Is bete ki budhiya maai haat uthaye baithi hai

by Jaanasheen on August 22, 2010, 04:59:03 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1398 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
ik deewani darwaze per aankh bichaye baithi hai
Ik deewane ke qaatir wo khud ko bhulaye baithi hai

Saath me uske tanhai hai ,aur  yaadon ki purwaaiye
Raaton  ke andhyaaron  me wo dil ko jalaye baithi hai

Mauth ne mujh ko khuch din pahele ye kahe kay zinda chora
Is bête ki bhudhiyaa maa’I haath  uthaye baithi hai

Ab ayenge jub ayenge , mere abbu sub layenge
Eak muflis ki beti kitni , aas lagaye baithi hai

Bus khuch din ki bath hai phir to mera bhai La'ot ayega
Bahena apni palkon pe khuch khawb sajaye baithi hai

Rastah takte takte Tera uski ankhen  pathraeen
Ab tasveer "Qadeer" woh Teri dil se lagaye baithi hai

qadeertoopchi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ladkiyaan baithi thi paun daal ker ............... by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq
aie mere unborn bete by ~*heartbreaker*~ in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
gam qun ham uthaye jate hei by hameeda in Share: Poetry of Pain
Maa bete ka conversation by prashad in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Kyn uthaye firta hai bar-e-ashiqi--- Kumaar by kumaar in Ghazals « 1 2  All »
ParwaaZ
Guest
«Reply #1 on: August 22, 2010, 06:44:43 PM »
Reply with quote
Masha Allah Azeem sahab.....

BeintehaaN khoob Gazal kahi hai aapne.....
Dil ki gehraiyoN se daad hazir hai janab.....

sabhi ashaar... per dil se daad...
Likhate rahiye......
Khuda Hafez......
         
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #2 on: August 22, 2010, 09:59:57 PM »
Reply with quote
wah ji wah... bahut khoob... bahut hi umda ghazal share ki hai aapne Qadeer ji ki.... bahut hi khoob...!!! Dil khush ho gaya....!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #3 on: August 23, 2010, 04:20:49 AM »
Reply with quote
AZEEM JEE AAPKAA BEHAD SHUKRIYAA JO AAP NE QADEER SAHEB KI BEHAD PYAREE GAZAL SE HUM SABKO NAZAR NAWAZ KARAYA.
MAA BETE KEE BE-INTEHAAYEE MOHABBAT,OR PARIVAAR SE DOORI KE DARD KAA AAINAA ,YE GAZAL UNKI TAMAM GAZALON ME MERI BEHAD PASANDEEDAH GAZAL HAI.GAZAL KA HAR SHER HEE NAHEE BALKI LAFZ LAFZ APNON SE JUDAI OR BEPANAAH MOHABBAT KA DASTAAVEZ BAN GAYAA HAI.EESHWAR UNHEN OR UNKE PARIWAAR KO KHUSH RAKHE.BHAGWAAN SE YAHEE PRARTHANA HAI.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: August 24, 2010, 12:11:06 AM »
Reply with quote
Masha Allah Azeem sahab.....

BeintehaaN khoob Gazal kahi hai aapne.....
Dil ki gehraiyoN se daad hazir hai janab.....

sabhi ashaar... per dil se daad...
Likhate rahiye......
Khuda Hafez......
         


Shukriya,.

Waise Ye Ghazal Meri Nahi,

Janab Abdul Qadeer Ji Ki Hai, Jo FB pe post hui thi, i loved this ghazal i thought to share with all my Yoindian Friend,

THanks foe Comments
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: August 24, 2010, 12:12:01 AM »
Reply with quote
wah ji wah... bahut khoob... bahut hi umda ghazal share ki hai aapne Qadeer ji ki.... bahut hi khoob...!!! Dil khush ho gaya....!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Shukriya Klaskar Ji.

AZEEM JEE AAPKAA BEHAD SHUKRIYAA JO AAP NE QADEER SAHEB KI BEHAD PYAREE GAZAL SE HUM SABKO NAZAR NAWAZ KARAYA.
MAA BETE KEE BE-INTEHAAYEE MOHABBAT,OR PARIVAAR SE DOORI KE DARD KAA AAINAA ,YE GAZAL UNKI TAMAM GAZALON ME MERI BEHAD PASANDEEDAH GAZAL HAI.GAZAL KA HAR SHER HEE NAHEE BALKI LAFZ LAFZ APNON SE JUDAI OR BEPANAAH MOHABBAT KA DASTAAVEZ BAN GAYAA HAI.EESHWAR UNHEN OR UNKE PARIWAAR KO KHUSH RAKHE.BHAGWAAN SE YAHEE PRARTHANA HAI.


Shukriya Mamta Ji
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #6 on: August 26, 2010, 06:25:36 PM »
Reply with quote
azeem sb QADEER BHAI KO MERI TARAF SE BAHUT BAHUT DAAD DEIN AUR ITNI BEHTREEN SHARING KE LIYE AAP KA SHUKRIA......VERI VERI OUTSTANDING AND TOUCHING Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: August 31, 2010, 02:47:38 AM »
Reply with quote
ik deewani darwaze per aankh bichaye baithi hai
Ik deewane ke qaatir wo khud ko bhulaye baithi hai

Saath me uske tanhai hai ,aur  yaadon ki purwaaiye
Raaton  ke andhyaaron  me wo dil ko jalaye baithi hai

Mauth ne mujh ko khuch din pahele ye kahe kay zinda chora
Is bête ki bhudhiyaa maa’I haath  uthaye baithi hai

Ab ayenge jub ayenge , mere abbu sub layenge
Eak muflis ki beti kitni , aas lagaye baithi hai

Bus khuch din ki bath hai phir to mera bhai La'ot ayega
Bahena apni palkon pe khuch khawb sajaye baithi hai

Rastah takte takte Tera uski ankhen  pathraeen
Ab tasveer "Qadeer" woh Teri dil se lagaye baithi hai

qadeertoopchi


Nice sharing
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 12 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #8 on: September 01, 2010, 09:05:43 PM »
Reply with quote
ik deewani darwaze per aankh bichaye baithi hai
Ik deewane ke qaatir wo khud ko bhulaye baithi hai

Saath me uske tanhai hai ,aur  yaadon ki purwaaiye
Raaton  ke andhyaaron  me wo dil ko jalaye baithi hai

Mauth ne mujh ko khuch din pahele ye kahe kay zinda chora
Is bête ki bhudhiyaa maa’I haath  uthaye baithi hai

Ab ayenge jub ayenge , mere abbu sub layenge
Eak muflis ki beti kitni , aas lagaye baithi hai

Bus khuch din ki bath hai phir to mera bhai La'ot ayega
Bahena apni palkon pe khuch khawb sajaye baithi hai

Rastah takte takte Tera uski ankhen  pathraeen
Ab tasveer "Qadeer" woh Teri dil se lagaye baithi hai

qadeertoopchi


bahut khoob azeem sahab
Logged
sarfira
Guest
«Reply #9 on: August 12, 2011, 07:19:14 AM »
Reply with quote
hmm
Logged
Aarish
Guest
«Reply #10 on: November 28, 2012, 05:46:44 AM »
Reply with quote
lajwab umda ,behatreen, aur dheeerrrooon daaad
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 11:45:16 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.166 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer