| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | Zindagi Bahut Udaas Hai KahiiNPhir Bhi Jeene Ki Aas Hai Kahiin ...
 
 Bahut Ho Chuki Zamaane Ki Baarish
 Raunak Shahar Ki Badhawaas Hai KahiiN ...
 
 Shauharat Ke PeD Se GiRe PatTe Ko
 Rehtaa Bharam Woh Khaas Hai Kahiin ...
 
 Chhat Se Dhoop Beshaq Chali Gayee
 Jalnaa PaawoN Ka Zindaa Ehsaas Hai Kahiin ...
 
 Jab Se Mausam Ne Badle Hai Tebar "Naresh"
 Saawan Ke HontoN Pe Pyaas Hai Kahiin ...
 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
			|  | 
	| 
			| 
					
						| Radhika_2 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #1 on: October 27, 2010, 10:53:47 PM »  |   | 
 Zindagi Bahut Udaas Hai KahiiNPhir Bhi Jeene Ki Aas Hai Kahiin ...
 
 Bahut Ho Chuki Zamaane Ki Baarish
 Raunak Shahar Ki Badhawaas Hai KahiiN ...
 
 Shauharat Ke PeD Se GiRe PatTe Ko
 Rehtaa Bharam Woh Khaas Hai Kahiin ...
 
 Chhat Se Dhoop Beshaq Chali Gayee
 Jalnaa PaawoN Ka Zindaa Ehsaas Hai Kahiin ...
 
 Jab Se Mausam Ne Badle Hai Tebar "Naresh"
 Saawan Ke HontoN Pe Pyaas Hai Kahiin ...
 
Ji ... Bahut Khoob lagi ... aapki taazaa peshkash ... sabhi ashaar asardaar lage mujhe ... dil se daad ! |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| cara 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #2 on: October 28, 2010, 11:44:18 AM »  |   | 
 WAH KYA BAAT HAI       ANSHUMALI JI....
 LAGTA HAI MOHABBAT NAHIN HAI NASEEB ME MERE
 FIR BHI CHAHATON KI PYAAS HAI KAHIN
 THOKREN HI THOKREN HAI ZINDAGI ME MERE
 FIR BHI "JEENE KI AAS HAI KAHIN"......
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| AbhiTamrakar 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #3 on: October 28, 2010, 12:04:07 PM »  |   | 
 kya bat hai gazab likha hai sir jiii...
 bahut khoob dhersari daad ke sath~
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #4 on: November 21, 2010, 12:17:46 AM »  |   | 
 Ji ... Bahut Khoob lagi ... aapki taazaa peshkash ... sabhi ashaar asardaar lage mujhe ... dil se daad !
 Bahut bahut shukriya ..... Radhika ji ! aapki pasandegi aur daad ka ... aise hi aati rahiyega .. khush rahen .. duaaon ke saath .. |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| killbill | 
                                                                    |  |   «Reply #5 on: November 21, 2010, 12:36:45 AM »  |   | 
 behtareen peshkash Anshumali Sir..kya baat waah:)****
 meri saanson me kisi ki saanso ka ehsaas hai kahiin,
 meethe paani ki dariya me bhi chupi ek pyaas hai kahiin..
 sukhe darakht me bhi fir se khilne ki aas hai kahiin,
 dum todti iss jeevan ko fir se jeene ki aas hai kahiin...
 ****
 hats off Naresh ji
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #6 on: November 24, 2010, 06:21:33 PM »  |   | 
 WAH KYA BAAT HAI       ANSHUMALI JI....
 LAGTA HAI MOHABBAT NAHIN HAI NASEEB ME MERE
 FIR BHI CHAHATON KI PYAAS HAI KAHIN
 THOKREN HI THOKREN HAI ZINDAGI ME MERE
 FIR BHI "JEENE KI AAS HAI KAHIN"......
 
 Shukriya ... Aapki Pur Khoolus daad ka ! khush rahen ... duaaon ke saath .... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| aiina 
								Shayarana Mizaaj    
								Rau: 0
								  Offline 
								Gender:   Waqt Bitaya: 1 days, 10 hours and 29 minutes.
								 
								''aiina707''
								 
								Posts: 72 Member Since: Aug 2010
			 
			 
								
								
								
								
								   | 
                                                                    |  |   «Reply #7 on: November 24, 2010, 06:27:58 PM »  |   | 
       Shayari mein dil ka dard bakhubi ujagar hota hai behad umda naresh ji... Likhte rahiye
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #8 on: November 25, 2010, 11:47:44 PM »  |   | 
 kya bat hai gazab likha hai sir jiii...
 bahut khoob dhersari daad ke sath~
 
 Abhi Ji ... bahut bahut shukriya .. aapka koshish ko saraahane ka ... khush rahen ... duaaon ke saath ... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #9 on: November 27, 2010, 04:57:48 PM »  |   | 
 behtareen peshkash Anshumali Sir..kya baat waah:)****
 meri saanson me kisi ki saanso ka ehsaas hai kahiin,
 meethe paani ki dariya me bhi chupi ek pyaas hai kahiin..
 sukhe darakht me bhi fir se khilne ki aas hai kahiin,
 dum todti iss jeevan ko fir se jeene ki aas hai kahiin...
 ****
 hats off Naresh ji
 
 Shukriya ... aapki pasandegi ka ... ! |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #10 on: November 29, 2010, 06:49:30 PM »  |   | 
       Shayari mein dil ka dard bakhubi ujagar hota hai behad umda naresh ji... Likhte rahiye
 Janaab ! aapka koshish ko saraahane ka bahut bahut shukriya ... khush rahen ... aise hi aate rahen aage bhi ... duaaon ke saath ... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| shad 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #11 on: November 29, 2010, 07:29:25 PM »  |   | 
 bahur umda niceeeeeeeeeeeeeeeee |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #12 on: February 03, 2011, 11:07:43 PM »  |   | 
 bahur umda niceeeeeeeeeeeeeeeee
 Shukriya ...... Shad Ji ! |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Shihab 
								Yoindian Shayar        
								Rau: 27
								  Offline 
								Gender:   Waqt Bitaya: 29 days, 4 hours and 55 minutes.
								 
								Maut To Ek Shuruaat Hai...
								 
								Posts: 2082 Member Since: Dec 2006
			 
			 
								
								
								
								
								   | 
                                                                    |  |   «Reply #13 on: February 03, 2011, 11:28:53 PM »  |   | 
 Bohat Khoob JanaabDad...
 
 Khush Rahen...
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #14 on: February 04, 2011, 06:18:18 PM »  |   | 
 Bohat Khoob JanaabDad...
 
 Khush Rahen...
 
 Shukriya ... HumDum Ji !!!!!!!!!!! |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	|  |