceeee!


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley



Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #11 on: May 23, 2013, 09:57:29 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Waah waah sir bahut hi khoob, ye ash'aar bahut pasand aaye.


Saamne  vo   khdee  hai  ghazal  see.
Par  munaasib  n   misraa  banaa  hai.

Kar   gaye   aaj  phir  vo   bahaana.
Parso  milne  kaa  waadaa  kiyaa hai.

Sharm  usko   naheen   maangne   meN.
Jab se daaroo kaa chaskaa lagaa  hai.

Baap  detaa  rahaa  to  thaa  achhaa.
Ab  manaa  kar  diyaa  to buraa  hai.

kyooN  dikhaai  n  detaa hai ‘saini’.
Kis  jagah  jaane p ee kar padaa hai.
Logged
aqsh
Guest
«Reply #12 on: May 23, 2013, 10:08:25 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Bahut bahut khoob saini sir. badi achchi kalaam rahi aapki. mujhe bahut pasand aayi. dili mubarakbad ko qubool kijiye.
Logged
Sudhir Ashq
Khususi Shayar
*****

Rau: 108
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
16 days, 19 hours and 1 minutes.

Posts: 1813
Member Since: Feb 2013


View Profile WWW
«Reply #13 on: May 23, 2013, 10:17:11 PM »
Reply with quote
Kyaa bataayeN hameN  kyaaa  huaa hai.
Lag rahaa hai ki kuchh kho gayaa hai.

Vo  milaa  hai   adhoore  se  man se.
Aaj   tak   to   n  esaa   huaa  hai.

Saamne  vo   khdee  hai  ghazal  see.
Par  munaasib  n   misraa  banaa  hai.

Kar   gaye   aaj  phir  vo   bahaana.
Parso  milne  kaa  waadaa  kiyaa hai.

Sharm  usko   naheen   maangne   meN.
Jab se daaroo kaa chaskaa lagaa  hai.

Baap  detaa  rahaa  to  thaa  achhaa.
Ab  manaa  kar  diyaa  to buraa  hai.

kyooN  dikhaai  n  detaa hai ‘saini’.
Kis  jagah  jaane p ee kar padaa hai.

Dr.Surendra Saini


क्या  बताएं   हमें क्या हुआ है ।
लग रहा है कि कुछ खो गया है ॥

वो  मिला  है अधूरे से मन से ।
आज  तक तो न एसा हुआ है ॥

सामने  वो  खडी है ग़ज़ल सी ।
पर मुनासिब न मिसरा बना है ॥

कर गए आज  फिर वो बहाना ।
परसों मिलने का वादा किया है ॥

शर्म   उसको  नहीं मांगने में ।
जब से दारू का चस्का लगा है ॥

बाप  देता  रहा तो था अच्छा ।
अब मना कर दिया तो बुरा है ॥

क्यूँ  दिखाई न  देता है'सैनी' ।
किस जगह जाने  पीकर पडा है ॥

डाo सुरेन्द्र सैनी


Wah,Wah,Wah Saini Sir,
Bahut khoob ghazal kahi hai aapne,Sabhi Ashaar bahut meaningful hain,Meri mubarakbaad qabool kijiye.
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #14 on: May 23, 2013, 11:42:33 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Laughing hard Laughing hard Laughing hard bhut khub saini ji
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 08:39:12 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.159 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer