| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | Kehne Ko Baat Zaraa Sii HaiNaa Kahu Toh Khataa Sii Hai...
 
 Phool Khiile Bhi Rahe Magar
 Chhaai YahaaN Khizaa Sii Hai...
 
 Haal-E-Dard Sunaau Kise
 Woh Pehle Se Hii Khafaa Sii Hai...
 
 Dupatta Utaare Ghoom Rahi Hai
 Naye Zamane Ki Hayaa Sii Hai...
 
 Rok Luu Kaise Un LamhoN Ko
 Jo Khud Hii Ek Hawaa Sii Hai...
 
 Raushni Ki Aarzu Kya Kare "Naresh"
 Bujhi Haath MeN Shamaa Sii Hai...
 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
			|  | 
	|  | 
	| 
			| 
					
						| dead heart 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #2 on: November 21, 2010, 04:05:19 AM »  |   | 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| zarra 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #3 on: November 21, 2010, 01:46:26 PM »  |   | 
 bahaut hi umda ghazal kahi hai naresh ji. bahaut hi subtle aur nuanced khayaal zahir kiye aur kahe bhi kis ada aur naazuki se. wah wah !! |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #4 on: November 24, 2010, 06:23:36 PM »  |   | 
 Naresh Jee Aadaab!
 Bade dino bad yahaN humara aana hua aur aapki yeH nayi kalaam nazar nawaaz huyi.....
 
 Masha Allah sabhi ashaaroN ke khayaal behad umda hai janab behad khoob kalaam kahi hai aapne daad
  Aapki is umdaa kalaam per dheroN daad hazir hai Naresh jee dil se daad kabool kijiye..... 
 Aise umdaa kalaamoN se ruberu karate rahiye.....
 Khush O aabad rahiye.....
 
 Khuda Hafez......
   Sameer Ji ... Aadaab ! Aapka koshish ko saraahane aur pur khoolus Daad ka bahut bahut shukriya ... aise hi aate rahen aage bhi ... khush rahen ... duaaon ke saath ... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #5 on: November 24, 2010, 06:41:33 PM »  |   | 
 Rahim Ji ... aapka koshish ko saraahane ka aur daad ka bahut bahut shukriya ... khush rahen ... duaaon ke saath ... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Radhika_2 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #6 on: November 25, 2010, 11:52:50 PM »  |   | 
 Kehne Ko Baat Zaraa Sii HaiNaa Kahu Toh Khataa Sii Hai...
 
 Phool Khiile Bhi Rahe Magar
 Chhaai YahaaN Khizaa Sii Hai...
 
 Haal-E-Dard Sunaau Kise
 Woh Pehle Se Hii Khafaa Sii Hai...
 
 Dupatta Utaare Ghoom Rahi Hai
 Naye Zamane Ki Hayaa Sii Hai...
 
 Rok Luu Kaise Un LamhoN Ko
 Jo Khud Hii Ek Hawaa Sii Hai...
 
 Raushni Ki Aarzu Kya Kare "Naresh"
 Bujhi Haath MeN Shamaa Sii Hai...
 
Ji .. sabhi ashaar purasar kahe hai aapne ... bahut khuub ! tahe dil se daad hazir hai ... qabool kareN ... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| .adeeb 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #7 on: November 26, 2010, 12:37:54 AM »  |   | 
 Bahut khoob likha hai Naresh ji. Khas taur par dupatte wali lines to kamaal ki hain jo nasihatkhez bhi hain. Dili daad hazir hai. |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #8 on: November 27, 2010, 04:59:52 PM »  |   | 
 bahaut hi umda ghazal kahi hai naresh ji. bahaut hi subtle aur nuanced khayaal zahir kiye aur kahe bhi kis ada aur naazuki se. wah wah !!
 Shukriya ... aapki pasandegi aur daad ka ! |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #9 on: November 29, 2010, 06:52:31 PM »  |   | 
 Bahut khoob likha hai Naresh ji. Khas taur par dupatte wali lines to kamaal ki hain jo nasihatkhez bhi hain. Dili daad hazir hai.
 Adeeb Saha ... Aadaab ! aapki pasandegi ... ijazat afzaai aur purkhoolus daad ka bahut bahut shukriya ... aise hi saath nibhaate rahen aage bhi ... khush rahen ... duaaon ke saath ... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #10 on: December 23, 2010, 06:55:26 PM »  |   | 
 Bahut Bahut Shukriya ... Aap Sabhi ke saath ... Khush rahen ... !
 duaaoN ke saath ... !
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #11 on: February 03, 2011, 11:22:52 PM »  |   | 
 bahaut hi umda ghazal kahi hai naresh ji. bahaut hi subtle aur nuanced khayaal zahir kiye aur kahe bhi kis ada aur naazuki se. wah wah !!
 Shukriya ... Sahab ! aapki nawaazish kaa ! |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Shihab 
								Yoindian Shayar        
								Rau: 27
								  Offline 
								Gender:   Waqt Bitaya: 29 days, 4 hours and 55 minutes.
								 
								Maut To Ek Shuruaat Hai...
								 
								Posts: 2082 Member Since: Dec 2006
			 
			 
								
								
								
								
								   | 
                                                                    |  |   «Reply #12 on: February 03, 2011, 11:27:59 PM »  |   | 
 Kya Baat Hai Jaanab KiKya Hi Khoobsurat Kalaam Bazm Ko Ata Kiya Hai Wah
 Sabhi Ashaaron Ke Khayal Behad Hi Umda Rahe.Khoob
 Is Khoobsurat Peshkash Pe Dili Dad.....
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #13 on: February 04, 2011, 06:19:53 PM »  |   | 
 Kya Baat Hai Jaanab KiKya Hi Khoobsurat Kalaam Bazm Ko Ata Kiya Hai Wah
 Sabhi Ashaaron Ke Khayal Behad Hi Umda Rahe.Khoob
 Is Khoobsurat Peshkash Pe Dili Dad.....
 
 Aapki pasandegi aur dilee daad kaa bahut bahut shukriya ... HumDum Ji ! khush rahen ... ! duaaon ke saath ... ! |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| brokenbyluv 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #14 on: February 04, 2011, 06:24:10 PM »  |   | 
  Bahut khoob naresh ji... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	|  |