INSAAN MILTA NAHIN

by Taasir siddiqui on June 03, 2008, 11:38:17 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1870 times)
Taasir siddiqui
Guest
Reply with quote
Aaj ke is daur me dhunde se bhi insaan nahin milta,
qaatilon ke hujum mil jate hain ek maherbaan nahin milta:

bas gai hai rooh-e-shaitani jism-e-insaani me,
har jagah insaan hai magar phir bhi insaan nahin milta:

ek arsa hua khuda ne bandh kardi guftugoo bashar se,
ek hi mila hai ab tak ke dusra qurran nahin milta:

hai taveel tamannaon ka safar aur tang hai umar;
hai kai humsafar saath lekin koi nghebaan nahin milta:

hai majbur warna rehta na kabhi is duniya me "taasir"
ke bohot talaash kiya magar dusra jahaan nahin milta:
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aur kuch milta nahin............ by qayda in Ghazals
Agar gale nahin milta to haath bi nahi mila by Sonia01 in Ghazals « 1 2  All »
Kabhi kisi ko mukammal jahan nahin milta by awais_007 in Miscellaneous Shayri
Jo bichhad jata hai wo milta nahin::Riyaz by riyaz106 in Shayri for Dard -e- Judai
insaan kahan milta hai. by Imdad in Miscellaneous Shayri
muhammed rashed
Guest
«Reply #1 on: June 03, 2008, 11:50:00 AM »
Reply with quote
very good taseer

Thodi si ebaadat bohat sa sila deti hai,
Gulab ki tarha chehra khila deti hai,
Allah ki yaad ko dil se jane na dena,
Kabhi kabhi choti si dua arsh hila deti hai.


 tearyeyed
Rashed
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #2 on: June 03, 2008, 03:44:46 PM »
Reply with quote
Aaj ke is daur me dhunde se bhi insaan nahin milta,
qaatilon ke hujum mil jate hain ek maherbaan nahin milta:

bas gai hai rooh-e-shaitani jism-e-insaani me,
har jagah insaan hai magar phir bhi insaan nahin milta:

ek arsa hua khuda ne bandh kardi guftugoo bashar se,
ek hi mila hai ab tak ke dusra qurran nahin milta:

hai taveel tamannaon ka safar aur tang hai umar;
hai kai humsafar saath lekin koi nghebaan nahin milta:

hai majbur warna rehta na kabhi is duniya me "taasir"
ke bohot talaash kiya magar dusra jahaan nahin milta:


Very good
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: June 03, 2008, 09:46:05 PM »
Reply with quote
A good sharing Tassir ji!!

Apka Yoindia mai sawagat hai!!

wah kaya lines hai:
bas gai hai rooh-e-shaitani jism-e-insaani me,
har jagah insaan hai magar phir bhi insaan nahin milta:
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: June 04, 2008, 05:10:16 PM »
Reply with quote
Aaj ke is daur me dhunde se bhi insaan nahin milta,
qaatilon ke hujum mil jate hain ek maherbaan nahin milta:

bas gai hai rooh-e-shaitani jism-e-insaani me,
har jagah insaan hai magar phir bhi insaan nahin milta:

ek arsa hua khuda ne bandh kardi guftugoo bashar se,
ek hi mila hai ab tak ke dusra qurran nahin milta:

hai taveel tamannaon ka safar aur tang hai umar;
hai kai humsafar saath lekin koi nghebaan nahin milta:

hai majbur warna rehta na kabhi is duniya me "taasir"
ke bohot talaash kiya magar dusra jahaan nahin milta:


Bohot Khoob Taasir Ji !!
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #5 on: November 23, 2009, 11:37:42 AM »
Reply with quote
Wah Rashed Sahab and Tassir Sahab kya khoob kaha hai.
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 12 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #6 on: November 30, 2009, 08:08:06 PM »
Reply with quote
WAAAAAAAAAAAAAAAAAAH BAHUT KHOOB TASIR SAHAB Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 05:22:17 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.17 seconds with 27 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer